Aap sab logon ki chahat ka shukriya bohat bohat nawazshi
Aik baat khana thi kah ( Main saheba hoon ) Sahab nahi
Plz I am girl okkkkkkk
Janay kia dokh poucha hai chare lagi aankhoon say
Sawan phalay bhi aaya liken chapar tota aaj hai
Tum tarkay taloq ka kise say zikar maat karna
Main logoon say kah dun ga fursat nahi meli