PLZ HELP ME
mujhai net kay bary may koi malomat nahi
HC use karty karty bhot kuch sekh gaya or sub say zaida help
mari kaint nay ki is kay liya won ka bhot bhot shukriya.
sub say phaly tu ya batai kay file kasy attch kar tay hay ameg kay sath?
kiya zarore hay kay" http://www.imageshack.us/" serif is hi web site par jakar
attchment ki jai or koi seda sada dosra tarika nahi kay?file attch ka batan add new kay section may kyno nahi hay jasay " e-mali section may hota hay..
Ma taital par say aapne MOTHER KA NAME hatana chata ho lakin Mother day kay bad is ka bhi koi hal batai plz
may islamic section say 14 April ko de gai post "smoklight"
delete karna chata ho.. "Tasawwuf Aur Roohaaniyat" kai section may
sahi nahi hay.. or naat wali or namaaz wali post bhi plz delete karnay katarika batai or islamic thawar may jo artical manai post kiya hay jo kay net say hi liya
gay tha wos ko bhi may delete karna chatia ho jo kay ghalat section may attch ho gaya hay or
ya CARD,PM,TOP,QUOTE,REPOT KIYA HAY or kisay use karty hay manai report section on kar kay kha bhi tha liken koi respons hi nahi mila
bhot sari malomat lani hay ...BAD MAY..
ALLAHA BLESS ALL HC MEMBER & ALL MUSLIM TO
