Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Pak Raha Hai Kia....(rahat Special)
HulChul.NET > Halla Gulla > Pakwan + Zaiqa = Best Cooking
Hinas
1 KG MUTTON
Is koo boil kaar k..........is kaa water phaink day.....phir is mai black papper or longay daal kaar boil karay, jub tak yeh gaall jai...............

PYAS : 2 baday size ki silces
gheee
RED LAL MIRCH POWDER:2 1/5 seee 3 teas
DHANIYA POWDER:2 1/5 see 3 teas
PISHA HOWA GHARAM MASALLAH:1 teas
KASOORI MENTHI:1 teas
PISI HOI KAALI MIRCH:1 teas
PISHA HOWA SAFED ZEEERA:
SALT:1 1/5 teas
DAHI: 1 cup phainta howa
HARI MIRCH:
ADRAK:
ADRAK LAHSAN KAA PASTE: 2 teas

MASALAH banayay gay

sub see pehlee ghee gharam karay
aur is mai pyas daaaleejub pyass brown hoo jai
tu is mai dhaniya powder,daahi,orr ghoost boil howa howa........daaleee,
orr adraak lehsaan kaa paste daaleee orr bhonee,
Lal mirch dalleee.zeera aur gharam masalah dalee aur mix karay
namak dalee.aur mix karay
kallii mirch or kasoori mehti dalee or mix kara
aab jub yeh ban jai tu opper see........
bareek kati hoi adraak,hari mirch.pooodina.dhaniyaa............

Shukriyaa...............

Hit hai.........

0-headbang.gif
khan_amer
QUOTE
jub tak yeh gaall jai...............

yeh gosht ko galatay kaisay haiN

blink.gif
Hinas
jub boil karnay rakhay gay........or doasht ki boti pak jai gee..khanaee k jabuk hi jau tu samjhee gal gayee hay
*DhanaK*
worth trying
thankyou
khan_amer
QUOTE(Hinas @ Jul 8 2006, 07:21 PM) [snapback]2156461[/snapback]
jub boil karnay rakhay gay........or doasht ki boti pak jai gee..khanaee k jabuk hi jau tu samjhee gal gayee hay

lo itna asan process... tu saaf saaf likhaiN na kay goshta ubaal laiN

laugh.gif .

waisay akser dekha gaya hay kay gosht ki basaand nahi jatee.. issay khatam kernay ka kiya tareeqa hay

1-think.gif
Abu Adnan
QUOTE(khan_amer @ Jul 9 2006, 10:27 AM) [snapback]2156533[/snapback]

waisay akser dekha gaya hay kay gosht ki basaand nahi jatee.. issay khatam kernay ka kiya tareeqa hay

1-think.gif

gosht ko "boil karnay say qabl ... masalhouN k saath pahlay achchee tarah bhoon laiN (nah masalha jalay nah gosht) balkay bheeni bheeni khushboo aanay lagay (gosht to abhi un.gala hi hoga) to phir deep water maiN gosht ko obaal / boil karlaiN till gosht gull jaye .... aur shorbah apni marzi / hasbay masala rah jaye to otaar lain....... insha Allah gosht ki basaand ka naam o neshaan bhi nahe rahega.

agar aap gosht ko pahlay bhoonay beghair pani Daal dengay to gosht ki original basand bar qarar rahegi....... doosra asaan nuskha yeh hai k gosht pakanay ka kaam kissi khatoon k hawalay kar daiN.
biggrin.gif
khan_amer
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 9 2006, 08:55 AM) [snapback]2156538[/snapback]

gosht ko "boil karnay say qabl ... masalhouN k saath pahlay achchee tarah bhoon laiN (nah masalha jalay nah gosht) balkay bheeni bheeni khushboo aanay lagay (gosht to abhi un.gala hi hoga) to phir deep water maiN gosht ko obaal / boil karlaiN till gosht gull jaye .... aur shorbah apni marzi / hasbay masala rah jaye to otaar lain....... insha Allah gosht ki basaand ka naam o neshaan bhi nahe rahega.

agar aap gosht ko pahlay bhoonay beghair pani Daal dengay to gosht ki original basand bar qarar rahegi....... doosra asaan nuskha yeh hai k gosht pakanay ka kaam kissi khatoon k hawalay kar daiN.
biggrin.gif

ab yeh masalay kahaaN say ayaiN gay..yani kitnay masalay laganay haiN aur laganay kaisay haiN

1-think.gif

paaj jee.. ab khatoon kahaaN say DhoonD ker layaiN...

Abu Adnan
QUOTE(khan_amer @ Jul 9 2006, 11:53 AM) [snapback]2156546[/snapback]

ab yeh masalay kahaaN say ayaiN gay..yani kitnay masalay laganay haiN aur laganay kaisay haiN

1-think.gif

paaj jee.. ab khatoon kahaaN say DhoonD ker layaiN...

wot 0-22_yikes.gif

kia aap ab tak beghair masalhouN kay gosht pakatay rahay haiN. look.gif

ab to masalhouN wala masla hi naheeN raha ... har dish ki tayyar shudah masalhay (ready to use) miltay haiN .... agar aap nay qorma banana hai / achaar gosht banana hai to inkay national masalhay k pack lay laiN ..... oil / ghee maiN piyaaz brown kar laiN .... (ab to browned piyaaz bhi packing maiN available ha) phir packet par diyeh howay miqdaar k motabiq masalhay aur thoRa pani Daal kar pahlay masalhay ka paste bhoonaiN ... phir iss main kaTay howay Tamatar Daal kar mazeed bhoonaiN phir dholay howay gosht daal kar bhoontay jayain bhoontay jayaiN ... aur jalna (gosht ka aap ka naheeN biggrin.gif ) start honay say qabl iss maiN paani Daal kar gosht ko galayaiN aur .....
khan_amer
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 9 2006, 11:03 AM) [snapback]2156571[/snapback]

YahaaN per eak do store hi haiN jahaaN per yeh walay masalay dastyaab haiN.. wahaaN per paya masala tu mil jata hay... per dosray masalooN kay aatay hi log BHOKOON Ki taraah uss per (store per) ToT paRtay haiN... jab tak meri bari aati hay tu paya masala ya sabzi masala hi reh jata hay

blink.gif
Abu Adnan
QUOTE(khan_amer @ Jul 9 2006, 01:18 PM) [snapback]2156578[/snapback]

YahaaN per eak do store hi haiN jahaaN per yeh walay masalay dastyaab haiN.. wahaaN per paya masala tu mil jata hay... per dosray masalooN kay aatay hi log BHOKOON Ki taraah uss per (store per) ToT paRtay haiN... jab tak meri bari aati hay tu paya masala ya sabzi masala hi reh jata hay

blink.gif

hmmmmmmmm yeh to haiiiiiiiiiiiii

aap khud masalha tayyar kar naheeN saktay .... reday made hasil kar naheeN saktay ... to phir pakanay ka mashwarah kiss hakeem nay dia hai...... bahar hi khaa lia karaiN. 1-jokes.gif 1-jokes.gif
khan_amer
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 9 2006, 11:23 AM) [snapback]2156583[/snapback]

hmmmmmmmm yeh to haiiiiiiiiiiiii

aap khud masalha tayyar kar naheeN saktay .... reday made hasil kar naheeN saktay ... to phir pakanay ka mashwarah kiss hakeem nay dia hai...... bahar hi khaa lia karaiN. 1-jokes.gif 1-jokes.gif

app ko kaisay pata chala kay yeh mashwara eak HAKEEM hi nay diya hay!v!

waisay bahaar ju khana milta hay uss maiN bhi basaand hoti hay.. illa yeh kay app bar-b-que kha'yaiN... ab rozana tu yeh khaya nahi jata!!! waisay agr janwar bhi murghiyooN ki taraah anDay daytay tu meri buhat c mushkilaat asaan ho jateeN

1-think.gif
Abu Adnan
QUOTE(khan_amer @ Jul 9 2006, 01:48 PM) [snapback]2156590[/snapback]

app ko kaisay pata chala kay yeh mashwara eak HAKEEM hi nay diya hay!v!

waisay bahaar ju khana milta hay uss maiN bhi basaand hoti hay.. illa yeh kay app bar-b-que kha'yaiN... ab rozana tu yeh khaya nahi jata!!! waisay agr janwar bhi murghiyooN ki taraah anDay daytay tu meri buhat c mushkilaat asaan ho jateeN
1-think.gif

insaan kissi haal maiN khush naheeN rahta ...... phir aap kahtay k kash murghiyaaN bhi janwarouN ki tarah doodh denay lagteeN to meri (aapki) bahoot c mushkilaat asaan hojateeN. huh.gif

waisay aap ka gosht par hi zor kiyouN hai ... sabzeyaaN pakaya karaiN.... mixed vegaitable aik behtareen dish hai 4/5 veg mix karkay pakayaiN lutf aajayega ... pakanay maiN naheeN balkay khanay maiN.... biggrin.gif
khan_amer
QUOTE(Abu Adnan @ Jul 9 2006, 12:11 PM) [snapback]2156595[/snapback]

insaan kissi haal maiN khush naheeN rahta ...... phir aap kahtay k kash murghiyaaN bhi janwarouN ki tarah doodh denay lagteeN to meri (aapki) bahoot c mushkilaat asaan hojateeN. huh.gif

waisay aap ka gosht par hi zor kiyouN hai ... sabzeyaaN pakaya karaiN.... mixed vegaitable aik behtareen dish hai 4/5 veg mix karkay pakayaiN lutf aajayega ... pakanay maiN naheeN balkay khanay maiN.... biggrin.gif

Sher bhooka mer jata hay per ghaas nahi kahta ( paiT kharab ho tu aur baat hay)

janaab sabzi tu maiN nahi khata... haaN murghi kay anDay aur kabab aur issi Allo ki tkiyaaN aur Chanay waghera khud hi bana ker khud hi kha bhi layta hooN...

bhala yeh koy baat hay kay gosht pakana nahi aata tu sabzi khayaiN.. mehnat tu dono maiN hi eak jaisi hay... waisay app kiya janay hamari takleef.. app ko tu paka pakaya mil jata hay.. app ko kiya pata.. kay agr ghalati say bhi kuch fry kertay howay tail maiN pani ki cheenTay paR jayaiN tu banda khud fry ho jata hay!!!

wacko.gif
Abu Adnan
QUOTE(khan_amer @ Jul 9 2006, 02:41 PM) [snapback]2156600[/snapback]

Sher bhooka mer jata hay per ghaas nahi kahta ( paiT kharab ho tu aur baat hay)

janaab sabzi tu maiN nahi khata... haaN murghi kay anDay aur kabab aur issi Allo ki tkiyaaN aur Chanay waghera khud hi bana ker khud hi kha bhi layta hooN...

bhala yeh koy baat hay kay gosht pakana nahi aata tu sabzi khayaiN.. mehnat tu dono maiN hi eak jaisi hay... waisay app kiya janay hamari takleef.. app ko tu paka pakaya mil jata hay.. app ko kiya pata.. kay agr ghalati say bhi kuch fry kertay howay tail maiN pani ki cheenTay paR jayaiN tu banda khud fry ho jata hay!!!

wacko.gif

... aur aap ko kia pata k ... pakai pakaaii .... kahanay walouN ki parwaaz maiN ketni kotahee aa jaati hai biggrin.gif ab har aik allama iqbal bhi to naheeN ban sakta k "parwaz maiN kotahee' per maut ko tarjeeh day. breakface1.gif
Aawaz
QUOTE(Hinas @ Jul 8 2006, 11:31 AM) [snapback]2156384[/snapback]

1 KG MUTTON
Is koo boil kaar k..........is kaa water phaink day.....phir is mai black papper or longay daal kaar boil karay, jub tak yeh gaall jai...............
PYAS : 2 baday size ki silces
gheee
RED LAL MIRCH POWDER:2 1/5 seee 3 teas
DHANIYA POWDER:2 1/5 see 3 teas
PISHA HOWA GHARAM MASALLAH:1 teas
KASOORI MENTHI:1 teas
PISI HOI KAALI MIRCH:1 teas
PISHA HOWA SAFED ZEEERA:
SALT:1 1/5 teas
DAHI: 1 cup phainta howa
HARI MIRCH:
ADRAK:
ADRAK LAHSAN KAA PASTE: 2 teas
MASALAH banayay gay

sub see pehlee ghee gharam karay
aur is mai pyas daaaleejub pyass brown hoo jai
tu is mai dhaniya powder,daahi,orr ghoost boil howa howa........daaleee,
orr adraak lehsaan kaa paste daaleee orr bhonee,
Lal mirch dalleee.zeera aur gharam masalah dalee aur mix karay
namak dalee.aur mix karay
kallii mirch or kasoori mehti dalee or mix kara
aab jub yeh ban jai tu opper see........
bareek kati hoi adraak,hari mirch.pooodina.dhaniyaa............

Shukriyaa...............

Hit hai.........

0-headbang.gif

clapping3.gif 0-headbang.gif biggrin.gif

QUOTE(khan_amer @ Jul 8 2006, 11:55 AM) [snapback]2156393[/snapback]

yeh gosht ko galatay kaisay haiN

blink.gif

ab samjh maiN aahi

miZaaj maiN yeh khouN-Khoreee 0-16_angry.gif kyuN hai

jis ko GhoShay Galana naa aataa hoo

wo kaChaa hi koShat kahataa hoGaa 0-moped.gif

QUOTE

waisay akser dekha gaya hay kay gosht ki basaand nahi jatee.. issay khatam kernay ka kiya tareeqa hay

1-think.gif

Chef Jee Zaraa jawab tu daiN

hum kuCh aaraz karaiN Gay tu Shikayat hoGiiii biggrin.gif

QUOTE

paaj jee.. ab khatoon kahaaN say DhoonD ker layaiN...

sapnooN ky jaZerooN say nahii

balkhy haQeeQe duniya main talaSh karaiN ....

QUOTE
.. jab tak meri bari aati hay tu paya masala ya sabzi masala hi reh jata hay

blink.gif

jo soyaa 0-sleeping.gif wo khoyaa

1st aaho 1st pahoo ka zamanaa haiii ShaGird-E-Paa Jeee

yeh laat masaly.... biggrin.gif mera mutlab hai paya masala ap ki Qesmat maiN

Shaid malik nay .........is liyeh likhaiN haiN khy ap Khud Late lateef

hooooooooo.........................zara ser say kafaN bandhaiN

phir dekh banjaray kya hota hai..............

biggrin.gif

QUOTE
! waisay agr janwar bhi murghiyooN ki taraah anDay daytay tu meri buhat c mushkilaat asaan ho jateeN

1-think.gif

aik muft muShwaraa..........jis ki kohi haseyat nahi hotee

ap zoo Khol laiN

jis maiN tamaam aysay janwer rakhaiN

jin ky kaN andar hotay haiN...................
sahera

jin ky kaN andar hotay haiN

clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif
Aawaz
QUOTE(sahera @ Jul 9 2006, 02:53 PM) [snapback]2156640[/snapback]

clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif clapping3.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif

Nice 2 C U Dear Saheraa

per tum ho kahaaN hmmmmm
khan_amer
QUOTE(Aawaz @ Jul 9 2006, 04:25 PM) [snapback]2156634[/snapback]

clapping3.gif 0-headbang.gif biggrin.gif
ab samjh maiN aahi

miZaaj maiN yeh khouN-Khoreee 0-16_angry.gif kyuN hai

jis ko GhoShay Galana naa aataa hoo

wo kaChaa hi koShat kahataa hoGaa 0-moped.gif

Chef Jee Zaraa jawab tu daiN

hum kuCh aaraz karaiN Gay tu Shikayat hoGiiii biggrin.gif

sapnooN ky jaZerooN say nahii

balkhy haQeeQe duniya main talaSh karaiN ....

jo soyaa 0-sleeping.gif wo khoyaa

1st aaho 1st pahoo ka zamanaa haiii ShaGird-E-Paa Jeee

yeh laat masaly.... biggrin.gif mera mutlab hai paya masala ap ki Qesmat maiN

Shaid malik nay .........is liyeh likhaiN haiN khy ap Khud Late lateef

hooooooooo.........................zara ser say kafaN bandhaiN

phir dekh banjaray kya hota hai..............

biggrin.gif

aik muft muShwaraa..........jis ki kohi haseyat nahi hotee

ap zoo Khol laiN

jis maiN tamaam aysay janwer rakhaiN

jin ky kaN andar hotay haiN...................

jee ju gosht maiN khata hooN woh ab itna bhi kacha nahi hota!!! bus kabhi kabar thoRa say kacha reh jata hay keh kisi hisay per aag braber nahi puhanchtee...

aur gosht galana tu bakool AA aur Hinas koy mushkil kaam nahi hay.. sirf ubalna hi hay...pata nahi logooN nay iss ka itna mushkil naam kyoN rakh choRa hay...seedha seedha keh daiN kay ubalna hay...

breakface1.gif

ab yeh kaisay pata chalay kay ju haqeeqi duniya wali hay ussay gosht GALANA aata hay.. aurdegr dishes ( jin ki tadaad buhat hi zyada haiN) bhi pakani aateeN haiN 1-think.gif

Agr app ko yaqeen na aye tu Abdullah bhai say pooch laiN maiN kabhi bhiu thoRa sa late bhi nahi hota!!!!

mashwara tu acha hay per in tamam maiN tu ChipkaliyaaN bhi shamil hoteeN haiN 1-think.gif
F-A-L-A-K
Goodi Good jee ........... aaj hi AMMI jee ko is dish ka bata kar tyaar karvata hoon Ah0o0 smile.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.