Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Z A R Q A W I ... Shaheed Ya Halaq !
HulChul.NET > Urdu Adab > Shakhsiyaat
LEADER
IPB Image
Abu Adnan
jaaN dee, dee howee ossi ki thee
haq to yeh hai k haq ada "kar gaya"
LEADER
IPB Image
IPB Image
Haq-Ali
toba Zarqavi or shaheed...tu phir janab USA ki army kay soldier bhi shahed...
Zarqavi jasa mardood jiss nay Roza Ali(as)per bomb blust karwayea uss ko shaheed..toba...ik dheshatgard ko mujahid....wasay..mojahid hi tha ..but..Jahanam ka..
Thank allah Zarqvi ko Jahanam main jaga anayet farmaye..(Amen)
LEADER
QUOTE(Haq-Ali @ Jun 19 2006, 08:57 PM) [snapback]2152225[/snapback]

toba Zarqavi or shaheed...tu phir janab USA ki army kay soldier bhi shahed...
Zarqavi jasa mardood jiss nay Roza Ali(as)per bomb blust karwayea uss ko shaheed..toba...ik dheshatgard ko mujahid....wasay..mojahid hi tha ..but..Jahanam ka..
Thank allah Zarqvi ko Jahanam main jaga anayet farmaye..(Amen)

Aap ke paas kiya saboot hai keh Hazrat Ali (r.a.a) ke mizar per humla , Zarqawi ne karaya tha...any evidence.

Kiya yeh humley America nahiN kra sakta...shia aur sunni ko laRney ke liye............???????

Hazarat ali ko to (Zarqawi) samait sab sunni mantey haiN...phir Zraqawi aisa kion karey ga (kiya woh sunni nahin tha)...aisa to koi kafir (amreka) hi ker skat hai...aqal yehi kehti hai !!!!!!!!!!!
Haq-Ali
QUOTE(LEADER @ Jun 21 2006, 01:01 AM) [snapback]2152380[/snapback]

Aap ke paas kiya saboot hai keh Hazrat Ali (r.a.a) ke mizar per humla , Zarqawi ne karaya tha...any evidence.

Kiya yeh humley America nahiN kra sakta...shia aur sunni ko laRney ke liye............???????

Hazarat ali ko to (Zarqawi) samait sab sunni mantey haiN...phir Zraqawi aisa kion karey ga (kiya woh sunni nahin tha)...aisa to koi kafir (amreka) hi ker skat hai...aqal yehi kehti hai !!!!!!!!!!!

app 100% sahee kha rahay hain main inkar nahi karta becoz main bhi ye hi sochta hon..but...........jo kuch app kay news paper or tv nay kaha kya wo joth tha???????jab rozay per hamla howa?????????kya Al-qayeda nay zimadari qabool nahi ki thee????????????????ki thee..or ye such hai becoz ham tak jo poanchta hai wo tv or news kay zariya hi poanchta hai...mujhy ajj tak Jihad ki samjh nahi ayee yar..such main jiss ko dhekhoo Jihad kar raha hai..kya yahan koi haqoomat nahi hai???????????jo loog kar rahay hain????yahan Imam Kaba tak kay fatway ayeen hain kha ye Jihad nahi hai but phir bhi ya sab hamray hero hain?????sorry main in ko hero nahi manta jo beygunha loogon ki jan lain...phir in main or USA waloon main kya faraq raha kah ye 9/11 walay hamlay sahee thay?????in loogon ka kay kasoor tha jo Plane main thay????????nahi wo gunha hai..same like that..yahan bhi asa hai..
in the end ye kah main dil say sorry karta hoon agar app ko bora laga ya kissi ko bhi mara asa kahan..Sorry...bye allah hafiz
LEADER
QUOTE(Haq-Ali @ Jun 21 2006, 09:43 PM) [snapback]2152620[/snapback]

Bhai Haq Ali,

Main 'Zarqawi' ko defend nahi ker raha...ager bil.farz us ne hi yeh humley kiye to bohat bura kiya..aur ager kisi aur ne kiye to bhi bura kiya...kisi bhi mazhab ke muqqaddas muqamat ko nuqsan pohnchana aik jurm hai , jo ma'af nahi kiya ja sakta...

JahaN tek Media ki baat hai, to media yahoodiouN ke haath maiN hai, is lye media ki har baat ka yaqeen nahi ker lena chaiye...Al-Qaida kiya hai ? yeh sab wohi loog hain, jo America ki nazar main mujahideen they...

JahaN tek Jehad ki baat hai, yo Jehad , Nabi (s.a.w.) ke ferman ke mutabiq qiyamat tek jari rahe ga...aur main samjhta hoon , ke jis kisi ke mulk per hamla ho jai, us per Jihad farz ho jata hai ..!!

Thank you ..

Nawai-e-Waqt akhbar ka aik coloumn:

IPB Image
IPB Image
Haq-Ali
[quote name='LEADER' date='Jun 22 2006, 10:15 AM' post='2152640']
Bhai Haq Ali,

Main 'Zarqawi' ko defend nahi ker raha...ager bil.farz us ne hi yeh humley kiye to bohat bura kiya..aur ager kisi aur ne kiye to bhi bura kiya...kisi bhi mazhab ke muqqaddas muqamat ko nuqsan pohnchana aik jurm hai , jo ma'af nahi kiya ja sakta...

JahaN tek Media ki baat hai, to media yahoodiouN ke haath maiN hai, is lye media ki har baat ka yaqeen nahi ker lena chaiye...Al-Qaida kiya hai ? yeh sab wohi loog hain, jo America ki nazar main mujahideen they...

JahaN tek Jehad ki baat hai, yo Jehad , Nabi (s.a.w.) ke ferman ke mutabiq qiyamat tek jari rahe ga...aur main samjhta hoon , ke jis kisi ke mulk per hamla ho jai, us per Jihad farz ho jata hai ..!!

Thank you ..

janab LEADER aoa,
sab say phelay main ik baat kahoon ga kah main nay last reply main sorry kiya tha agar main nay kissi ka dil dukhyea etc..wo iss liya kah ho sakta hai kah main ghalat hoon....so jasa app nay kaah kah media..etc yahoodiyon ka hai sahee kaha...main end main ye hi kahoon ga kah agar Zarkavi..nay roza hazrat ali(as)per sucide attack nahi kiya or wo beygunha loogon kay qatal ka zimadar nahi hai tu allah uss ko apni rehmat main jagha day(amen)...leader bhai..main koi muslim ko bora nahi kah raha tha bass jo suna dhekha uss baray main kaha..
khar ik baat kah Ussama bin ladan tu munafiq or muslim ka dushman hai..wo iss liya kah ye app or ham jantay hain kha ye USA nay hi Afghan war main iss ko launch kiya tha..so...app smajh gayee hoon gay..wat u think kha USA kay liya iss ko talash karna mushkil hai???????????????jab kah USA kaheen bhi kissi bhi chez ki pic lay sakta hai ..even kissi bhi country ..ab kay kahoon he is the super power or hameen mana paray ga bina kiss tang nazreeya say....
rahee baat Jihad ki..tu bhai...jihad main baygunha loogon ka Qatal...ho tu kamaz kam main jihad nahi manta..sorry...cheya mujhy koi kafir hi kha day iss bunyad per kah main asay jihad kay kilaf hoon..so ajj kaal kaheen agar jihad chal raha ha tu bass palstine main...oki...or again sorry kah maree koi baat bori lagay app ko ya kissi or ko..thank
LEADER
Amreki Qaouncil khaney ne 'dawat' de ker wapis le li .....

IPB Image
KamlaJatt
ALLAH Humain Shaheedoo'n ko pehchananaiy ki toufeeq dai ... Aur Mujahid aur dehsht gard mai farq karnaiy ka feham atta farmaayeh(Ameen)

ALLAH Shaheedoo'n k darjaat buland karaiy aur humaiy ALLAH k rastaiy mai Kaam aanaiy ki toufeeq dai (Ameen)

LEADER bhai aap nai jo Sarr aur dastar wala shair kaha haiy ... Yaqeenan buhat khoobsurat aur assar andaz aur waji'h haiy
LEADER
QUOTE(KamlaJatt @ Jul 5 2006, 05:53 AM) [snapback]2155600[/snapback]

ALLAH Humain Shaheedoo'n ko pehchananaiy ki toufeeq dai ... Aur Mujahid aur dehsht gard mai farq karnaiy ka feham atta farmaayeh(Ameen)

ALLAH Shaheedoo'n k darjaat buland karaiy aur humaiy ALLAH k rastaiy mai Kaam aanaiy ki toufeeq dai (Ameen)

LEADER bhai aap nai jo Sarr aur dastar wala shair kaha haiy ... Yaqeenan buhat khoobsurat aur assar andaz aur waji'h haiy

Allah aap ko khush rakhey...ameen

Yeh shiar main nahi kaha balkeh kisi aur ka hai ...maiN ne to sirf post kiya hai !

pasaNd kerney ka shukkriya...( is ka matlab hai keh aaap zarqai ko shaheed samjhtey haiN ??)
àwàîtïñg êÿês....!!!
salam leader bhai...mien ney zarqawi k baarey mien itna nahi parhaa tah..par abhi tafseel sey parhaa hai...parh ker sirf yehi mehsoos kiya k agar zarqawi shaheed na hota to wo zaroor kuch na kuch achi tabdeeli zaroor laata musalmaanoon ki tareekh mien....

aur mien ney yeh bhi feel kiya hai k zarqawi k dil mien bhapoor jehad kerney ka jazbaa tha..par us ki zindagi hi itnii thi..Allah usse shaheed ka rutba ata karey...

par abhi jehaad khatam nahi hoa...ek zarqawi shaheed hoa hai to 10 zarqawi paida hoon gey..jo is jehaad ko jaarui rakhien gien...

aur yeh jo kuch bhi Haq-Ali bhai ney kaha hai..theek hai app nney apni ghalti maan li..par mien yeh baat kehna chahoon gi..k kia Hazrat Ali (r.a.a) ka ehtraam shia hi kertey hein..na-ouzubillah sunnion k dil mien un ka koi ehtraam ahi hai..jitna app un ka ehtrama kertey hein..us sey barh ker suuni kertey hien...is baat ko hamesha zehen mien rakhien gaa...

Haq-Ali bahi..app ney yeh bhi kaha hai k jo app ney media mien dekha suna wo app ney kaha..to kia app khud kuch sooch nahi saktey...apney zehen par zoor dalna sekhien...mujhey app ki koi baat buri nahi lagi..bas app ki thori islaah kerney ka dil chaha...so kerdi...

leader bahi..bohat shukria itni achi post share kerney kaa... rose.gif
LEADER
QUOTE(àwàîtïñg êÿês....!!! @ Jul 9 2006, 11:42 AM) [snapback]2156618[/snapback]

leader bahi..bohat shukria itni achi post share kerney kaa... rose.gif

W/salam àwàîtïñg êÿês....!!!

You are welcome..

àwàîtïñg êÿês....!!!
QUOTE(LEADER @ Jul 10 2006, 10:38 AM) [snapback]2156788[/snapback]

W/salam àwàîtïñg êÿês....!!!

You are welcome..

its my pleasure to be here.... rose.gif
asif shahzad
nice one
Bore Na Kar
nice sharing smile.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.