Loo jee.... main tu pehle hi welcome ker chuki hoon
chaloo ab appi ke wajah se phir keh deti hoon
W E L L C O M E
Have nice time ever !!!!
*Akhtar*
May 28 2006, 09:11 PM
, Hum bhi pohonch gaey binn bulaaey mehmaan ki tarah lekin FARHAN_112 ko welcome karna tha na iss liye ,bohot achay member hain , bohot Dino k baad balkay bohot maheeno ya shaaed saal se bhi zaayed arsay k baad aaey hain , FARHAN hum tumhain Dil ki gehraaieyon se Khush Aamdeed kehtay hain aur ummeed kartay hain k abb nahi jaao gay k achay members ki harr waqt kami mehsoos hoti rehti hai . ALLAH khush rakhay ,Aameen
farhan_112
May 29 2006, 02:19 AM
shukria seema rasta nahi bhoola tha pc nahi tha pass
4..kainat shukria kainat dobara say well come kernay ka
4...sulagti-rakh shukria jee lekin ab aata rahoon ga inshaAllah
seemaf
May 29 2006, 12:53 PM
QUOTE(farhan_112 @ May 29 2006, 02:19 AM) [snapback]2147596[/snapback]
shukria seema rasta nahi bhoola tha pc nahi tha pass
Assalam-o-Alaikum
Chalain jo bhi waja rahi wapis to aye na ap ...... waise yahan ka rasta jo aik baar dekh le bholna mushkil hai ab to mera expereince hai
farhan_112
May 30 2006, 01:50 AM
haan aakhir tum yahan per meri der-yaft ho lolz
seemaf
May 30 2006, 02:25 AM
QUOTE(farhan_112 @ May 30 2006, 01:49 AM) [snapback]2147826[/snapback]
haan aakhir tum yahan per meri der-yaft ho lolz
Ji blkul baja farmaya ap ne ....... aur ap ke yahan GUM rehney ki waja bhi pata chal gayi mujhey ab ..... ap ka bulana to main kabhi nahi bhool sakti....... Thanks to you
*Kainaat*
May 30 2006, 06:30 PM
My Pleasure , Farhan
CoOl LeO
May 30 2006, 08:59 PM
WELCOME BACK FARHAN
Aap ko kaafi arsay baad dekh k khushi hui
farhan_112
May 31 2006, 02:26 AM
4....seema mien tou kehta hoon aree ko bhe yahan reguler ker dou woh kia yahoo ko ghol k peeti rehti hei lolz
4....kainat aap tyar rahiye ga kiyo k bohat jald aaraha hei woh
4..leo-gr8 shukria ji haan ji bas masroof tha kaam mien kaafi
seemaf
May 31 2006, 03:01 AM
QUOTE(farhan_112 @ May 31 2006, 02:26 AM) [snapback]2148019[/snapback]
4....seema mien tou kehta hoon aree ko bhe yahan reguler ker dou woh kia yahoo ko ghol k peeti rehti hei lolz
Ap main dam hai to karlain regular
farhan_112
Jun 2 2006, 12:46 AM
nahi maanay gi woh zidi actress hei woh aakhir lolz
seemaf
Jun 3 2006, 04:34 PM
QUOTE(farhan_112 @ Jun 2 2006, 12:46 AM) [snapback]2148280[/snapback]
nahi maanay gi woh zidi actress hei woh aakhir lolz
farhan_112
Jun 4 2006, 02:46 AM
sahi kaha mien nay koi derta hoon us say lolz
KamlaJatt
Jun 6 2006, 10:27 AM
Welcome Back
farhan_112
Jun 8 2006, 01:30 AM
shukria jee
*Kainaat*
Jun 8 2006, 07:36 PM
QUOTE(farhan_112 @ May 30 2006, 09:26 PM) [snapback]2148019[/snapback]
4....kainat aap tyar rahiye ga kiyo k bohat jald aaraha hei woh
oho... koon aa raha hai
farhan_112
Jun 9 2006, 01:16 AM
ghusa lolz
*Kainaat*
Jun 9 2006, 09:44 PM
ghussa kyun
seemaf
Jun 10 2006, 05:48 PM
QUOTE(farhan_112 @ Jun 4 2006, 02:46 AM) [snapback]2148642[/snapback]
sahi kaha mien nay koi derta hoon us say lolz
Ap kis se darian ge bhala
farhan_112
Jun 28 2006, 01:22 AM
kainat tou kia ghusa nahi aata ?
seema aree say he na
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.