QUOTE(Shokh @ Aug 9 2006, 01:53 PM) [snapback]2167607[/snapback]
Tobaaaaaaaaaaaaaaaaaah

gandhay galeez insaan

Nahi nahi yea Haftay main Eik baar zaror Nahatay hain

Main Gawaah hoon
QUOTE(Shokh @ Aug 9 2006, 01:57 PM) [snapback]2167614[/snapback]
Acha acha kia larkioon ki tarhan nahosaat phela rahay hain, rona baand karain aur mouh dhoo kar ain

Larkiyoon ka Nahosat say koi Taaluq nahi,
yea to Rehmat hoti hain

QUOTE(khan_amer @ Aug 9 2006, 01:58 PM) [snapback]2167619[/snapback]
laRkiyooN ki taraah kiya matlab...
kahhaiN ShohrooN ki taraah

Meray jaisay ban jaoo gay
Dewaroon say Takraoo gay
Jab Ishq tumhain ho jaye ga
QUOTE(khan_amer @ Aug 9 2006, 02:00 PM) [snapback]2167623[/snapback]
teen puRiyaaN meray liya bhi

Bhai jan, yea Royal park ki poriyaan hain Desi Ghee ki, Teen kahan dalain gay, saath mai n Qeemay ki Kachori aur Halway ka poora bhi hay, Bhaji aur peroon wali lassi to honi hi hay

QUOTE(Shokh @ Aug 9 2006, 02:00 PM) [snapback]2167624[/snapback]
Uff, bazoo neechay karain.... pata nahi kitnay dino say nahaye bhi hain kay nahi


QUOTE(Shokh @ Aug 9 2006, 02:08 PM) [snapback]2167637[/snapback]
Saray teen baar

apka matlab sar sar kay teen bar
Mujhay to shak hay aap bas saban gilla kar kay mutmain ho jatay hain


Eik aur Chakka

QUOTE(khan_amer @ Aug 9 2006, 02:09 PM) [snapback]2167640[/snapback]
woh jab choTa tha tab..
yea aap ki baat ho rahi hay janab Woh ki nahi
