kia hal hai jee sab dostoon ka.....
main ne soocha kay kyoon na aik bar pher say apna bachpan yaad kiya jaye... karna kia hai kay hum sab apne bachpan ki PYAARI PYAAR batain aur yadain yahaan sab kay saath Share karain gay .... Kay hum kiya karte thay eid kaise manate thay aur Dost kon kon thay humare Ok
so Come on n tell us every thing Ah0o0
Main Bohut shararti hoa karta tha jab bhi koye bacha rota tha humare Mohalay main ya Aas paas tu mare ghar walay yehi samajte thay kay Kashif ne usay mara ho ga ya koye Shararut
ki ho gi uske saath ... Hum looog Eid aik saath manaya karte thay... sab Cousins mil kar Eid karte thay ... main bachpan main Niker bohut pehna karta tha lekin muje har pal Behan ki FROK ziada achi laga karti thi hehehe aur mera dil karta tha kay main wo pehnoon
usay mera Chota Bhai samja karte thay
chaliye ab aap sab ki bari hai a jao Princess , Pari Ghazal , Bajo , Laila , Adnan Bhai aur Seema Ah0o0 baki bhi sab a sakte hain par aksir yehi dost is section main atay hain tabhi inke naam liye hain ok


...but Allah ka shukar hai acdemic record acha hi hai.
cycling ka kafi shooq tha magar kabhi 2 wheels wali cycle chali nahi
....inn main say black wali billi infact woh billa tha uss say to bahut khela hai aur uski gaat bhi bahut banai hai main nay aur meri cousin nay milkar...khod to dar lagta nahi tha isslien jo dartey unko darney main bahut maza ata tha hamri aik mami ko uss say bahut darlagta tha to unkay pass usko basket main dal kar ya goud main choti bachon ko jaisey lety hain waisey goud main