Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Any Messege..!?
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip > Female Gossip Archive
Pages: 1, 2, 3
DB_4ya

Hello Hi choriye Aslam-O-Alaikum Boliye laugh.gif

Aslam-O-Alaikum 2 all!! 0-wave1.gif

I am here with another new Topic.. Dhantanaaaa...cool.gif

Here u can leave a massage laugh.gif oh i mean message 4 any Hulchulian U R missing. 0-love.gif

VICKY DAR
MERA MSG TU TUMHAREY LIYE HI TH
PARTY DYYYYYYYYYYY DOOOOOOOO ABBBBBBBBBBBBBBBB cool.gif
KnOwN_StRaNgEr
my mesg 4 also Pari
Party kab do gi nana.gif
VICKY DAR
AGAIN MSG FOR PARI...
2 PARTY BANTI HAIN AIK PASS HONEY KI OR DOSRI MODZ BANANEY KI JO JO BANA HY ARAM SE CHUP CHAP DE DE PARTY,..
DB_4ya
QUOTE(VICKY DAR @ Jul 29 2006, 03:01 PM) [snapback]2163837[/snapback]

MERA MSG TU TUMHAREY LIYE HI TH
PARTY DYYYYYYYYYYY DOOOOOOOO ABBBBBBBBBBBBBBBB cool.gif

hayi-la yeh kya u donon ne me per attack kerdiya 0-22_yikes.gif

QUOTE(lonely_but_happy @ Jul 29 2006, 03:16 PM) [snapback]2163840[/snapback]

my mesg 4 also Pari
Party kab do gi nana.gif

jab gift do ge nana.gif

QUOTE(VICKY DAR @ Jul 29 2006, 03:24 PM) [snapback]2163846[/snapback]

AGAIN MSG FOR PARI...
2 PARTY BANTI HAIN AIK PASS HONEY KI OR DOSRI MODZ BANANEY KI JO JO BANA HY ARAM SE CHUP CHAP DE DE PARTY,..

phir to u ko me ko 2-2 gifts bhi dene parein ge naaaaaaa nana.gif
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(*NANHI PARI* @ Jul 29 2006, 04:49 PM) [snapback]2163907[/snapback]

jab gift do ge nana.gif

gift b to party ho gi to party mai lay kar aon ga na
wink.gif
qamarkhan984
mujha ashweria ko msg daina hai
Thirsty Sea
QUOTE(qamarkhan984 @ Jul 30 2006, 02:36 AM) [snapback]2164004[/snapback]

mujha ashweria ko msg daina hai

Intersting ... keep dreaming nana.gif tongue.gif yippie.gif
bela
hmm................................congrat nanhi pari
*hayaa*

mera message bhi.......aap k liye hai
[color=#FF0000]

CONGRATULATIONS..... clapping3.gif [/font]

[color=#000099]but no celbrations.............. wacko.gif [/font]

mera message bhi.......aap k liye hai

CONGRATULATIONS..... clapping3.gif

but no celbrations.............. wacko.gif

Fight Club
MY message for KINZZ,

Come back on hulchul plz smile.gif
qamarkhan984
QUOTE(Thirsty Sea @ Jul 30 2006, 03:15 AM) [snapback]2164020[/snapback]

Intersting ... keep dreaming nana.gif tongue.gif yippie.gif

qamar teri perwaz sa jalta hai zamana
F-A-L-A-K
Main apne HC ke sab old friends ko bohut miss karta hoon Lyk

AdeeL , YNR , Muskan , MZR , Master aur aise hi aur bohut say naam
Shokh
QUOTE(F-A-L-A-K @ Jul 31 2006, 08:20 AM) [snapback]2164244[/snapback]

Main apne HC ke sab old friends ko bohut miss karta hoon Lyk

AdeeL , YNR , Muskan , MZR , Master aur aise hi aur bohut say naam

0-sosad.gif
desi rani
mera msg:

pari ke liye: where is my car u promised 1-movies.gif

qamar uncle: abhi thak mere paise kyon wapis nahi ki 0-16_angry.gif

lonely but happy: meri tea kab aayegi look.gif

filhaal itne hi msg hain, baki break ke baad you1.gif
farhan_112
np
tum yahan wapis aajao bas yahi kaafi hei smile.gif
VICKY DAR
MY MSG FOR KHUSHI...

KHUSHI MERI COCA COLA KI FACT PER NAZER RAKHNI CHOOR DOO.. cool.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(Shokh @ Jul 31 2006, 08:11 AM) [snapback]2164281[/snapback]

0-sosad.gif

"U" ko kiya hoa .... kaheen aap maray ghuam main braber ki shareek tu nahi ho gayeen smile.gif
VICKY DAR
MSG 4 BELA..

TEREY GAOOON MAI BIJLI AE HY... laugh.gif
DB_4ya
QUOTE(lonely_but_happy @ Jul 29 2006, 04:54 PM) [snapback]2163920[/snapback]

gift b to party ho gi to party mai lay kar aon ga na
wink.gif

acha baba

QUOTE(qamarkhan984 @ Jul 30 2006, 01:36 AM) [snapback]2164004[/snapback]

mujha ashweria ko msg daina hai

u ko nazar nahin aaraha k topic mein mene ina vada likha he k kisi HULCHULIAN ko msg dena he 0-16_angry.gif

QUOTE(Thirsty Sea @ Jul 30 2006, 03:15 AM) [snapback]2164020[/snapback]

Intersting ... keep dreaming nana.gif tongue.gif yippie.gif

laugh.gif

QUOTE(bela @ Jul 30 2006, 06:59 PM) [snapback]2164151[/snapback]

hmm................................congrat nanhi pari

Abt Wht..!!?? blink.gif

oh A+ lanay ki khushi mein

thak alot sis
0-love.gif

QUOTE(hayaa_daood @ Jul 31 2006, 02:37 AM) [snapback]2164202[/snapback]

mera message bhi.......aap k liye hai
[color=#FF0000]

CONGRATULATIONS..... clapping3.gif [/font]

[color=#000099]but no celbrations.............. wacko.gif [/font]

mera message bhi.......aap k liye hai

CONGRATULATIONS..... clapping3.gif

but no celbrations.............. wacko.gif

yeh Mere liye hai..!!?? blink.gif

QUOTE(desi rani @ Aug 1 2006, 02:02 AM) [snapback]2164487[/snapback]

[b]mera msg:

pari ke liye: where is my car u promised 1-movies.gif

Hello Madam..konsi CAR blink.gif

QUOTE(farhan_112 @ Aug 1 2006, 02:21 AM) [snapback]2164504[/snapback]

np
tum yahan wapis aajao bas yahi kaafi hei smile.gif

aey lo mein to wapas aagayi

or mein to 2 din k lye gayi thi na biggrin.gif

QUOTE(F-A-L-A-K @ Jul 31 2006, 11:20 AM) [snapback]2164244[/snapback]

Main apne HC ke sab old friends ko bohut miss karta hoon Lyk

AdeeL , YNR , Muskan , MZR , Master aur aise hi aur bohut say naam

hhmm..humare purane members pata nahin kahan chale gaye mein bhi Muskan sis, Airy-princess or bad4u ko miss kerti hun :(
*hayaa*
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 1 2006, 08:35 PM) [snapback]2164851[/snapback]

yeh Mere liye hai..!!?? blink.gif

Toooooooooooooooooooo
DB_4ya
@ Hayya G: Oh acha G Shukran 2 u

Khush Rahein rose.gif
*hayaa*
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 2 2006, 05:49 PM) [snapback]2165213[/snapback]

@ Hayya G: Oh acha G Shukran 2 u

Khush Rahein rose.gif

aap bhi khush rahin jee rose.gif
farhan_112
np
ab kahan bertan dhonay gai thi tum ?lolz smile.gif
mir sumbul mir
hay nice topic han..

yaar mera mess muskan,sohni kuri,kinzz,chan makhna..

plzzzzz tum sab wapis ajao..yaar mujhe woh din bouhat yaad ate hain sachi muchi kuchi..
dekho main wapis agai hun ab tum sab bhi wapis ajao..yaad hai hum log movies,music aur drama k section main kitna enjoy karte the..ab mene us taraf dekhna bhi chor dia..ab mujhe wahan maza nahin ata plzz tum sab wapis ajao warna main ro dungi saachi... sad.gif
plz come back sooon i miss u so much.. huh.gif
DB_4ya
QUOTE(farhan_112 @ Aug 3 2006, 02:30 AM) [snapback]2165442[/snapback]

np
ab kahan bertan dhonay gai thi tum ?lolz smile.gif

Oh UUUUUUUUUUUUUUUUUUUU...!!

0-16_angry.gif ...

0-16_angry.gif ...

0-16_angry.gif ...

Mein kya u ko kam wali dikhai de rahi hun 0-16_angry.gif

QUOTE(hayaa_daood @ Aug 3 2006, 01:12 AM) [snapback]2165406[/snapback]

aap bhi khush rahin jee rose.gif

G..mein to humesha happy shappy yippie.gif

QUOTE(mir sumbul mir @ Aug 3 2006, 06:06 AM) [snapback]2165466[/snapback]

hay nice topic han..

yaar mera mess muskan,sohni kuri,kinzz,chan makhna..

plzzzzz tum sab wapis ajao..yaar mujhe woh din bouhat yaad ate hain sachi muchi kuchi..
dekho main wapis agai hun ab tum sab bhi wapis ajao..yaad hai hum log movies,music aur drama k section main kitna enjoy karte the..ab mene us taraf dekhna bhi chor dia..ab mujhe wahan maza nahin ata plzz tum sab wapis ajao warna main ro dungi saachi... sad.gif
plz come back sooon i miss u so much.. huh.gif

hhmm..Muskan sis ko to sab hi miss kerrahe hein

or Sohnikudi bhi pata nahin kahan chali gayi hain :(
farhan_112
haan aur woh bhe matric pass bertan dhonay wali

hahhahahahahahahahahahhahahah smile.gif
DB_4ya
QUOTE(farhan_112 @ Aug 6 2006, 03:07 AM) [snapback]2166501[/snapback]

haan aur woh bhe matric pass bertan dhonay wali

hahhahahahahahahahahahhahahah smile.gif

han u ki kam wali hogi koi matric fail lakin woh mein nahin

mein PARI hun jo u bar bar bhool jate ho

glare.gif
Abu Adnan
"jaanay waalouN" ko yaad karna yaqeenan yaad "karnay waalouyN" ki azmat ki daleel hai. lekin hulchul aik dunya hai log yahaaN jaatay aatay rahtay haiN. maroof hulchulians yahaaN say mokhtalif wajoohaat k baaes gaye...

(*) zati masroo.fiaat / majboori / shadi etc k sabab bhi bahoot say log HC say khamoshi say rokhsat hogaye.

(*) kuch logouN nay apni "dunya" alag basaa lee. aur apni dunya ki masroofiataiN onhaiN yahaaN aanay naheeN deteeN.

(*) kuch log HC ki policies say khuid ko hum ahang nah pakar / naraaz hokar bhi gayee... aisay log dossray nick say aatay to rahtay haiN magar regular nahee hotay (yaa kia pata hotay bhi houN biggrin.gif )

(*) kuch log "bahoot bay. aab.roo hokar teray koochay say hum niklay" k masdaaq ghair ekhlaqi sargarmiyouN maiN molawwas honay aur HC members ki shikayat par yahaaN say nikalay gaye. ...aisay members bhi aksar o beshtar nick change karkay / as guest yahaaN aatay rahtay haiN.

yeh chand satoor onn logouN ki ittelaa k liyeh hai jo jaanay walouN ko chahat say yaad kartay haiN. aur koi onhaiN yeh batlaanay walaa naheeN hota k kuch regular manzar say ghaib kiyouN hogaye.

khush rahaiN aur HC par enjoy karaiN. yaad ko rog nah banayaiN. logouN ka aana jaana to laga hi rahta hai... yahaaN log apni hi khushi say aatay hain aur apni hi marzi say chalay bhi jatay haiN.
DB_4ya
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 6 2006, 03:27 PM) [snapback]2166602[/snapback]

I totally, completely & fully agree with U
Very well said Adnan Bhai
Khush Rahiyey rose.gif rose.gif rose.gif

haan haan maloom hai mere lie hi likha hai apne..per agar koi jaraha hai to atleast bata kar to jae..yeh kia baat hui k yunhi aae aur yunhi mun utha k chal die..aur jane ki koi khas waja bhi to honi chahie na..haan agar kisi member ne kisi ki shikayat kardi to iska matlab yeh thori hai k uski inselt hogayi.. rolleyes.gif family main to yeh sab chalte rehta hai..aisi baaton ko ignore kardena chahie na k dil pe lelena chahie..pata hai dil kamzor hojata hai.. sad.gif
ab main sabko kahan se laaun??? glare.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 6 2006, 10:27 AM) [snapback]2166602[/snapback]

hmmm 1-think.gif

patta nahi hum kon si "category" meen "fall" hon gay unsure.gif

Abu Adnan
QUOTE(mir sumbul mir @ Aug 7 2006, 05:03 AM) [snapback]2166699[/snapback]

haan haan maloom hai mere lie hi likha hai apne..per agar koi jaraha hai to atleast bata kar to jae..yeh kia baat hui k yunhi aae aur yunhi mun utha k chal die..aur jane ki koi khas waja bhi to honi chahie na..haan agar kisi member ne kisi ki shikayat kardi to iska matlab yeh thori hai k uski inselt hogayi.. rolleyes.gif family main to yeh sab chalte rehta hai..aisi baaton ko ignore kardena chahie na k dil pe lelena chahie..pata hai dil kamzor hojata hai.. sad.gif
ab main sabko kahan se laaun??? glare.gif

aap zeyadah pareeshaan nah houN...... nah yahaaN kissi ko aanay say roka jasakta hai nah jaanay say....... yeh to khushi ka saudah hai aur waqt ki dastyaabi ka bhi....... koi yeh dawaa nahee karsakta k woh sada issi tarah active rahega........ aur bhi "ghum" haiN zamanay maiN HC k sewaa biggrin.gif

QUOTE(Kainat @ Aug 7 2006, 05:33 PM) [snapback]2166907[/snapback]

hmmm 1-think.gif

patta nahi hum kon si "category" meen "fall" hon gay unsure.gif

kissi bhi categ maiN naheeN ... bhala 'kainat' kahaaN jasakti hai biggrin.gif kainaat aur hulchul to laazim o malzoom hai. hai yaa naheeN 1-afsana.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 7 2006, 12:43 PM) [snapback]2166908[/snapback]

kissi bhi categ maiN naheeN ... bhala 'kainat' kahaaN jasakti hai biggrin.gif kainaat aur hulchul to laazim o malzoom hai. hai yaa naheeN 1-afsana.gif

Halaat ka koi patta tu nahi hota AA bhai biggrin.gif

Haan jee aap ka matlab sanaj gayee.. kaaiaaant hai tu HC hai yes.gif
KnOwN_StRaNgEr
4 Seem Api

Api I m missing u alot
Tc of ur self B Happy N keep Happy

*********************************

4 N.Pari, Falak Bahi n otherz friend

Dosti mosam nahi apni mudadat poori karay or krukhsat ho jaye,
Dosti sawan nahi toot kay barsay aur tham jaye
Dosti aag nahi sulgy bharkay or bojh jaye,
Dosti aftab nahi chamky aur doob jaye,
Dosti phool nahi khilay or murja jaye,
Dosti to saans hai jo chalay to sab khuch hai,
Jo tootay to khuch b nahi....
DB_4ya
a msg 4 u LBH G..

Aap kam kam aate hein ab..!! 0-questionmark.gif
ilus83
AIK BEHAN KAY NAAM

MISSING YOU smile.gif
DB_4ya
QUOTE(ilus83 @ Aug 9 2006, 01:40 AM) [snapback]2167358[/snapback]

AIK BEHAN KAY NAAM

MISSING YOU smile.gif

me 2

per u bh na bro milte hi nahin iney busy shusy hogaye ho glare.gif
desi rani
a message to some old hc members: kahan mar gaye ho saare 0-16_angry.gif biggrin.gif
*Kainaat*

Aik Bhai ke naam..

Missing U rose.gif
DB_4ya
QUOTE(desi rani @ Aug 9 2006, 03:37 PM) [snapback]2167578[/snapback]

a message to some old hc members: kahan mar gaye ho saare 0-16_angry.gif biggrin.gif

Rani..... ohmy.gif

kher..dear kuch purane members ab wapas aagaye hein smile.gif
desi rani
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 9 2006, 03:55 PM) [snapback]2167810[/snapback]

Rani..... ohmy.gif
kher..dear kuch purane members ab wapas aagaye hein smile.gif

haan but kuch logon ko abhi thak takleef hai you1.gif lagta hai dhande marna parega you1.gif
DB_4ya
QUOTE(desi rani @ Aug 10 2006, 03:49 PM) [snapback]2168081[/snapback]

haan but kuch logon ko abhi thak takleef hai you1.gif lagta hai dhande marna parega you1.gif

han to unki marzi na dear u inko force na karo happy.gif
desi rani
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 10 2006, 04:56 PM) [snapback]2168159[/snapback]

han to unki marzi na dear u inko force na karo happy.gif

unke beghair maza nahi aata nah sad.gif
DB_4ya
QUOTE(desi rani @ Aug 10 2006, 08:21 PM) [snapback]2168174[/snapback]

unke beghair maza nahi aata nah sad.gif

jo hein unki qadar kerlo woh bhi chale gaye to phir ahsaas hoga 0-16_angry.gif
desi rani
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 10 2006, 07:11 PM) [snapback]2168239[/snapback]

jo hein unki qadar kerlo woh bhi chale gaye to phir ahsaas hoga 0-16_angry.gif

you1.gif you1.gif tap kyon gayi ho you1.gif you1.gif

maine to yeh nahi kaha ke tumhari kadar nahi hai 0-16_angry.gif blush.gif
DB_4ya
QUOTE(desi rani @ Aug 11 2006, 01:39 AM) [snapback]2168344[/snapback]

you1.gif you1.gif tap kyon gayi ho you1.gif you1.gif

maine to yeh nahi kaha ke tumhari kadar nahi hai 0-16_angry.gif blush.gif

kya Qadar kerli u ne meri 0-16_angry.gif glare.gif
desi rani
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 11 2006, 09:23 AM) [snapback]2168411[/snapback]

kya Qadar kerli u ne meri 0-16_angry.gif glare.gif

or kya karti main 0-16_angry.gif
DB_4ya
QUOTE(desi rani @ Aug 12 2006, 02:50 AM) [snapback]2168647[/snapback]

or kya karti main 0-16_angry.gif

ini lal kyun horahi hein..!! 0-questionmark.gif
desi rani
QUOTE(*NANHI PARI* @ Aug 12 2006, 08:02 AM) [snapback]2168691[/snapback]

ini lal kyun horahi hein..!! 0-questionmark.gif

meri marzi clapping3.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.