I m posting this post for wishing "FADI!!" a very very Happy Birthday.
Wishing him many many happy returns of the day. and hopw all the prayers made by him will be Accepted by Almighty Allah
Jahan Zaib
Apr 23 2006, 09:28 PM
Happpy Birthday Fadi!!!!!!!
*Kainaat*
Apr 23 2006, 11:39 PM
Hppy Bithday appko
best of luck for ur life...............
*DhanaK*
Apr 24 2006, 07:39 AM
happy birthday Fadi shayed idhar inka aanaa ho aur yeh dekhein ke hc walon ko ab bhi yaad hain
thankyou Seema
*Akhtar*
Apr 26 2006, 01:27 PM
, :rose: Meri taraf se bhi saalgiraah ka din mubarak ho Janaab ,Thora Late aaya lekin aa tau gaya @ Der aayed darust aayed ,Lekin Enna v late naie aaya coz k jin ko Birthday wish kar rahay hain vo tau nazar nahi aa rahay Lekin Hamari Aue wishes ounn takk pohonch rahi hain Aik Aisa Insaan jis ki Taqreeban har Post ka Ikhtemaam Sada khush Rahain ,se hota tha pata nahi kaisa hai ,Hum Duaa go hain Fahad Shabbir k liye jo abb Fadi hai ALLAH UnhaiN Hamaisha khush Rakhay (Aameen) Mohtarma SHAFAQ aap ko tau pata hai hamaray Fadi Bhaie ko Gandai'riyaaN Choopnay ka kitna shoq hai tau aaj kal pakistan mein Gandai'riyun ka season chal raha hai , Gandairi bhi Meethi aur Cake bhi Meethaa , Abb Mehnga Cake khanay kay liye Sasti Gandai'riyon ko kon chho'ray aur vo bhi LAHORE ki tau ,jabb Fadi Pai ka Dil Gandairiyun se bhar jaaey ga tau Cake khanay bhi aa jaaieN gay Aur Waisay bhi Gandai'ri Choopnay ka apna he maza hai kiyun Fadi Paaaaaaaaa
seemel
Apr 26 2006, 05:36 PM
Buhat Buhat Mubarak ho Fahad
Yeh woh he Fahad hien jo kabhi kabhi Hum jiesouun sey bhi baat kiya kertey they... Umera Ahmed..shazia Choudhary K novels Ki...aur Molvi sahib...Atif bhai sye bhi khoob lara kertey they....... Abb tu yeh sab mazi ka baab huwa
, :rose: Meri taraf se bhi saalgiraah ka din mubarak ho Janaab ,Thora Late aaya lekin aa tau gaya @ Der aayed darust aayed ,Lekin Enna v late naie aaya coz k jin ko Birthday wish kar rahay hain vo tau nazar nahi aa rahay Lekin Hamari Aue wishes ounn takk pohonch rahi hain Aik Aisa Insaan jis ki Taqreeban har Post ka Ikhtemaam Sada khush Rahain ,se hota tha pata nahi kaisa hai ,Hum Duaa go hain Fahad Shabbir k liye jo abb Fadi hai ALLAH UnhaiN Hamaisha khush Rakhay (Aameen) Mohtarma SHAFAQ aap ko tau pata hai hamaray Fadi Bhaie ko Gandai'riyaaN Choopnay ka kitna shoq hai tau aaj kal pakistan mein Gandai'riyun ka season chal raha hai , Gandairi bhi Meethi aur Cake bhi Meethaa , Abb Mehnga Cake khanay kay liye Sasti Gandai'riyon ko kon chho'ray aur vo bhi LAHORE ki tau ,jabb Fadi Pai ka Dil Gandairiyun se bhar jaaey ga tau Cake khanay bhi aa jaaieN gay Aur Waisay bhi Gandai'ri Choopnay ka apna he maza hai kiyun Fadi Paaaaaaaaa
ji ek zamaane mein woh yahan bahot active the ab to arsa ho gaya. wishing him all the best
~Kit Kat~
May 5 2006, 11:31 PM
A Very Happy Birthday Fadi
~!Fadi!~
May 6 2006, 04:49 PM
tihami
May 6 2006, 05:11 PM
QUOTE(~!Fadi!~ @ May 6 2006, 12:49 PM) [snapback]2141678[/snapback]
ki hooyaa paa ji,,,, dhachka laga zoor say kia,,
~!Fadi!~
May 6 2006, 05:49 PM
QUOTE(tihami @ May 6 2006, 05:10 PM) [snapback]2141686[/snapback]
ki hooyaa paa ji,,,, dhachka laga zoor say kia,,
naaji... yeh post tu main ne 23 ko hi dekh li thi....yeh tu sab ki rplies ka aik chota sa jawab hai......aana jaana hai per RUKNA nahi hota....
seemaf
May 6 2006, 06:54 PM
QUOTE(~!Fadi!~ @ May 6 2006, 04:49 PM) [snapback]2141678[/snapback]
Tha jis ka intezar woh shahkaar aagaya
~!Fadi!~
May 6 2006, 07:29 PM
QUOTE(seemaf @ May 6 2006, 06:54 PM) [snapback]2141699[/snapback]
Tha jis ka intezar woh shahkaar aagaya
haan ji SHAHKAR ne bulana tha tu SHAHKAR ne tu aana hi tha