pari wah kia awaz pai hei tumnay aisay kertay hien ab hum dono aik dou-gana gatay hien ok lolz

rani
tum aagai ab muskurana aageya lolz

kainat wah
lekin ab kabhi nahi rona ok

rubbia
haan kuch aisa bhe keh saktay hien

muskan
wah kia baat kahi

waisay hoti kahan ho aaj kal bohat kum aarahi ho yahan jab say mod bani ho :)yaad hei itna maza aata tha woh .....pencil...naam ki id wali larrki k saath mazaq ka hum teeno ki dosti wohin say shooroo hooi thi male section pay

masoom pari
aap ka yeh sawal such mien masoom he hei kiyo k aap nay topic ko samjha nahi abhi

seema
haan qadar insaan ko kisi cheez ki tab he hoti hei jab woh kho jati hei ya mil he nahi pati .