QUOTE
1) Aik mint kahin aap hiray ko keera to nahi samjh rahay
2) Daikhain ma aapko kis tarhan samjhaoon kay jigar hiray ka nahi hota.
3) Aap wakai BUTT nahi ho saktay kio kay itna IQ to siraf pathanoo ka hi ho sakta hay
1) nahi jee hiray ko koyalay samajh raha hooN.. nahi tu app say abhi tak maiN iss kay recipee na poch layta!!!
2) pata nahi kyoN agr koy baat meray liya mustaqbil maiN bhi nuqsaan day ho tu na tu mujhay samajh aati hay aur na hazm hoti hay... buhat ilaaj kerwaya per afaaqa nahi hota.. pata nahi kyoN
Abdullah bhai nay eak Shair likha hay
Phool ki Patti say Kat sakta hay Heeray ka Jiger
Qalb e Momin pur kalam-e nurm o naazuk bey asar
iss shair maiN saaf saaf likha hay kay heeray ka jigar hota hay.. jisay kaTnay kay liya phool ki pati darkaar hoti hay... ab yeh nahi bataya kay konsay phool key
3) paThanooN kay IQ say tu sari duniya hi jaltee hay aur in ka IQ tu waisay bhi misaal hay...