QUOTE(F-A-L-A-K @ Aug 5 2006, 09:34 AM) [snapback]2166304[/snapback]
aap ko tu sach mian burra lag gaya ok Sorry Ayenda mazak nahi karoon ga aap say .......... [/b]

QUOTE(khan_amer @ Aug 5 2006, 09:57 AM) [snapback]2166326[/snapback]
Freezer maiN barf jamana itna asaan nahi hay jitna kay kitabaiN aur baRay buzurg batay haiN.. yeh eak pura project hay phir kaheeN ja ker barf jamti hay.
barf jamanay kay liya sab say pehlay tu app kay koy bartan hona chaiyee, barha tajrubaat say sabit howa hay kay ice-cube container iss maqsad kay liya buhat sahi rehta hay...
bartan ka masla hul ho jaye tu phir app kay pass Scotch-brite aur Fairy ya koy bartan dhonay wala detergent hona chahiyee takay app burgan ko achi tarah manjh sakaiN.
above dono kay saath saath ju cheez sab say zyada ahem hay woh yeh kay app kay kitchen walay nalkay maiN pani bhi aa raha ho.
in teenooN say zyada zaroori yeh hay kay bijli sahiba sanjeeda mood maiN hooN, agr kaheeN luka-choopi kay mood maiN howeeN tu barf na jamay gee.
agr yeh charooN anasir eak hi waqt maiN available haiN tu barf jamanay koy mushkil nahi... bartan ko achi tarah dho laiN, uss maiN pani dalaiN aur phir freezer ko saaf karaiN ( wahaaN per pichaly saaal kay kabab aur paRathay aur tamaTar aur aisi hi kuch aur ashiya bhi hooNgee un kay saath zor azamayee karaiN.
freezer kay saaf hotay hi dair mat karaiN bartan ko freezer maiN rakh daiN.
itni mushakat kay baad yaqeenan app thak gay hooN.gay fresh juice peeyaiN.. aur baqi kam kal per Daal daiN

Daikha mujhay fata tha ye kisi mamooli insaan ka kaam nahi
Meray khiyal say is kaam kay liye koi mulazim rakhna paray ga
Khan sahib aaj aap nay hamain bohat depress i mean impress kia
aab ye bataiye achi nasal ka ghulam kahan say laya jai
QUOTE(Abdullah @ Aug 5 2006, 11:29 AM) [snapback]2166367[/snapback]

Kafi muskil tareeqa hay,

Kiya fridge kay baghair nahi jam sakti, I mean baraf Khanay wallay to Koi Qalmi Shora waghera daltay hain

Shora ya shohar
Mil gia mulazimmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
[size=3][color=#000000]
QUOTE(Abdullah @ Aug 5 2006, 11:29 AM) [snapback]2166367[/snapback]

Kafi muskil tareeqa hay,

Kiya fridge kay baghair nahi jam sakti, I mean baraf Khanay wallay to Koi Qalmi Shora waghera daltay hain

Shora ya shohar
Mil gia mulazimmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
QUOTE(Abdullah @ Aug 5 2006, 09:38 AM) [snapback]2166311[/snapback]

KhaaaaaaN

Abhi tak nahi pohunchay
aatay hi hoon gay. Aur jahan ham hain, wahan pani boil karna koi masla nahi, simply put a Pot of water on the road

Aap bhi bilkul aik number kay anarhi hain Abdullah sahib
Road ka naam bhi to bataain