Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Take A Panga Wid Da Person Above U
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33, 34
tenha_saima
QUOTE(Masoom_Pari @ Feb 21 2007, 08:54 AM) [snapback]2240295[/snapback]

Tumhara Area ... hahahahaha
apnay area main to billa bhi sher hota hai ... saima bachay ko thoray mazay kernay do

abhi kuch dair mazay ker lay phir nimat tay hain




lol1.gif
tenha_saima
QUOTE(KamlaJatt @ Feb 21 2007, 03:37 PM) [snapback]2240601[/snapback]
kiya raiy ... Issaiy Dhamki booltiay hai'n kiya you1.gif


yehich too eshhhtyle hai icon_peace.gif
Masoom_Pari
QUOTE(KamlaJatt @ Feb 21 2007, 08:30 PM) [snapback]2240595[/snapback]

poster_oops.gif

Treat Blad siay aapki Tind Farma di jaayeh gi icon_peace.gif

2sheza ko kuch na kaho
Masoom_Pari
QUOTE(tenha_saima @ Feb 22 2007, 04:42 AM) [snapback]2240718[/snapback]
lol1.gif

1-kahani.gif
faree_cool
waisay masoom parii

aap kitni masoom hai


aur is masoomiat kay tookray ko kahan kahan tak lay ker jati hain aap



means tokra is lilay kay masoomiat tapaktii hai na

hahahahahahahahh
water.gif
Masoom_Pari
QUOTE(KamlaJatt @ Feb 21 2007, 08:37 PM) [snapback]2240601[/snapback]
kiya raiy ... Issaiy Dhamki booltiay hai'n kiya you1.gif

hamari language main to Dhamki hi kehtay hain ab aap ki language ka mujhey kiya maloom dunno.gif
Masoom_Pari
QUOTE(faree_cool @ Feb 22 2007, 10:06 PM) [snapback]2241055[/snapback]
waisay masoom parii

aap kitni masoom hai
aur is masoomiat kay tookray ko kahan kahan tak lay ker jati hain aap
means tokra is lilay kay masoomiat tapaktii hai na

hahahahahahahahh
water.gif


hmmm Welcome 2 HC

aatay hi mujh se panga

hahaha soch lo
Masoom_Pari
QUOTE(KamlaJatt @ Feb 21 2007, 08:36 PM) [snapback]2240600[/snapback]

Aiy Paani kam Chayeh

boolaiy to yeh chookri loog kai ku panga laingi raiy ... Yahich to eshtayle haiy raiy inka

Larki boolaiy to Maasoomiat ... kiya raiy samjha kiya nahi to Doo'n khopchi mai
1-jokes.gif

Yeh konsi language hai look.gif
tenha_saima
QUOTE(faree_cool @ Feb 22 2007, 05:06 PM) [snapback]2241055[/snapback]
waisay masoom parii

aap kitni masoom hai
aur is masoomiat kay tookray ko kahan kahan tak lay ker jati hain aap
means tokra is lilay kay masoomiat tapaktii hai na

hahahahahahahahh
water.gif



masoomiat ka tokra look.gif
MasterJee
PLZ TELL ME HOW TO TAKE PANGA. ACTUALLY MUJHE PANGA LENA NAHI AATA. AP LOG MASHALLAH BOHAT HI PANGE BAAZ HO IS LIYE MUJHE BHI SIKHAO NA.............
tenha_saima
Master to ap ho.. hum kaisse seekha sakte hain ap ko? faq.gif
faree_cool
@ masoom parii


hmmmm...........


soch ka y hi liya hai aap say

MASOOM PARI!!!!
hahahahah


mujhay mat dhamkao main masoom logoon say nahin dartii

hahahaah
faree_cool
@ tanha_saima


waisay lagat hai aap nay abhi tak feeder nahin chori hai

lagat hai hamain hi aa kay aap ki feeder main chupkali dalni paray gee takay ap thori si bari tou ho jain aur aap ko koi kaam tou aae

jo aap her batt pey likh daity hian kay


mujhay tou pata hi nahin
aata hi nahin
maloom hi nahin haii


hahahahahah
tenha_saima
QUOTE(faree_cool @ Feb 23 2007, 09:26 PM) [snapback]2241554[/snapback]
@ tanha_saima
waisay lagat hai aap nay abhi tak feeder nahin chori hai

lagat hai hamain hi aa kay aap ki feeder main chupkali dalni paray gee takay ap thori si bari tou ho jain aur aap ko koi kaam tou aae

jo aap her batt pey likh daity hian kay
mujhay tou pata hi nahin
aata hi nahin
maloom hi nahin haii
hahahahahah



lagta hai ap ka feeder bhi chipkali k dalne se hi chuttta tha.. issi liye yeh idea mujh par use karne ki koshish main hoo... you1.gif
desi rani
smack.gif smack.gif smack.gif
Bяαvєнєαят
abey oo Lerki looog\

Nikal lo patli gali se wernaa acha nai ho gaa.. \

Feeer naa kenaaa dasiyaaa naii siii
desi rani
QUOTE(Flirts007 @ Feb 25 2007, 05:40 PM) [snapback]2242236[/snapback]
abey oo Lerki looog\

Nikal lo patli gali se wernaa acha nai ho gaa.. \

Feeer naa kenaaa dasiyaaa naii siii



me nahi going jo karna hai karo smack.gif big baby nana.gif
Masoom_Pari
QUOTE(Flirts007 @ Feb 25 2007, 09:40 PM) [snapback]2242236[/snapback]
abey oo Lerki looog\

Nikal lo patli gali se wernaa acha nai ho gaa.. \

Feeer naa kenaaa dasiyaaa naii siii


hahaha tum jab bhi aatay ho bas dhamki detay ho

aur phir dar k maray khud hi kahin ja ker chup jatay ho 1 haftay tak nana.gif
Masoom_Pari
QUOTE(faree_cool @ Feb 24 2007, 02:22 AM) [snapback]2241552[/snapback]
@ masoom parii
hmmmm...........
soch ka y hi liya hai aap say

MASOOM PARI!!!!
hahahahah
mujhay mat dhamkao main masoom logoon say nahin dartii

hahahaah


Oh! to tum lerki ho

aik baat bataoon main lerkiyon se panga nahi leti kyoon gurls are my friends .... ager hum lerkiyan apus main hi lertay rahay gay to phir lerkon ka muqabla kesay kerain gay


baat ko samajhnay ki koshish kero smile.gif
Bяαvєнєαят
QUOTE(Masoom_Pari @ Feb 25 2007, 11:38 PM) [snapback]2242309[/snapback]

hahaha tum jab bhi aatay ho bas dhamki detay ho

aur phir dar k maray khud hi kahin ja ker chup jatay ho 1 haftay tak nana.gif






hahaha. yeh kiya hanstii jaa rahi hoo. Chalo CHUP karo, KHABARDAAR jo ab Awaaz bhi aai, yeh lo Rumaal aur Rakh lo muun pe.. AWAAZ na niklee.. SUnaa nahi..

Aur yeh APUN ka AREA hay, APUN jab merzi aay jab merzii jaay, Kiun k DON log kam he aatay hein, un k CHAMCHAY (Masoom si Pariyan..) jo hein yahan.. Koi Chintaa nai apun ko

Smajhii kiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa? 1-history.gif


MasterJee
QUOTE(tenha_saima @ Feb 24 2007, 01:35 AM) [snapback]2241543[/snapback]
Master to ap ho.. hum kaisse seekha sakte hain ap ko? faq.gif


MAIN MASTER KISI OR MATH SUBJECT KA HON. PANGE KA NAHI. IS K MAHIR TO AP LOG HO..PLZ TEACH ME........BUT DONT TOUCH
tenha_saima
QUOTE(Flirts007 @ Feb 25 2007, 04:40 PM) [snapback]2242236[/snapback]
abey oo Lerki looog\

Nikal lo patli gali se wernaa acha nai ho gaa.. \

Feeer naa kenaaa dasiyaaa naii siii



har baar dhamki de kar bhaag jaat ho bel.gif
tenha_saima
QUOTE(Flirts007 @ Feb 26 2007, 01:59 PM) [snapback]2242726[/snapback]


hahaha. yeh kiya hanstii jaa rahi hoo. Chalo CHUP karo, KHABARDAAR jo ab Awaaz bhi aai, yeh lo Rumaal aur Rakh lo muun pe.. AWAAZ na niklee.. SUnaa nahi..

Aur yeh APUN ka AREA hay, APUN jab merzi aay jab merzii jaay, Kiun k DON log kam he aatay hein, un k CHAMCHAY (Masoom si Pariyan..) jo hein yahan.. Koi Chintaa nai apun ko

Smajhii kiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa? 1-history.gif



chinta nahine hai to ab karoo waroo chittta ki location dhoond lo cut.gif
tenha_saima
QUOTE(MasterJee @ Feb 26 2007, 05:17 PM) [snapback]2242781[/snapback]
MAIN MASTER KISI OR MATH SUBJECT KA HON. PANGE KA NAHI. IS K MAHIR TO AP LOG HO..PLZ TEACH ME........BUT DONT TOUCH



acha acha to ap Math parhate hoo… chalo no worries.. hum ap ko panga lainna bhi seekha dain ge.... Dont touch --> yeh ap panga le rahe ho, atta nahine
Bяαvєнєαят
@Tanha_Saima

hmmmmmmmmm, to yeh Lerki ab hum se PANGA le gi... deekh loo, sooch loo, mashwara kar lo apni BOSS, MASOOM PARI se, jis ki SIDE le rahi ho itni....

kisi me himmat hay hum se takraane ki too aay ....

____________________________________________________________

yeh Control LINE laga di hay APUN ne, jis ne bhi issay CROSS kiyaa naa, samjho wo Gayaaaaaaa look.gif....

samjhiiii

Aur haan pehlay mei BZ tha, isi liye ziada yaahn posts nahi karta tha, tabhi aata nahi tha, ab koshish karon ga anee ki.... smile.gif

lolzzzzzzz
chittaaa kiyaa jalaao gi tum LERKI.... pehlay apne peechay to dekho, Cheetaa khara hay, uss se bach k bhaago yahan se, werna BOOTI BOOTI ek kar de ga.. :d
hamzaad
QUOTE(tenha_saima @ Feb 8 2007, 12:47 AM) [snapback]2232332[/snapback]
waissi baat hai bored2.gif

hmm...dats mean k aisi waisi baat hay 1-embaressed_smile.gif Ussay kahna k lot aa.a ab tou.....Judai dard banti jarahi hay
hamzaad
QUOTE(Flirts007 @ Feb 27 2007, 07:13 PM) [snapback]2243332[/snapback]
@Tanha_Saima

hmmmmmmmmm, to yeh Lerki ab hum se PANGA le gi... deekh loo, sooch loo, mashwara kar lo apni BOSS, MASOOM PARI se, jis ki SIDE le rahi ho itni....

kisi me himmat hay hum se takraane ki too aay ....

____________________________________________________________

yeh Control LINE laga di hay APUN ne, jis ne bhi issay CROSS kiyaa naa, samjho wo Gayaaaaaaa look.gif....

samjhiiii

Aur haan pehlay mei BZ tha, isi liye ziada yaahn posts nahi karta tha, tabhi aata nahi tha, ab koshish karon ga anee ki.... smile.gif

lolzzzzzzz
chittaaa kiyaa jalaao gi tum LERKI.... pehlay apne peechay to dekho, Cheetaa khara hay, uss se bach k bhaago yahan se, werna BOOTI BOOTI ek kar de ga.. :d

oh ho flirt sahab........zira dhyan say.....ye ladkia nahi makhia'n hien....inkay chattay mien zira sambhal k haath daalna........ thumbup.gif
faree_cool
ohhooo

baraa daraya ja raha hai.
khud dertay hain tou dosron ko kiun daratay hain.
naseehatain kertay hain
himmat hai tou aik do batain aap khud kiun nahin kertay larkiun say.
larkon ko nasihatain kernay kay elawa
kamrannoor
QUOTE(tenha_saima @ Feb 27 2007, 06:14 AM) [snapback]2242868[/snapback]
har baar dhamki de kar bhaag jaat ho bel.gif


TUM KA FACE HI ASSA HAI DIL KARTA HAI DHAMKI DETY RAHOO smile.gif
kamrannoor
QUOTE(hamzaad @ Feb 27 2007, 11:41 PM) [snapback]2243444[/snapback]
oh ho flirt sahab........zira dhyan say.....ye ladkia nahi makhia'n hien....inkay chattay mien zira sambhal k haath daalna........ thumbup.gif


WA WA WA KIA BAAT HAI HAMZAD LARKIYOON KI SIDE LE RAHA HAI ............SHAMRAMTOU NAHEE ATTI HOGI ..............smile.gif


OR RAHI BAAT IN KE CHATTAY MAIN HATH DALNY KI TOU HUM TAYYAR HAIN HAHAHAHAH
kamrannoor
QUOTE(hamzaad @ Feb 27 2007, 11:29 PM) [snapback]2243442[/snapback]
hmm...dats mean k aisi waisi baat hay 1-embaressed_smile.gif Ussay kahna k lot aa.a ab tou.....Judai dard banti jarahi hay


Hmmmmmmmmmmmmm................ab tou sudhar je teri qurbani kareeb hai yaar hahahahh samjha ya nahee
kamrannoor
QUOTE(Flirts007 @ Feb 27 2007, 07:13 PM) [snapback]2243332[/snapback]
@Tanha_Saima

hmmmmmmmmm, to yeh Lerki ab hum se PANGA le gi... deekh loo, sooch loo, mashwara kar lo apni BOSS, MASOOM PARI se, jis ki SIDE le rahi ho itni....

kisi me himmat hay hum se takraane ki too aay ....

____________________________________________________________

yeh Control LINE laga di hay APUN ne, jis ne bhi issay CROSS kiyaa naa, samjho wo Gayaaaaaaa look.gif....

samjhiiii

Aur haan pehlay mei BZ tha, isi liye ziada yaahn posts nahi karta tha, tabhi aata nahi tha, ab koshish karon ga anee ki.... smile.gif

lolzzzzzzz
chittaaa kiyaa jalaao gi tum LERKI.... pehlay apne peechay to dekho, Cheetaa khara hay, uss se bach k bhaago yahan se, werna BOOTI BOOTI ek kar de ga.. :d


panga start kia ? m wid u
MasterJee
QUOTE(tenha_saima @ Feb 27 2007, 06:17 AM) [snapback]2242871[/snapback]
acha acha to ap Math parhate hoo… chalo no worries.. hum ap ko panga lainna bhi seekha dain ge.... Dont touch --> yeh ap panga le rahe ho, atta nahine


NAHI JEE MAIN AP SE PANGA NAHI LE SAKTA. AP TO MERI USTAD HO. AP SIKHAO TO SAHI
MasterJee
QUOTE(Flirts007 @ Feb 27 2007, 07:13 PM) [snapback]2243332[/snapback]
@Tanha_Saima

hmmmmmmmmm, to yeh Lerki ab hum se PANGA le gi... deekh loo, sooch loo, mashwara kar lo apni BOSS, MASOOM PARI se, jis ki SIDE le rahi ho itni....

kisi me himmat hay hum se takraane ki too aay ....

____________________________________________________________

yeh Control LINE laga di hay APUN ne, jis ne bhi issay CROSS kiyaa naa, samjho wo Gayaaaaaaa look.gif....

samjhiiii

Aur haan pehlay mei BZ tha, isi liye ziada yaahn posts nahi karta tha, tabhi aata nahi tha, ab koshish karon ga anee ki.... smile.gif

lolzzzzzzz
chittaaa kiyaa jalaao gi tum LERKI.... pehlay apne peechay to dekho, Cheetaa khara hay, uss se bach k bhaago yahan se, werna BOOTI BOOTI ek kar de ga.. :d


YAR HOW TO TAKE PANGA. MAIN NE TENHA_SAIMA SE POOCHA LEKIN AB TAK US NE NAHI SIKHAYA. MUJE LAGTA HAI K AP YAHAN SAB SE BARDE PANGE BAAZ HO IS LIYE AP SE HI SEEKHNA CHAHIYE. KIA AP SIKHAO GE GURU JEE
tenha_saima
QUOTE(Flirts007 @ Feb 27 2007, 02:13 PM) [snapback]2243332[/snapback]
@Tanha_Saima

hmmmmmmmmm, to yeh Lerki ab hum se PANGA le gi... deekh loo, sooch loo, mashwara kar lo apni BOSS, MASOOM PARI se, jis ki SIDE le rahi ho itni....

kisi me himmat hay hum se takraane ki too aay ....

____________________________________________________________

yeh Control LINE laga di hay APUN ne, jis ne bhi issay CROSS kiyaa naa, samjho wo Gayaaaaaaa look.gif....

samjhiiii

Aur haan pehlay mei BZ tha, isi liye ziada yaahn posts nahi karta tha, tabhi aata nahi tha, ab koshish karon ga anee ki.... smile.gif

lolzzzzzzz
chittaaa kiyaa jalaao gi tum LERKI.... pehlay apne peechay to dekho, Cheetaa khara hay, uss se bach k bhaago yahan se, werna BOOTI BOOTI ek kar de ga.. :d



Saima jee apni boss khud hai samjhe??? thapar.gif


ab darne ki zaroorat nahien hai -- apna roz anne jaane ka scheduale na bataoo ... cheeta too jab aye ga tab daikha jaye ga filhaal tum apni fikr karoo bel.gif
tenha_saima
QUOTE(hamzaad @ Feb 27 2007, 06:29 PM) [snapback]2243442[/snapback]
hmm...dats mean k aisi waisi baat hay 1-embaressed_smile.gif Ussay kahna k lot aa.a ab tou.....Judai dard banti jarahi hay



haan haan zaroor... ap mujhe apni os ka number de dain... main os ko call kar k ap ki judai ka dard bata dun gi imslow.gif
tenha_saima
QUOTE(kamrannoor @ Feb 28 2007, 04:00 PM) [snapback]2243985[/snapback]
TUM KA FACE HI ASSA HAI DIL KARTA HAI DHAMKI DETY RAHOO smile.gif


apne samne se aaina hataoo ge too pata chale ga k sab ki shakal tumharre jaissi nahine hai lol3.gif
tenha_saima
QUOTE(kamrannoor @ Feb 28 2007, 04:10 PM) [snapback]2243992[/snapback]
panga start kia ? m wid u



tum os k saath ho ya na ho, os ki ab khair nahine... aur tumhain kis cheez ki khushi-fehmii hai bhoooT ... panga na loo aur ache bachoon ki tarhan bhagoo yahaan se warna rooone lag jao ge krakrani.gif krakrani.gif
tenha_saima
QUOTE(MasterJee @ Feb 28 2007, 04:37 PM) [snapback]2244002[/snapback]
NAHI JEE MAIN AP SE PANGA NAHI LE SAKTA. AP TO MERI USTAD HO. AP SIKHAO TO SAHI



matlab ... main Master ki Master pkflg_pakistanidefence.gif
kamrannoor
QUOTE(tenha_saima @ Mar 1 2007, 07:22 AM) [snapback]2244107[/snapback]
apne samne se aaina hataoo ge too pata chale ga k sab ki shakal tumharre jaissi nahine hai lol3.gif


meri jessi ho bhee nahe sakti c for churaillllllllllllllllllllllllllll...

churaillllllllllllll
hamzaad
QUOTE(faree_cool @ Feb 28 2007, 04:43 AM) [snapback]2243481[/snapback]
ohhooo

baraa daraya ja raha hai.
khud dertay hain tou dosron ko kiun daratay hain.
naseehatain kertay hain
himmat hai tou aik do batain aap khud kiun nahin kertay larkiun say.
larkon ko nasihatain kernay kay elawa

na jee na....mein dara nahi raha........mein tou samjha raha hun......koi dhang ka bunda ho tou banda ussay laday bhi .........ab ladkio say kia ladun.....unhien tou khud aapas mien ladnay say fursat nahi hoti .......jab dekho tab kisi na kisi say panga......koi na milay person above say hi panga.........
hamzaad
QUOTE(kamrannoor @ Feb 28 2007, 09:04 PM) [snapback]2243987[/snapback]
WA WA WA KIA BAAT HAI HAMZAD LARKIYOON KI SIDE LE RAHA HAI ............SHAMRAMTOU NAHEE ATTI HOGI ..............smile.gif
OR RAHI BAAT IN KE CHATTAY MAIN HATH DALNY KI TOU HUM TAYYAR HAIN HAHAHAHAH

haan...bhai .......tum tou har jaga haath daalnay ko tayyar rahtay ho........sharam tou tumhien bhi nahi aati thumbup.gif
hamzaad
QUOTE(kamrannoor @ Feb 28 2007, 09:08 PM) [snapback]2243988[/snapback]
Hmmmmmmmmmmmmm................ab tou sudhar je teri qurbani kareeb hai yaar hahahahh samjha ya nahee

kaisi qurbani ....kahan ki qurbani........kis baat ki qurbani....is desh k liay Qurbani denay ko mein har dam tayyar hun.....kia aisa waqt qareeb aagaya hay?
hamzaad
QUOTE(tenha_saima @ Mar 1 2007, 07:20 AM) [snapback]2244106[/snapback]
haan haan zaroor... ap mujhe apni os ka number de dain... main os ko call kar k ap ki judai ka dard bata dun gi imslow.gif

call kar k tou mien khud bhi judai ko khatam karsakta hun......phir u ki zaroorat kia rahi Thanku.gif
kamrannoor
QUOTE(hamzaad @ Mar 2 2007, 12:29 AM) [snapback]2244724[/snapback]
haan...bhai .......tum tou har jaga haath daalnay ko tayyar rahtay ho........sharam tou tumhien bhi nahi aati thumbup.gif


well tujhe tou takleef nahee hai na
kamrannoor
QUOTE(hamzaad @ Mar 2 2007, 12:31 AM) [snapback]2244726[/snapback]
kaisi qurbani ....kahan ki qurbani........kis baat ki qurbani....is desh k liay Qurbani denay ko mein har dam tayyar hun.....kia aisa waqt qareeb aagaya hay?

hahahah bakra jo ban raha hai....................... tou kaheey tou sab ko bata doon kia ?
kamrannoor
QUOTE(hamzaad @ Mar 2 2007, 12:33 AM) [snapback]2244728[/snapback]
call kar k tou mien khud bhi judai ko khatam karsakta hun......phir u ki zaroorat kia rahi Thanku.gif


hahha sun saima judai ka nahee................................. bhabi ko khattam karny ka keh rahi hai wo churailll hai dehan se haan hahahahah
kamrannoor
QUOTE(SaGy DuDe @ Mar 2 2007, 12:36 AM) [snapback]2244729[/snapback]
BETA APNI BIWI KO PHELHEY APNI QURBANI DEY DEY PHIR IS MULK KO DEYNA AUR HATH DALNEY KE BAAT WO TU KAMRAN NOOOR KE ADAT HAI GATAR MIEN HATH DALNEY KE


hahahah well haram ki qurbani nahee hoti yaar hahahah
Masoom_Pari
QUOTE(hamzaad @ Feb 27 2007, 11:29 PM) [snapback]2243442[/snapback]
hmm...dats mean k aisi waisi baat hay 1-embaressed_smile.gif Ussay kahna k lot aa.a ab tou.....Judai dard banti jarahi hay

0-22_yikes.gif Kheryat to hai naa..??
Masoom_Pari
QUOTE(Flirts007 @ Feb 26 2007, 06:59 PM) [snapback]2242726[/snapback]


hahaha. yeh kiya hanstii jaa rahi hoo. Chalo CHUP karo, KHABARDAAR jo ab Awaaz bhi aai, yeh lo Rumaal aur Rakh lo muun pe.. AWAAZ na niklee.. SUnaa nahi..

Aur yeh APUN ka AREA hay, APUN jab merzi aay jab merzii jaay, Kiun k DON log kam he aatay hein, un k CHAMCHAY (Masoom si Pariyan..) jo hein yahan.. Koi Chintaa nai apun ko

Smajhii kiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa? 1-history.gif


hahahaha ... Jo garajtay hain woh barastay nahi

yeh shayed aap k liye hi bola gaya hai

jab bhi aaty ho dhamki de jatay ho ... aur koi kaam nahi hai aap ko ... sanf-s-nazuk ka nazuk sa dil dukhanay k siwa
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.