QUOTE(shehlakhan @ Apr 6 2006, 02:04 AM) [snapback]2132493[/snapback]
bhai f-a-l-a-k
bahut cute bacha hay. mashallah. mubarak apkoand dua hay batay kay liya kay allah usko
sahetmand and maa and baap ko khushinyan daynay wala banay . ammen
Shukriya

Ameen ........ Sum'Ameen
QUOTE(princess @ Apr 6 2006, 03:16 AM) [snapback]2132495[/snapback]
hummm to ab ya apni totli zubaan ma batain b kerna shuru ho gaya ha Masha Allah jab bachey is stage ma hotey hain naa to barey cute or achey lagtey hain or bara maza ata ha unkey saath ...... Masha Allah name b bohat piayara ha or khud b bohat cute pala pala sha Allah nazer-e-bad say mehfooz rakhey Amin ... theek ha jaldi Scan ker k dekhayain k ab ya kesa lagta ha ... ya jo apki AhOoO ha naa is say na mujey apna bhaie yaad aa jata ha jo k abroad ma ha ham say door AhoOo ... wo b akser ya word use keta ha or mujey bara acha lagta ha

jee abhi bolna shuru nahi kiya baas koye koye lafz hi bolta hai jaise muje BABA daan aur "MAA" jee ko amma etc baas ... abhi tu kafi chota hai na
jee ager mera scaner kharab na hota tu isi post main hi sab pics dekha daita lekin ab jis din bazar gaya us din scan karun ga pher yahaan share karun ga ok jee
hmmm chalo pher tu meri yeh Ah0o0 achi hoyi na jo tumhain bhai ki yaad dila deti hai

waise bitya jani main bhi aap ka bhai hi hun
Khush raho Hameshah
QUOTE(*NANHI PARI* @ Apr 6 2006, 02:52 PM) [snapback]2132655[/snapback]
MASHALLAH..! bohut hi pyara beta hai aap ka.
Apke betey ka naam to batadein
Thankoo jee Thankoo

Ebtihaj (Khushi)