@ Flirts
MashAllah ......... Kafi soch samajh ker post ki hai aaj to aap ne ........ Kahan kahan se yeh dialogue yaad kiya hain
Oh! My GOD ........ aik spelling kiya mistake hui mujh se aur logon ne to naak main dum hi ker diya
hahaha kis ne kaha k aap JOKER nahi ho .....????? tello tello
hmmm ......... Koi aur Nick is liye aap ko rekhnay nahi diya k Jo hai wohi nazar aana Chahiye ....... aur wesay bhi HC per MASOOM sii lerkiyoon ko dhokay main nahi rekhna chahtay thay naa HC walay isi liya aap ka Nick aap ki munasibat se hi rekhwaya ........ zaberdasti ........ ab kiya kerain jab koi pyar se na manay to