Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Tribute to Abu Adnan
HulChul.NET > Urdu Adab > Shakhsiyaat
*Kainaat*
Aik achay Pakistani

Hamaray, HC ke Mashoor-o- Maroof AA

Main aaj ke din-------- inko aik Tribute dena chahoon ge
Aik achay pakistani honay ka

Jiss terha ye Pakistan aur Islam ko paish ker rahay hain Yahan per...
iss ke liye inko Bohat Bohat Mubarak

Inka haq banta hai ke inke Tareef kee jayee aur Jitni bhi ke jaye kam hai

Meray sath sath aur bohaaaaaaaat saaaray Loogon ne in se Bohat kuch seekha

In ke shaksiyat aisi hai... ke jo bhi HC per Enter ho sab se pehle in se hi impress hotay hain

Ye Internet ka Bohat acha istimaal ker rahay hain, jo inke paas Ilaam aur inke study, knowlede hai ussko aagay phelaa rahay hain.. Hamain in se sabaq seekhna chahyee !!!

Bohat Khush-naseeb hain in se related sab Loog... specially inke bachay.. jinko Aisay Insaan ke Saaye meen phalnay phoolnay ka mooqa milla !!!

HC ke hi aik member ne Inke Tareef in lafzoon meen ke... aur bohat saaray members hain jin ke bhi Raa'ye iss se hi milti julti hai.. aur ye baat yahan share na kerna ya abu adnan bhai ke ilaam meen na lana aik Na-insaafi ho ge.. iss liye main beghair unke ijazat ke ( jin ke ye words hain) ye share ker rahi hon...
[Un se Maazrat ke sath Okk....]

Abu Adnaan bhaie sabb kuchh keh daitay hain 'mein kiaa kahooN , issi liye pooray hulchul parr Abu Adnaan Meray Favourite hain ,ounn mein itni khoobiyaan hain k Ginnay mein nahi aateeN , harr Mozoou parr ounn k paas itna knowledge hai k bass .... aur Sonay Parr Sohaga Ounn Ka Andaaz aisa hai kay... harr banda aasani se baat samjh laita hai agar samjhna chaahay tau .. aur lafzon ka chunaao ,kiaa kehnay ... kabhi kabhi mujhay RASHK hota hai aur kabhi kabhi mein jelous bhi hota hoon ounn se lekin ALLAH nay unhain ye khoobiyaan ya ye keh lain ye Nai'mattaiN dey rakhi hain , ALLAH unhain sehat dey aur Zindagee dey ta kay hamain issi tarah Guide line detay rahain ,

we are proud to have u on HC abu adnan Bhai rose.gif

May ALLAH give u Health wealth and all the Best in Life duas.gif

Abdullah
clapping3.gif Bohat Khoobsorat Khiraj e Tehseen hay Usuf bhai kay liye. Bilkul sahi kaha in ka HC par wajood hamaray liye eik school ki tarha hay rose.gif
*Akhtar*
Acha Ho Jo Insan,Musalaman,Pakistani Aur Ho Bhi Hulchulian
Ye Chaar Anasir JahaaN HoN Yak'ja Tau Banta Hai Abu Adnan
Harr Rang Mein Abu Adnan ki Apni He Hai Shan Aur Aan

Iss Ummeed K Saath Iss Post parr reply kar raha hoon k meri reply k baa'd bhi iss post Parr Replies aaen geeN ta kay aik Achay insaan ,Aik Achay Musalman( Meri Nazar Mein ),Aik Sachay aur Pakkay Pakistani Aur Aik Mukhlis Hulchulian Ki Ounn Khidmaat Ko Jo Vo Insaaniyet Ki Bhalaie K liye , Sachay Kharay DEEN ki Sarbulandi Kay liye Aur Iss Sabz Hilai Parcham ki Saari Dunya Mein Na sahee ,Pakistan Aur Pakistan Se Baher Rehnay Walay(PakistanioN) Ki Sar'Bulandi K Liye Aur PakistaniuN Kay DiloN Mein Iss Mulk-e-Pakistan Aur Iss Kay Sabz Hilali Parchamm Ki Mohabbat Ko Bai'daar kar rahay Hain , Inn Ki Inn sabb khidmaat Ko Khiraaj-e-Tehseen Paish KaraiN gay Aur Mujhay Bhi Aap Sabb Kay saath Saath Khushi hai aur Fakhar Bhi Kay Ye HULCHULIAN hain , Aur HC ki hadd takk jo kaam ye kar rahay hain Vo Sirf Sarahay Jaanay Kay qaabil Nahi Bal'kay Sarrahnay Kay saath saath TAQLEED kiye janay Kay Qaabil Bhi Hai , Ye Chalta phirta Encyclopedia Hain,( Pata Nahi speling Sahi Kiye Ya Nahi ) , Abdulah Bhaie School nahi ye University hain aur inn kay Lecture Suun sunn kar Log PHD Bann rahay Hain,Yaqeen na aaey tau inn ki replies dekhye aur phir Logon kay Jawaabaat aur Expressions , Likhna tau Bohot tha lekin @ Hain Sakht bohot Banda-e-Mazdoor kay O'qaat
Kainaat ka Shukriya Ada na karna bhi Zyaadti ho iss Naie Likhari K Saath kay Likh rahi hain aur Acha Likh rahi Hain , Shukriya Kainat ye Moqa Faraham Kiya aap Nay aur ALLAH Karay zor-e-qalam aur zyaada aur Aakhir Mein Abu adnan Bhaie aap samait sabb kay liye DuaaeN kay ALLAH aap ko khush rakhay aur zindagee dey ,
We Love You & Proud Of You Abu Adnan Bhaie rose.gif salam.gif [size=3]
*DhanaK*
QUOTE(Kainat @ Aug 14 2006, 12:46 PM) [snapback]2169386[/snapback]

Aik achay Pakistani

Hamaray, HC ke Mashoor-o- Maroof AA

Main aaj ke din-------- inko aik Tribute dena chahoon ge
Aik achay pakistani honay ka

Jiss terha ye Pakistan aur Islam ko paish ker rahay hain Yahan per...
iss ke liye inko Bohat Bohat Mubarak

Inka haq banta hai ke inke Tareef kee jayee aur Jitni bhi ke jaye kam hai

Meray sath sath aur bohaaaaaaaat saaaray Loogon ne in se Bohat kuch seekha

In ke shaksiyat aisi hai... ke jo bhi HC per Enter ho sab se pehle in se hi impress hotay hain

Ye Internet ka Bohat acha istimaal ker rahay hain, jo inke paas Ilaam aur inke study, knowlede hai ussko aagay phelaa rahay hain.. Hamain in se sabaq seekhna chahyee !!!

Bohat Khush-naseeb hain in se related sab Loog... specially inke bachay.. jinko Aisay Insaan ke Saaye meen phalnay phoolnay ka mooqa milla !!!

HC ke hi aik member ne Inke Tareef in lafzoon meen ke... aur bohat saaray members hain jin ke bhi Raa'ye iss se hi milti julti hai.. aur ye baat yahan share na kerna ya abu adnan bhai ke ilaam meen na lana aik Na-insaafi ho ge.. iss liye main beghair unke ijazat ke ( jin ke ye words hain) ye share ker rahi hon...
[Un se Maazrat ke sath Okk....]

Abu Adnaan bhaie sabb kuchh keh daitay hain 'mein kiaa kahooN , issi liye pooray hulchul parr Abu Adnaan Meray Favourite hain ,ounn mein itni khoobiyaan hain k Ginnay mein nahi aateeN , harr Mozoou parr ounn k paas itna knowledge hai k bass .... aur Sonay Parr Sohaga Ounn Ka Andaaz aisa hai kay... harr banda aasani se baat samjh laita hai agar samjhna chaahay tau .. aur lafzon ka chunaao ,kiaa kehnay ... kabhi kabhi mujhay RASHK hota hai aur kabhi kabhi mein jelous bhi hota hoon ounn se lekin ALLAH nay unhain ye khoobiyaan ya ye keh lain ye Nai'mattaiN dey rakhi hain , ALLAH unhain sehat dey aur Zindagee dey ta kay hamain issi tarah Guide line detay rahain ,

we are proud to have u on HC abu adnan Bhai rose.gif

May ALLAH give u Health wealth and all the Best in Life duas.gif

Ye Internet ka Bohat acha istimaal ker rahay hain
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
bilkul! Abu Adnan bhai ki post kardah tehreer "laal dupatta malmal ka" aaj hi nazar se guzri.aise kam hi member hain jo hulchul forum ko tafreeh ke saath taleem ka bhi platform banayein,yahi khoobi inhein baqi hulchulains se munfarid kartee hai.jazakAllah

doosri baat jo mujhhe inki acchee lagtee hai woh yeh ke inhain mere indian hone ya shia hone par koi eiteraaz naheen.

good job Kainat rose.gif

aap sab ko jashn e aazaadi mubarak ho smile.gif
Abdullah
QUOTE(Sulaggti_Raakh @ Aug 14 2006, 11:26 PM) [snapback]2169418[/snapback]

Abdulah Bhaie School nahi ye University hain aur inn kay Lecture Suun sunn kar Log PHD Bann rahay Hain,
[/color]

Baja farmaya Janab. rose.gif

PHD ka matlab agr Phira Hoa Dimagh hay to theek hay
(Usuf bhai kay Style Main) 1-jokes.gif
*Kainaat*

Abdullah Bhai
smile.gif Shukriya yahan participate kerne ke liye....

Sulaggti Rakh
smile.gif Shukriya Participate kerne ke liye...

Maine kiya Likha hai.. Maine aap sab ko Mooqa diya hai AA bhai ko admire kerne ka
aur main naye naye Urdu Likhnay wali hon iss ka andaza bhari bhari alfaz se hota hai jo maine use kiye hain happy.gif

Shafaq Jee
smile.gif shukriya yahan participate kerne ke liye

aur ye kiya baat ke aap ne AA bhai ke sath sath hamain bhi koi aitraaz bilkul nahi

shukriya.. aapko Pakistan aur India dono ka Jashn e Azaadi Mubarak rose.gif

LEADER
Abu Adnan bhai ko mera bhi SALAM ..

Post ka topic hona chaiye... 'Tribute to Abu Adnan' ya Aik Acey Pakistani ki pehchaan..Abu Adnan
*Kainaat*
QUOTE(LEADER @ Aug 15 2006, 06:57 PM) [snapback]2169701[/snapback]

Abu Adnan bhai ko mera bhi SALAM ..

Post ka topic hona chaiye... 'Tribute to Abu Adnan' ya Aik Acey Pakistani ki pehchaan..Abu Adnan

smile.gif Thanks for partcipating...

sugeestions ke liye bhi Shukriya smile.gif

*Akhtar*
QUOTE(Abdullah @ Aug 15 2006, 09:23 PM) [snapback]2169623[/snapback]

Baja farmaya Janab. rose.gif

PHD ka matlab agr Phira Hoa Dimagh hay to theek hay
(Usuf bhai kay Style Main) 1-jokes.gif

Ji Abdullah bhai , Mera Bhi Yahi khyaal tha k yahi Walay PHD Bann rahay hain 0-baby.gif 0-baby.gif Aur university mein ye walay Phd Lecture detay hain 1-think.gif 1-think.gif

Phd : Ye walay Phd Boltay kamm aur Soachtay zyaada hain 1-think.gif

PHD : Aur Ye Walay PHD Soachtay Kamm Aur boltay zyaada hain 1-think.gif
Parr sanuurdu.gif , Hamara Harr 2 se Douur Douur ka bhi waasta nahi 1-announce1.gif
Sada Ki Aey , ALLAH Ee ALLAH
~Saraj~
AA key barey meyn likhna itna asan naheen jitna "ka'inat". rose.gif

yeh aap ka khulos he jiska aap ne tehrer ki sorat meyn izhar kya hey mager AA k shakhsyet ke bohat srey pehlo heyn aap ne un meyn se kissi ka bhi ziker naheen kya hey smile.gif

Any way I appreciate your effert and hope ke yeh silsila issi trah chalta rahey ga.

Aasan naheen Qissa-e-Ususf byan kerna... rose.gif

yes.gif yes.gif
*Kainaat*

Saraj... Assalam Aleikum

smile.gif shukriya participate kerne ke liye...

aur ye baat hai ke main writer nahi hon... waisa nahi likh sakti thi jaisa aapne kaha... But i thought i should admire the wonderful person, which i did in my simple words smile.gif

aur baqi sab bhi apnay apnay tareqay se contribute ker saktay hain iss meen smile.gif

Lekin AA bhai kahan hain rolleyes.gif
~Saraj~
QUOTE(Kainat @ Aug 16 2006, 05:42 PM) [snapback]2169826[/snapback]

Saraj... Assalam Aleikum

smile.gif shukriya participate kerne ke liye...

aur ye baat hai ke main writer nahi hon... waisa nahi likh sakti thi jaisa aapne kaha... But i thought i should admire the wonderful person, which i did in my simple words smile.gif

aur baqi sab bhi apnay apnay tareqay se contribute ker saktay hain iss meen smile.gif
Lekin AA bhai kahan hain rolleyes.gif

I appreciate ur effert and admire u smile.gif
*Kainaat*
QUOTE(~Saraj~ @ Aug 16 2006, 12:45 PM) [snapback]2169827[/snapback]

I appreciate ur effert and admire u smile.gif

Shukriya smile.gif
Cupid Princess
QUOTE(Kainat @ Aug 14 2006, 05:46 PM) [snapback]2169386[/snapback]

Aik achay Pakistani

Hamaray, HC ke Mashoor-o- Maroof AA

Main aaj ke din-------- inko aik Tribute dena chahoon ge
Aik achay pakistani honay ka

Jiss terha ye Pakistan aur Islam ko paish ker rahay hain Yahan per...
iss ke liye inko Bohat Bohat Mubarak

Inka haq banta hai ke inke Tareef kee jayee aur Jitni bhi ke jaye kam hai

Meray sath sath aur bohaaaaaaaat saaaray Loogon ne in se Bohat kuch seekha

In ke shaksiyat aisi hai... ke jo bhi HC per Enter ho sab se pehle in se hi impress hotay hain

Ye Internet ka Bohat acha istimaal ker rahay hain, jo inke paas Ilaam aur inke study, knowlede hai ussko aagay phelaa rahay hain.. Hamain in se sabaq seekhna chahyee !!!

Bohat Khush-naseeb hain in se related sab Loog... specially inke bachay.. jinko Aisay Insaan ke Saaye meen phalnay phoolnay ka mooqa milla !!!

HC ke hi aik member ne Inke Tareef in lafzoon meen ke... aur bohat saaray members hain jin ke bhi Raa'ye iss se hi milti julti hai.. aur ye baat yahan share na kerna ya abu adnan bhai ke ilaam meen na lana aik Na-insaafi ho ge.. iss liye main beghair unke ijazat ke ( jin ke ye words hain) ye share ker rahi hon...
[Un se Maazrat ke sath Okk....]

Abu Adnaan bhaie sabb kuchh keh daitay hain 'mein kiaa kahooN , issi liye pooray hulchul parr Abu Adnaan Meray Favourite hain ,ounn mein itni khoobiyaan hain k Ginnay mein nahi aateeN , harr Mozoou parr ounn k paas itna knowledge hai k bass .... aur Sonay Parr Sohaga Ounn Ka Andaaz aisa hai kay... harr banda aasani se baat samjh laita hai agar samjhna chaahay tau .. aur lafzon ka chunaao ,kiaa kehnay ... kabhi kabhi mujhay RASHK hota hai aur kabhi kabhi mein jelous bhi hota hoon ounn se lekin ALLAH nay unhain ye khoobiyaan ya ye keh lain ye Nai'mattaiN dey rakhi hain , ALLAH unhain sehat dey aur Zindagee dey ta kay hamain issi tarah Guide line detay rahain ,

we are proud to have u on HC abu adnan Bhai rose.gif

May ALLAH give u Health wealth and all the Best in Life duas.gif

clapping3.gif

QUOTE(LEADER @ Aug 15 2006, 11:57 PM) [snapback]2169701[/snapback]

Abu Adnan bhai ko mera bhi SALAM ..

Post ka topic hona chaiye... 'Tribute to Abu Adnan' ya Aik Acey Pakistani ki pehchaan..Abu Adnan

1-movies.gif
seemaf
Assalam-o-ALaikum!!

0-headbang.gif I appreciate ur attempt!!

Bilkul theek kaha ap ne.. Abu adnan Hc fellows ke liye aik maloomat ka khazana hain.. Buhat kuch seekhney ko milta hai un ki replies se

Thanks for sharing smile.gif
KHAL NAYAK
Khud kahan hain Janab?
~Saraj~
QUOTE(KHAL NAYAK @ Aug 23 2006, 01:50 AM) [snapback]2171663[/snapback]

Khud kahan hain Janab?

Apna khon pasena baha ker awam-un-nas ke liey tail nikal rahey hongey yes.gif
*Kainaat*

aik baar phir se aap sab ka Shukriya smile.gif

VIP anay meen kuch time laga rahay hain smile.gif
KHAL NAYAK
QUOTE(~Saraj~ @ Aug 23 2006, 10:52 AM) [snapback]2171754[/snapback]

Apna khon pasena baha ker awam-un-nas ke liey tail nikal rahey hongey yes.gif

biggrin.gif zayada na bolo bhai. kuch bura lag gaya In ko tu
Abu Adnan
maiN yeh post aur iss maiN ki gayee replies paRh kar sharm say paani paani horaha houN ... yeh aap ahbab ka khaloos aur mohabbat hai warnah munn aanum k munn daanum biggrin.gif

Kainat rose.gif samait tamam ahbaab ka tahay dil say mam.noon houN. Allah aap sab ko khushiyaan ataa karay aur sada khush rakhay. aameen
seemaf
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 28 2006, 10:00 AM) [snapback]2173393[/snapback]

0-headbang.gif Welcome
~Saraj~
QUOTE(KHAL NAYAK @ Aug 23 2006, 09:12 PM) [snapback]2172034[/snapback]

biggrin.gif zayada na bolo bhai. kuch bura lag gaya In ko tu

usuf Bhai ko saheh baat buri naheen lagti wesey bhi ab "chakki ki mushaq'qat" wala mohawarah out dated ho ghya hey tongue.gif

QUOTE(Abu Adnan @ Aug 28 2006, 10:00 AM) [snapback]2173393[/snapback]

maiN yeh post aur iss maiN ki gayee replies paRh kar sharm say paani paani horaha houN ... yeh aap ahbab ka khaloos aur mohabbat hai warnah munn aanum k munn daanum biggrin.gif

Kainat rose.gif samait tamam ahbaab ka tahay dil say mam.noon houN. Allah aap sab ko khushiyaan ataa karay aur sada khush rakhay. aameen

Usuf Bhai itna asani se aap pani pani naheen ho saktey ,is meyn ap ka koi kamal naheen "Bersat" ki meherbani he aur "Kain'at ki karistani hey smile.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 28 2006, 05:00 AM) [snapback]2173393[/snapback]

maiN yeh post aur iss maiN ki gayee replies paRh kar sharm say paani paani horaha houN ... yeh aap ahbab ka khaloos aur mohabbat hai warnah munn aanum k munn daanum biggrin.gif

Kainat rose.gif samait tamam ahbaab ka tahay dil say mam.noon houN. Allah aap sab ko khushiyaan ataa karay aur sada khush rakhay. aameen

Assalam Aleikum Bhai..

Shukar hai aap aa Gay rolleyes.gif werna ho sakta tha ab Mujhe anday maar detay Loog ..

aur U Deserved this smile.gif
Aap bhi Hamesha Khush Rahain...!!!

QUOTE(~Saraj~ @ Aug 28 2006, 09:07 AM) [snapback]2173500[/snapback]

usuf Bhai ko saheh baat buri naheen lagti wesey bhi ab "chakki ki mushaq'qat" wala mohawarah out dated ho ghya hey tongue.gif
Usuf Bhai itna asani se aap pani pani naheen ho saktey ,is meyn ap ka koi kamal naheen "Bersat" ki meherbani he aur "Kain'at ki karistani hey smile.gif

hehehe....

DB_4ya
W.Salam

Bulkul sahi kaha aapne

Inki jitni bhi Tareef ki jaye kam he smile.gif

Mujhe itna to nahin aata k inki tareef main alehda aur hard urdu k words istemaal karun

bus..kese mention karun k Adnan Bhai humare lye kitni ehmiyaat rakhte hein

yeh humare bare hein

inse seekhne ka humein yahan mauqa milta he

bus humari duayein hein k Adnan Bhai Humesha Khush rahen duas.gif rose.gif
*Kainaat*

Thankyou Pari.. participate kerne ke liye smile.gif

aap ke baat samaj aa gaye & Agree with you 1-kahani.gif

DB_4ya
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 29 2006, 08:53 PM) [snapback]2174316[/snapback]

Thankyou Pari.. participate kerne ke liye smile.gif

aap ke baat samaj aa gaye & Agree with you 1-kahani.gif

smile.gif thank u kainat sis
Abu Adnan
once again thanx to:

*NANHI PARI* rose.gif

~Saraj~ rose.gif

seemaf rose.gif

KHAL NAYAK rose.gif

SweetRabia rose.gif

Sulaggti_Raakh rose.gif

LEADER rose.gif

Abdullah rose.gif

shafaq rose.gif

Abdullah rose.gif

aur sab say baRi biggrin.gif

rose.gif *Kainaat* rose.gif

dil to baRa chaahta hai k sab ko fardan fardan shukarya ada karouN, lekin iss tarah yeh post toooooooool khinch jo maiN naheeN chaahta..... balkay maiN to yeh option DhoonD raha tha k issay sab say neechay kaisay pin kia jaye. biggrin.gif ap sab ki mohabbatouN aur pur khaloos elfaaz ka maiN shukarya ada karnay say qasir houn. Allah aap sab ko khush rakhay. aameen
*Kainaat*

AA bhai Thanks ke bilkul zaroorat nahee.. smile.gif
aur iss post khatum kerne ka bhi na soochain
sab ko apna khaloos batany ka mooqa milna chahyee tha

aur waisay bhi iss ka aik aur maqsad bhi hai ke... atleast
jo dekhain wo aap ke posts ko view kya karain aur kuch na kuch seekh sakain

Duaoon ke liye shukriya!!

QUOTE(Abu Adnan @ Sep 2 2006, 02:35 AM) [snapback]2175314[/snapback]

aur sab say baRi biggrin.gif

rose.gif *Kainaat* rose.gif

Bhai agar main itnee hi baRii hon.. mellow.gif
Tu aap ko chahyee mujhe Baji kahain smile.gif
Abu Adnan
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 4 2006, 06:29 PM) [snapback]2175991[/snapback]

Duaoon ke liye shukriya!!

Bhai agar main itnee hi baRii hon.. mellow.gif
Tu aap ko chahyee mujhe Baji kahain smile.gif

breakface1.gif breakface1.gif

lo aap apnay daam (jaal) maiN sayyad (shikaari) aagaya.... biggrin.gif

1-jokes.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif
barish aur gulab
Abu Adnaan Sahab Meri Nazar Mein

sab se pehley to Abu Adnaan jee mera slaam qabool ho
aur baqi sabko ye batana hi k ye mere Master jee hein
aur iss mein koie shuk naheen k mujh jaisi la'ilm ko inhoo.n
ne ilm ki roshani dekhaye aur aaj tak wo roshani mere gird
haala banye huey hi duas.gif
inka likhne ka andaaz itna khoobsorut hota hi k na chahane
k bawajood bhi qadam inki post per a'a k ruk jate hein
aur maein ye bhi samjhti hoon k Abu Adnaan g wo
wahid HCAC k member hein jo a'am logoo.n(hum IDS) k
saath ghul mill ker baatein kerte hein hasi mazaaq kerte hein
aur ab iske siwa kiya kahoon k
Abu Adnaan g ki tareef kerna to aisa he hi k soruj ko chiragh dekhana

meri bohaat c dua'ien inke liye duas.gif
aur inki Rozee mein barkut ho duas.gif
ghar waloo.n pe Allah ta'ala apna karum karey duas.gif
aur inke bachoo.n ko Allah ta'ala naik banye duas.gif sum duas.gif
duas.gif goo
adna c shagirdah
Barishaur]Gulab

bohat shokriya Kainaat duas.gif
k tum ne hum sabko ye kehne ka moqa'a diya
jeeti raho duas.gif khush raho duas.gif aur abaad raho duas.gif
B JEE aap se bohat pyaar kerti hein 0-love.gif
achi achi posts kerne ki wajha se duas.gif

*Kainaat*
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 5 2006, 02:37 AM) [snapback]2176145[/snapback]

breakface1.gif breakface1.gif

lo aap apnay daam (jaal) maiN sayyad (shikaari) aagaya.... biggrin.gif

1-jokes.gif 1-jokes.gif 1-jokes.gif

Baji.. tu aapko kehna paRe ga
Nahee tu ye baRon ke be-adbi wali baat ho jaye gee happy.gif banned.gif
*Kainaat*

Bohat shukriya B aur G smile.gif ... participate kerne ke liye
aap ne sooraj ko chiraaq dikhaya
apnay achay Alfaz se rose.gif

QUOTE(barish aur gulab @ Sep 5 2006, 09:10 AM) [snapback]2176244[/snapback]

bohat shokriya Kainaat duas.gif
k tum ne hum sabko ye kehne ka moqa'a diya
jeeti raho duas.gif khush raho duas.gif aur abaad raho duas.gif
B JEE aap se bohat pyaar kerti hein 0-love.gif
achi achi posts kerne ki wajha se duas.gif

ab aap ka shukriya main kaisy karoon smile.gif
Itne ziada duaon ke liye..........

aap ke liye bhi itni saari duain duas.gif
shukriya jee rose.gif

LEADER
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 2 2006, 02:35 AM) [snapback]2175314[/snapback]

once again thanx to:

*NANHI PARI* rose.gif

~Saraj~ rose.gif

seemaf rose.gif

KHAL NAYAK rose.gif

SweetRabia rose.gif

Sulaggti_Raakh rose.gif

LEADER rose.gif

Abdullah rose.gif

shafaq rose.gif

Abdullah rose.gif

aur sab say baRi biggrin.gif

rose.gif *Kainaat* rose.gif

dil to baRa chaahta hai k sab ko fardan fardan shukarya ada karouN, lekin iss tarah yeh post toooooooool khinch jo maiN naheeN chaahta..... balkay maiN to yeh option DhoonD raha tha k issay sab say neechay kaisay pin kia jaye. biggrin.gif ap sab ki mohabbatouN aur pur khaloos elfaaz ka maiN shukarya ada karnay say qasir houn. Allah aap sab ko khush rakhay. aameen

YahaN jin khawateen-o-hazrat ke naam RED color main hain...unhain Abu Adnan ki tarf se REd card dikha ke, RED ALERT ker diya giya hai...(Jin maiN, main bhi shamil hooN smile.gif )

....in sab ke liye Warning hai keh 'seedhey' ho jain , warna !
banned.gif

...aur jin ke naam BLUE color main hain, unhain poori Azadi hai...apni Azadi mananey ki... 1-kahani.gif

Wasey soochney ki baat hai keh 'Abdullah' ka naam doo (2) bar kioun aaya hai ...? 1-think.gif
Abu Adnan
QUOTE(LEADER @ Sep 6 2006, 08:49 AM) [snapback]2176444[/snapback]

YahaN jin khawateen-o-hazrat ke naam RED color main hain...unhain Abu Adnan ki tarf se REd card dikha ke, RED ALERT ker diya giya hai...(Jin maiN, main bhi shamil hooN smile.gif )

....in sab ke liye Warning hai keh 'seedhey' ho jain , warna !
banned.gif

...aur jin ke naam BLUE color main hain, unhain poori Azadi hai...apni Azadi mananey ki... 1-kahani.gif

Wasey soochney ki baat hai keh 'Abdullah' ka naam doo (2) bar kioun aaya hai ...? 1-think.gif

laugh.gif laugh.gif

lagta hai aap par bhi FTM ka rung chaRh gaya hai jo sar chaRh kar bol raha hai biggrin.gif ... good going bhai keep it up 1-kahani.gif abdullah bhai ka naam do baar agaya hai huh.gif achcha to phir chalo mil kar sochtay hain k aisa kiyouN aur kaisay howa.... 1-think.gif 1-think.gif dawatay aam hai (sochnay ki, khaanay ki naheeN biggrin.gif ) yaaraanay nuktah daaN k liyeh..... 1-afsana.gif 1-afsana.gif
Abu Adnan
QUOTE(barish aur gulab @ Sep 5 2006, 02:10 PM) [snapback]2176244[/snapback]

Abu Adnaan Sahab Meri Nazar Mein

sab se pehley to Abu Adnaan jee mera slaam qabool ho
aur baqi sabko ye batana hi k ye mere Master jee hein
aur iss mein koie shuk naheen k mujh jaisi la'ilm ko inhoo.n
ne ilm ki roshani dekhaye aur aaj tak wo roshani mere gird
haala banye huey hi duas.gif
inka likhne ka andaaz itna khoobsorut hota hi k na chahane
k bawajood bhi qadam inki post per a'a k ruk jate hein
aur maein ye bhi samjhti hoon k Abu Adnaan g wo
wahid HCAC k member hein jo a'am logoo.n(hum IDS) k
saath ghul mill ker baatein kerte hein hasi mazaaq kerte hein
aur ab iske siwa kiya kahoon k
Abu Adnaan g ki tareef kerna to aisa he hi k soruj ko chiragh dekhana

meri bohaat c dua'ien inke liye duas.gif
aur inki Rozee mein barkut ho duas.gif
ghar waloo.n pe Allah ta'ala apna karum karey duas.gif
aur inke bachoo.n ko Allah ta'ala naik banye duas.gif sum duas.gif
duas.gif goo
adna c shagirdah
Barishaur]Gulab

bohat shokriya Kainaat duas.gif
k tum ne hum sabko ye kehne ka moqa'a diya
jeeti raho duas.gif khush raho duas.gif aur abaad raho duas.gif
B JEE aap se bohat pyaar kerti hein 0-love.gif
achi achi posts kerne ki wajha se duas.gif

BEE GEE rose.gif

w/salam wa rahmatullah wa barkaatahu

Allah aap ko sada khush rakhay ... ab aap mujhay "sharmindhah" biggrin.gif to nah karaiN ... maiN to HC ka aik adna sa member houN aur zeyadah tar aik common member hi ki tarah posts /replies karta houN. kuch log meri tahreer ko pasand kartay haiN aur kuch naa.pasand....... yeh aap ka apna zarf hai... aap khud jetni achchi haiN, aap ko doosray bhi etnay hi achchay nazar atay haiN.

thanx again
Allah Hafiz
DB_4ya
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 2 2006, 07:35 AM) [snapback]2175314[/snapback]

once again thanx to:

*NANHI PARI* rose.gif

dil to baRa chaahta hai k sab ko fardan fardan shukarya ada karouN, lekin iss tarah yeh post toooooooool khinch jo maiN naheeN chaahta..... balkay maiN to yeh option DhoonD raha tha k issay sab say neechay kaisay pin kia jaye. biggrin.gif ap sab ki mohabbatouN aur pur khaloos elfaaz ka maiN shukarya ada karnay say qasir houn. Allah aap sab ko khush rakhay. aameen

aaapka bohut bohut shukriya Adnan bhai ini duaon ka smile.gif

Allah Tala aapko bhi humesha khush rakhey rose.gif

[/font][/size][/color]
KHAL NAYAK
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 2 2006, 07:35 AM) [snapback]2175314[/snapback]

once again thanx to:
KHAL NAYAK rose.gif

mera kiss batt ka sukria janab? meri ap ki tu jang hay or woh jari rahay ge.
ALLAH HAFIZ smile.gif

QUOTE(~Saraj~ @ Aug 28 2006, 02:07 PM) [snapback]2173500[/snapback]

usuf Bhai ko saheh baat buri naheen lagti wesey bhi ab "chakki ki mushaq'qat" wala mohawarah out dated ho ghya hey tongue.gif

Yeah tu app ka kahna hay na. smile.gif
Ghazal khushboo
good kainat clapping3.gif

mujhay yad hay jab may new comers thee HC par ...
mery aik post TOM may AA Bhai rose.gif nay reply may mujhay aik sher likha tha...

tund o tez hawa say na ghabra ae Ghazal
ye tuo chalty hay tujhay ouncha urranay k liya

ye sher meray liya unki DUA sabit hua... duas.gif
aur iss sher nay meri bhut himmat berhayee.. smile.gif

Thanks AA Bhai rose.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 6 2006, 09:02 AM) [snapback]2176446[/snapback]

laugh.gif laugh.gif

lagta hai aap par bhi FTM ka rung chaRh gaya hai jo sar chaRh kar bol raha hai biggrin.gif ... good going bhai keep it up 1-kahani.gif abdullah bhai ka naam do baar agaya hai huh.gif achcha to phir chalo mil kar sochtay hain k aisa kiyouN aur kaisay howa.... 1-think.gif 1-think.gif dawatay aam hai (sochnay ki, khaanay ki naheeN biggrin.gif ) yaaraanay nuktah daaN k liyeh..... 1-afsana.gif 1-afsana.gif

FTM ka rang 0-headbang.gif 0-headbang.gif

QUOTE(Abu Adnan @ Sep 6 2006, 10:08 AM) [snapback]2176467[/snapback]

BEE GEE rose.gif

w/salam wa rahmatullah wa barkaatahu

Allah aap ko sada khush rakhay ... ab aap mujhay "sharmindhah" biggrin.gif to nah karaiN ... maiN to HC ka aik adna sa member houN aur zeyadah tar aik common member hi ki tarah posts /replies karta houN. kuch log meri tahreer ko pasand kartay haiN aur kuch naa.pasand....... yeh aap ka apna zarf hai... aap khud jetni achchi haiN, aap ko doosray bhi etnay hi achchay nazar atay haiN.

thanx again
Allah Hafiz

Usuf bhai I like your tehrer & posts very much 0-headbang.gif 0-headbang.gif
wesy bhi jo ap ki tehrer ko pasand naheen kertey woh hi apko zyada perhtey heyn yes.gif

QUOTE(KHAL NAYAK @ Sep 18 2006, 12:23 AM) [snapback]2180453[/snapback]

mera kiss batt ka sukria janab? meri ap ki tu jang hay or woh jari rahay ge.
ALLAH HAFIZ smile.gif

Yeah tu app ka kahna hay na. smile.gif

ji janab a191.gif
KHAL NAYAK
QUOTE(~Saraj~ @ Sep 19 2006, 11:23 PM) [snapback]2181318[/snapback]

ji janab a191.gif

Zarori nahi hay app ka or mea bhi khayal akk hi ho smile.gif a191.gif
Abu Adnan
QUOTE(Ghazal khushboo @ Sep 19 2006, 04:57 PM) [snapback]2181162[/snapback]

good kainat clapping3.gif

mujhay yad hay jab may new comers thee HC par ...
mery aik post TOM may AA Bhai rose.gif nay reply may mujhay aik sher likha tha...

tund o tez hawa say na ghabra ae Ghazal
ye tuo chalty hay tujhay ouncha urranay k liya
ye sher meray liya unki DUA sabit hua... duas.gif
aur iss sher nay meri bhut himmat berhayee.. smile.gif
Thanks AA Bhai rose.gif

a191.gif a191.gif
asif shahzad
nice..........................
* SOZ *
wasalam.gif Aap sab laugon nay itna kuch kaha Abu Adnan sahab k baray mein,meray paas alfaz kam par gaye hain..meri to vocabulary wesay hee limitied si hai... 1-embaressed_smile.gif

Koshish karti hoon acha likhon Abu Adnan sahab k baray mein...

Kehtay hain na k "insano ki bay-gharz khidmat karna insaniyat ki meraj hai" to mohtaram AA sahab yehi kaam HC k zarriye anjaam day rahay hain ... thumbup.gif

AA janab k liye arz kiya hai;

Khuda karay k tu sab se naik seerat ho
K teri teri tarah tera dil bhi khoobsurat ho

Dua say qabl milay tujhko jo bhi tu chahay
k khud dua ko tere haathon ki zaroorat ho duas.gif

aik aur; adb.gif

Dua ke suarat mai uski khatir,

"jo merey hounton sai lafz niklay,

"Jo mere aankhoun sai ashq niklay,

Unhee kai badlai mai aay khudaya

Jab bhi us ka naseeb likhna...

"UROOJ LIKHNA"
"KAMAL LIKHNA"

Kabhi na hurf-e-Zawal likhna

[Ameen] 0-heartbeat.gif

Umeed kartay hain hum sab k waqt HC mein achcha guzzray...

Fe Amaan Allah!
Abu Adnan
QUOTE(* SOZ * @ Aug 12 2007, 03:44 AM) [snapback]2438834[/snapback]

wasalam.gif * SOZ * sis rose.gif

aap nay mujhay sharmindah karnay maiN koi kasar naheeN choRi. tomb.gif

Allah aap ko khush rakhay. yeh sab aap ka husnay nazar hai. warnah yeh aasi

to bahoot gunah.gaar aur maamooli sa bandah hai. aap ki pur.khaloos alfaaz

aur mohabbatouN ka bahoot bahoot shukarya. Khoda karay k maiN aap ki

tawaqqat par poora otar sakouN. ameen

mukhlis
AA
Laila
lejiyay ham late ho gaye.. khair say. 1-embaressed_smile.gif

Usuf bhai nay beech main jab break li thi HC say...ussi say andaza hota hai ke HC ko kitna farq pera tha... ham sab inhain her lamha miss kertay thay... kahin kahin in kay chat pattay jumlay...aur samjhdaar posts..

Allah ka shuker ha yeh wapis aa gaye hain,,,

aur Kainaat uve dont really an awsome job, Usuf bhai deserves more than that,

I really appreciate ur deed and usuf bhai's participation in HC,

Thanku Usuf bhai hamain bhi apnay Ilm main say hissay denay ka.. rose.gif
Khalish
salam.gif

Ta'reef uss khuda ki jiss ne inhaiN banaya. Asal jeena yehi hai keh insaan kisi maqsad ke liye jiye. Usuf Bhai rose.gif ne 'isslah' ko apna maqsad chunna hai .. aur iss khaar.zaar meiN dushwariyouN ke bawajood apna safar jaari.o.saari rakhe hoay haiN.

kya gham hai jo yeh aabla.paaee safar meiN hai
ik khaar.zaar aur abhi rah.guzar meiN hai !!

Allah inhain himmat dey aur apne hifz.o.amaan meiN rakhe (Aameen)
Abu Adnan
QUOTE(Laila @ Aug 22 2007, 11:34 PM) [snapback]2449597[/snapback]
lejiyay ham late ho gaye.. khair say. 1-embaressed_smile.gif

Usuf bhai nay beech main jab break li thi HC say...ussi say andaza hota hai ke HC ko kitna farq pera tha... ham sab inhain her lamha miss kertay thay... kahin kahin in kay chat pattay jumlay...aur samjhdaar posts..

Allah ka shuker ha yeh wapis aa gaye hain,,,

aur Kainaat uve dont really an awsome job, Usuf bhai deserves more than that,

I really appreciate ur deed and usuf bhai's participation in HC,

Thanku Usuf bhai hamain bhi apnay Ilm main say hissay denay ka.. rose.gif

iss post ko jab bhi maiN 'live' hotay dekhta houN, sharmindah hojata houN. tomb.gif

laila g yeh aap sab achchay achchay logouN ki mohabbat aur husnay nazar hai waerna ......

(baqi reply, agli reply maiN E21.gif )
Abu Adnan
QUOTE(Khalish @ Aug 23 2007, 05:50 AM) [snapback]2449731[/snapback]
salam.gif

Ta'reef uss khuda ki jiss ne inhaiN banaya. Asal jeena yehi hai keh insaan kisi maqsad ke liye jiye. Usuf Bhai rose.gif ne 'isslah' ko apna maqsad chunna hai .. aur iss khaar.zaar meiN dushwariyouN ke bawajood apna safar jaari.o.saari rakhe hoay haiN.

kya gham hai jo yeh aabla.paaee safar meiN hai
ik khaar.zaar aur abhi rah.guzar meiN hai !!

Allah inhain himmat dey aur apne hifz.o.amaan meiN rakhe (Aameen)

.... g khalish Bhai ... g aap jaisay achchay logouN ki mohabbat aur husnay nazar hai warnah ....

munn aanum k munn danum 1-embaressed_smile.gif aur yeh bhi k ... munn nah daanum faa'e'laatan, faa'e'laat E21.gif

Allah aap sab ko khush rakhay. aameen
Bore Na Kar
bohat khob achhay pakistani smile.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.