QUOTE(farhan_112 @ May 25 2006, 09:52 PM) [snapback]2146961[/snapback]
Today's Birthdays barish aur gulab
inko hum sab ki taraf say salgira mubbarik
bohat bohat shukriya Farhaan tum ne mujhe yaad rakha sau sau dua'ein hein tumhare jeeney ki aur lakhoon ilfaz hein shukriye kay tumhare liye jeete raho a'baad raho aur bohaaaaaaaaaaaaat khush raho go Barish aur gulab
barish aur gulab
May 27 2006, 03:15 AM
QUOTE(KinZz @ May 26 2006, 12:29 AM) [snapback]2146974[/snapback]
Happy Birthday
itni pyari batein khaan se seekh lein tumne haan dekho to BG ka dill hm band(fail) ho jaie ga maein kiya kahoon iss waqt apni pyari pyari se kino meenoo ko bas yahi dua hi k tumko har pal khushiyaan milein aur koi ghum na tumhari rahooon mein aye aur agar aye to BG k hisey mein aye jeeti raho Tumhari BEEEEEEEEEG
QUOTE(Kainat @ May 26 2006, 10:42 AM) [snapback]2147027[/snapback]
HapPy BirThdaY To You
wish u all the happiness.....
bohat shukriya jiski itni pyari se kainaat ho usey aur kiya chaiye hi theek kha na maein jeeti rahiye dheroo.n khushiya.an milein aur har pal muskurati rahiye
*DhanaK*
May 27 2006, 07:19 AM
BG MANY HAPPY RETURNS OF THE DAY AAPKI SAALGIRAH SE ZYADAH AAPKO DEKH KAR KHUSH HOON,PLEASANT SURPRISE FOR ME
khush rahiye sehatmand rahiye aur yunhi nek dil rahiye Ameen
aaireykhushi
May 27 2006, 07:31 AM
Happy birthday 2 u appi
aap kidhar thi itne dino se
purane members ke bina hc soona soona lagta hai
plzzz aati jaati raha karo nah aap
May Allah bless u by pleasure
have a gr8 shr8 birthday
seemaf
May 27 2006, 09:28 PM
Assalam-o-Allaikum Farhan and B&G
Sorry for coming late .... nice to see u here
Many many Happy returns of day
*Kainaat*
May 27 2006, 10:27 PM
QUOTE(barish aur gulab @ May 26 2006, 10:15 PM) [snapback]2147133[/snapback]
BEEEEEEEEEG[/size][/color] bohat shukriya jiski itni pyari se kainaat ho usey aur kiya chaiye hi theek kha na maein jeeti rahiye dheroo.n khushiya.an milein aur har pal muskurati rahiye
barish aur gulab jee...
bohat shukriya aap ne meri choti se wish accept kee aur aap itni khush hueen aur muje itni duain dee thankss
atti raheyee ga hc per....
*Akhtar*
May 28 2006, 09:27 PM
, Aap ko Janam Din Bohot Mubarak Ho , Janam Din se Zayada aap ko Ghar mein Waapsi parr Mubarab Baadi denay ko DIL kar raha hai , ghaaliban aap pichlay december k baad aaj HC parr aaie hain , jiss arsay aap yahaan nahi aaien aap kaheen aur MOHABBAT Nichawar kar raheeN theeN Wahaan bhi aap k apnay hain aur yahaan bhi aap k apnay hee hain iss liye Ghair Haazri k arsay ki saari kasar nikaalye ga ,aap tau hain hee Sarapa MOHABBAT tau HC walon ko itni MOHABBAT dain k inn se sambhali na ja sakay k MOHABBAT tau Baantnay k liye dee gaie hai JANAM din mubarak aur ghar mein waapsi bhi mubarak Aur FARHAN tum nay sabit kar diya k tum vo hee FARHAN ho jiss k liye iss section ka qanoon banaya gaya tha k "Iss section mein post karnay se post count nahi hoti " tum nahi badlay ,aatay hee Hamari B & G ko Waapas lay aaey ,ALLAH tumhain khush rakhay aur B & G aap ko bhi k aap nay FARHAN ki Pukaar souun lee ,aap Dono nay sabit kar diya Insaaniyet Aur Mohabbat abhi zinda hain .
farhan_112
May 29 2006, 01:58 AM
shukria miss barish aur gulab mujhay bhe khushi hooi aap ko wish ker k aur shayad mien tab ki aap ki narazgi bhe kuch door kernay mien kaamyab hogeya hoon . i think hamaray dermiyaan 2 saal pehlay koi baat hooi thi .
*hayaa*
Jun 8 2006, 05:32 PM
Many Many Happy returns of tha day
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.