kaise hain aap sab dost ............
muje yaqeen hai aap main say aksir muje nahi jantay hoon gay kyoon ke main 2002 say lekar 2004 feb tak ACTIVE member tha pher ab main Feb 2006 main pher HC par aya hoon beech ka arsa kahaan raha kia kya ......... wo sab bataoun ga par sara ahesta ahesta
khair matlab ki baat karte hain aur wo yeh hai ke main aaj kal KARACHI aya hoa hoon tu kia hi acha ho ager kuch choti si PARTY type cheez ka bandobast kar lain hum sab mil kar aap Ehbab kia kehte ho ....... Tell Tell Daso daso
Ah0o0