QUOTE(Masoom_Pari @ Dec 22 2006, 08:19 PM) [snapback]2212480[/snapback]
Oho!!
batain to suno inki
Koi Maar ker to dikhaye kisi lerki ko ... Main hoo naa bachanay k liye
haaha, arrayyy hum bhi un mein se nahi jo Lerkiyon pe HAATH Uthaaein
Arzz kia hay
Hum to Dushman (Masoom_Pari) ko bih Pakeeza Saza detay hien
Haath Uthaatay nahi, Nazroon se giraaaaaaaaaaa detayy hein
... kaisaaaaaa..
banda TAREEF he kar deta hay,, KANJOOS pplsssss