QUOTE(Shokh @ Aug 9 2006, 03:09 PM) [snapback]2167746[/snapback]
Ji bilkul wohi wali, tissue plz
kisi ko yaad hay race course park kay samnay shamza bakery hoti thi? wahan say chicken rolls miltay thay
Aab wahan mc donald baan gia hay
Yea to bari purani baat hay, Tab Race Coruse park main Ghorhay daurtay tha, Corner wali bakery thi na
Waisay aap kitni Qadeem hain, Raja Ranjeet Singh Lahore par Raaj karta tha Tab ki kia?



