Woh bhulata hay, na dil main utarta hay mujhe........
Hamesha maar mohabbat ki marta hay mujhe..........
Main uska lamha-e-mojood hoon magur woh shakhus........
Fuzool waqt samajh ker guzarta hay mujhe.........
Bazahir aisa nahin Pairrd' us haweli ka........
Hawa chulay to bohat phool marta hay mujhe.......
Main uskay hathon say jata hoon maal-o-zur ki tarha.......
Woh rooz Qurz sumujh ker utart hay mujhay......