QUOTE(Sulaggti_Raakh @ May 31 2006, 01:30 PM)

Assalam o alikum Akhtar bhaee!
Kaisay hain aap? Bhaee aap kay tabsirray k baad mairi post mo-tabar ho jaati hai.
Bohat Shukriya iss muhabbat ka.
DuaooN main yaad rakhiya ga aur aap tu hain mairi duaooN main.
Aatif
QUOTE(Meet @ May 13 2006, 05:22 PM)

Assalam o alaikum,
hmm, Bohut hi khoobsurat Nazm hai jee ... Khush rahiyey
waalaikum as salam
bohat shukriya meet jee
aatif