koi mujhey adraq ke halway ki recipe bata sakhta hai
plzz plzz plzz...
adraq ka halwa woh wala jis main milk bhi use hota hai, asal main mujhey pata to hai kese banta hai lekin jabh bhi main bananey ki koshish karti hon milk main adhraq daalti hon to doodh hi path jata hai