QUOTE(~Saraj~ @ Aug 23 2006, 03:36 AM) [snapback]2171982[/snapback]
Dosheaz on Board
by the way which borad do u like
meyn to HC Board (Forum) ki baat ker raha tha
wese yeh dosheza kuch kuch jani pehchani si lag rahi hey
Dosheaz

Spelling to theek kar lain - jani pehchani to lagay gi hi, abhi tak wo Pitayee kay nishan baqi hain ya mit gaye

QUOTE(Shokh @ Aug 24 2006, 02:03 AM) [snapback]2172290[/snapback]
Mazak wo acha jo mazak lagay
If one only knows the difference between Humour and Sarcasm we can safely say that the limits are well defined !
Kiya baat ki , Dil karta hay aap ka Munh

Ghee shakar say bhar doon