HaLaaT kuch yun hay kay bakool docs liver phat gaya hay. khoon ka behna jo kay mun kay rastay se kafeee beh chuka hay rook diya gaya hay.....ab agar doobara khoon bahaa toh marezz coma mein chala jaye ga......aisi soorat e haaal mein marezz andazan kitnay din ka mehmaan hota hay?
koi aur soorat nahi nikaal sakti? liver transplant?