*Life*
May 27 2008, 10:53 AM
aisa socha na tha ajj rian ho gi
Kanch k1 gur1a
May 27 2008, 10:55 AM
aisa socha na tha mujhe LOW ka sigi baut pyara lagayega
*Life*
May 27 2008, 10:55 AM
thx
aisa socha na tha k maujy bi
Kanch k1 gur1a
May 27 2008, 11:05 AM
aisa socha na tha ke main kuch nai likhongi
*Life*
May 27 2008, 11:13 AM
aisa socha na tha k aik frd nay tang karna hai
Kanch k1 gur1a
May 27 2008, 11:14 AM
aisa socha na tha main off hone ka sochongi
Fani
May 28 2008, 01:45 AM
Uper waly ka Signature main yeh ghari kahan say aur kasay ai... aur yeh kaam kasay karti hai?
Aisa soch na tha kay main Smoking churoun ga
*Life*
May 28 2008, 05:27 AM
aisa socha na tha game ma koiu nahi ho ga
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
May 28 2008, 11:15 AM
aisa socha na tha k aaj baadal chaey hon gey
Fani
May 28 2008, 11:29 AM
Aisa Soch Na Tha K mujhko Aik bhi vote nai milay ga....
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
May 29 2008, 09:06 AM
Aisa socha na tha k main subah saveray HC pe aaon gi
Kanch k1 gur1a
May 29 2008, 10:10 AM
aisa socha na tha kal off karke bhi office ka kam karna parha
Shahid Sarfrosh
May 29 2008, 08:26 PM
Aisa socha na tha k main itnay dinon baad, , , phir yahan
KnOwN_StRaNgEr
May 30 2008, 08:01 AM
aisa socha na tha main kafi dinon bad posts karon ga iss topic main
Sensitive
May 30 2008, 08:49 AM
pata nahi
*Life*
May 30 2008, 08:50 AM
aisa socha na tha k ma aaj games ma
Sensitive
May 30 2008, 08:51 AM
same as above ^^^
*Life*
May 30 2008, 08:52 AM
copycat
Kanch k1 gur1a
May 30 2008, 10:02 AM
aisa socha na tha kaam ka mann nai hoga
KnOwN_StRaNgEr
May 31 2008, 08:29 AM
aisa socha na tha main itnaaaaaaaaaaaaaaa khush hon ga
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
May 31 2008, 08:58 AM
aisa socha na tha k aap
kehna bhool jaayen gey
KnOwN_StRaNgEr
May 31 2008, 08:59 AM
aisa socha na tha meri subho itni achi hogi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
May 31 2008, 09:04 AM
aisa socha na thaa k main itni jaldi jaag jaaon gi
sunnynr1
May 31 2008, 09:26 AM
aisa socha na tha keh muje suba suba app ka monh deakhna pere ga
Shahid Sarfrosh
May 31 2008, 12:58 PM
k,,,, main itni jaldi free ho jaon ga
KnOwN_StRaNgEr
May 31 2008, 03:45 PM
aisa socha na tha main dobara posts karon ga
Bяαvєнєαят
May 31 2008, 05:13 PM
Aisa socha na tha k Sports Cornor khaali mile ga
Shahid Sarfrosh
Jun 1 2008, 01:17 PM
k,,, sunday ko yahan koi nahin ho ga
shhh!!!
Jun 1 2008, 08:02 PM
socha hi na tha k ek night aisi aay gi jis main 12 hi nahin bjen gy
Shahid Sarfrosh
Jun 1 2008, 09:58 PM
k,, kal phir office bhi jana hey
KnOwN_StRaNgEr
Jun 2 2008, 07:03 AM
aisa socha na tha aj subha subha isb main barish hogi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 2 2008, 08:24 AM
aisa socha na tha k intzar karna paray ga
KnOwN_StRaNgEr
Jun 2 2008, 09:10 AM
aisa socha na tha barish tham jaye gi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 2 2008, 10:48 AM
aisa socha na tha k ab main janay lagon gi
KnOwN_StRaNgEr
Jun 2 2008, 01:17 PM
aisa socha na tha isb main blast hoga
Shahid Sarfrosh
Jun 2 2008, 04:06 PM
Aisa socha na tha k main itni dair ofic se bahir rahun ga
KnOwN_StRaNgEr
Jun 2 2008, 05:47 PM
aisa socha na tha ab main off karne lagon ga
Shahid Sarfrosh
Jun 2 2008, 09:52 PM
Aisa socha na tha k aj khana bahir khana paray ga
KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 07:12 AM
aisa socha na tha aj jald off karon ga
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 09:36 AM
aisa socha na tha k bhok lag jaey gi
KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 09:37 AM
aisa socha na tha ac teez karna paray ga
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 09:38 AM
aisa socha na tha k aaj dhoop nikalay gi
KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 09:38 AM
aisa socha na tha aj meeting k liye lahore jana paray ga
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 09:40 AM
aisa socha na tha k kuch sochnay ko dil na chahay ga
KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 09:41 AM
aisa socha na tha kisi ki pitayi lagane ko dil karay ga
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 11:09 AM
Aisa socha na tha k Khalish bhai ko bulana paray ga
KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 11:11 AM

aisa socha na tha muje dhamki di jaye gi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 11:13 AM
aisa socha na tha k sirf dhamki sun kar hi paaon sar par rakh kar bhaag jayen gey
KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 11:16 AM
aisa socha na tha khalish bhai ko batana paray ga k maine marne ki dhamki b.fst na karne per di hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Jun 7 2008, 11:17 AM
aisa socha na tha k phir se sochna paray ga
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.