QUOTE (KamlaJatt @ Nov 4 2008, 11:27 PM)

hahahaha
to kiya raat ko hastaiy nahi ha'n
strange ... mujhaiy pata hi nahi tha ... mai to hass laita hoo'n koi pagal bhi nahi kehta :e9L
Haanji ALLHAMDULILAH .. :) Kaash aur thori kha sakta ... :) bilkul sahi keh rahi ho aap
aap bhi khaa lo ... Waqt guzar gaya to HAR UMEED toot jayeh gi
haan to aap k aas paas koi nahin hai na
waisay aisay b mat hansay k office k dar o diwar hilnay lag jaany
na g ye maar ki zarurat sirf ladko ko rahti hai
ladkiyan to bechari ek daant pay hi ronay lagti hain