QUOTE(farhan_112 @ Jun 4 2006, 02:48 AM) [snapback]2148644[/snapback]
kab karo gi

Jab ap kahian
QUOTE(F-A-L-A-K @ Jun 10 2006, 01:03 PM) [snapback]2149682[/snapback]
Bhai jee main KHYAL'Li Pal'Laoo bohut hi ziada acha bana laita hoon aur iski Recepie tu bohut hi asaan hai ....
Kursi par baith kar aik dam say zehan main yeh soochiye k aap USA k president ban gaye hain aur wo sab kuch kar daliye jo BUSH kar sakta hai ........... Kaisa ;)
Buhat khoob ... yeh to main bhi buhat tasty banati hoon