QUOTE(Kainat @ Aug 19 2006, 02:59 PM) [snapback]2170523[/snapback]
Jeeeeeeeeeeeeee.............
agay bhi kuch boolain na
Kainat, baat shakal ki nahi akal ki hay jo ghas charnay chali gai thi aur ma nay taang ah kar apna sar aik moochi kay agay rakh dia. BAri be'rehmi say os nay meray haseen baalon ka naas maar dia

QUOTE(khan_amer @ Aug 19 2006, 08:28 PM) [snapback]2170578[/snapback]
Yeh tu hona hi tha eak din...
app ko khud ehtayaat kerni chahiyee thee...
aisi surat maiN agr app ratooN ko kha'ab maiN DaR bhi jayaiN tu koy achanbay ki baat na hogi...
per waqt sab say baRa merham hay...
ahista ahista yeh sa'nayha zehn maiN dafn ho hi jaye ga...
per app ko bhi aa'inda ahtayaat kerni chahiyee...
apna nahi tu apnay "Mulazim" ka hi khayal karaiN...
aayainda eak backup Makeup kiT ka bhi bandobast rakhiyee ga...

Bas kuch na poochain ghar ayi to mulazim

Kahnay laga koi baat nahi I will get use to it

Aab aap hi batiye itna acha mulazim ho to dil say dua nikalti hay kay esay do kio nahi

QUOTE(desi rani @ Aug 20 2006, 11:41 AM) [snapback]2170712[/snapback]
dear jo banda hai usko admit karna chahiye nah
bhootni sahiba
''Grabs
Desi zada Rani kaam and puts her head between the door and then bang bang bang ...'' hosh karo this is not your complex zone

QUOTE(KHAL NAYAK @ Aug 20 2006, 02:52 PM) [snapback]2170864[/snapback]
Main nay Kabhi Jhoot Bola hay kia?

QUOTE(muskan_kaun @ Aug 20 2006, 07:38 PM) [snapback]2170914[/snapback]
Chalo Koie baat nahi.. Aisa to hota hay aisay kaam mai..

abb tum jaldi se bazar jao aur ek khufsurat sa mask khareed ke apnay chehray pai laga lo... takah koie dosra na dare app ke chehray ko daikh ke..
Aur bhi gham hain zamanay may make-up kay siwah, chalo shabash side pay ho