QUOTE(khan_amer @ Aug 9 2006, 03:09 PM) [snapback]2167529[/snapback]
choRiyaaN ya tu hathooN maiN pehni jateeN haiN ya Pipe per banayee jateeN haiN
itna tu mujhay bhi pata hay
goya aap ko paajaamouN wali chooRi ki khabar naheeN ... yeh woh lukhnawi paajaamay hotay haiN jo pahan kar see jati haiN........ agar aap paipe k ooper chooRiyaaN bana daiN to iski shakal cooRi daar pajamouN jaisee hi hogi...
