Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Aaj Kiya Pakaya?
HulChul.NET > Halla Gulla > Pakwan + Zaiqa = Best Cooking
Pages: 1, 2
sahera
phir wohi masala aaj kya pakaye.......subho saweray utho toh sab se pehla masala yehi khara hota hay.......bas us din cheen hota hay jab aik din pehlay dheer saray mehmaan aajaye biggrin.gif itna bacha hota hay kay aglay din guzara hojaye.....
now tell me aaj apnay kya pakaya?

mein toh aaj baisan walay aalO bana rahi HOn....... 0-heartbeat.gif
Abdullah
Accha to aap subha subha sochtay hain khana kiya banaya jaye 1-afsana.gif

baisan walay aalO 0-22_yikes.gif Hum nay bhi Allo ki Tikiyaan banayi theen , Acchi Serat wali 1-jokes.gif
khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Aug 27 2006, 11:09 AM) [snapback]2173027[/snapback]

Accha to aap subha subha sochtay hain khana kiya banaya jaye 1-afsana.gif

baisan walay aalO 0-22_yikes.gif Hum nay bhi Allo ki Tikiyaan banayi theen , Acchi Serat wali 1-jokes.gif



woh tu kal kha leeN aaj kya banayaiN... Office maiN yehi ghor.o.fikar ker raha hooN 1-afsana.gif
sahera
QUOTE(Abdullah @ Aug 27 2006, 08:09 AM) [snapback]2173027[/snapback]

Accha to aap subha subha sochtay hain khana kiya banaya jaye 1-afsana.gif

baisan walay aalO 0-22_yikes.gif Hum nay bhi Allo ki Tikiyaan banayi theen , Acchi Serat wali 1-jokes.gif


na toh aur kab? yeh kaam meray zimay toh hota hay iliye.....yeh bhi sochna parta hay kay konsi chese khana banatay waqt honi chahiye....na Ho toh list bana deti HOn.....

ITna toh mein sure hoN meray baisan walay aalO aap ki TIKION Se behtar HI HONGay..... duas.gif

yeh naik seerat tikki kaisi hotI hay? yani jo mUN na CHARHA rahi HO?
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Aug 27 2006, 11:38 AM) [snapback]2173042[/snapback]

woh tu kal kha leeN aaj kya banayaiN... Office maiN yehi ghor.o.fikar ker raha hooN 1-afsana.gif

aaj Chicken roast khaoon ga, French fries kay saath 0-headbang.gif meray ghar aanay say pehlay ready rakhna 0-headbang.gif

phir us kay baad bartan main dhoo loon ga dry.gif

QUOTE(sahera @ Aug 27 2006, 12:09 PM) [snapback]2173056[/snapback]

ITna toh mein sure hoN meray baisan walay aalO aap ki TIKION Se behtar HI HONGay..... duas.gif

yeh naik seerat tikki kaisi hotI hay? yani jo mUN na CHARHA rahi HO?

aap hi nahi main bhi sure hoon 1-jokes.gif
Naik serat wo hoti hain jo neek sorat na hoon 1-jokes.gif
*Kainaat*

Hum tu aaj kaheen invited thay... Khana banaya hi nahi blush.gif

kall bataaon gee wink.gif
Shokh
Aaj ham nay pakaya hay sar khootay ka 1-jokes.gif
khan_amer
QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 11:23 AM) [snapback]2173459[/snapback]

Aaj ham nay pakaya hay sar khootay ka 1-jokes.gif



per app kay pass tu eak hi khota... mera matlab hay kay mulazim tha.. ab kal kya pakyaiN gee 1-think.gif 1-think.gif 1-think.gif
Shokh
QUOTE(khan_amer @ Aug 28 2006, 10:33 AM) [snapback]2173469[/snapback]

per app kay pass tu eak hi khota... mera matlab hay kay mulazim tha.. ab kal kya pakyaiN gee 1-think.gif 1-think.gif 1-think.gif


Apka sar 1-jokes.gif
khan_amer
QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 11:40 AM) [snapback]2173476[/snapback]

Apka sar 1-jokes.gif

0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif
sahera
aaj pakaye hay DUm biryani....
Shokh
QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 10:42 AM) [snapback]2173479[/snapback]

aaj pakaye hay DUm biryani....


Jaldi say apnay ghar ka pata batain 0-moped.gif

QUOTE(khan_amer @ Aug 28 2006, 10:41 AM) [snapback]2173478[/snapback]

0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif



Suna tha motorcycle per tripling mana hay, ye bhi khoob rahi aab 4 par to kisi kisam ki pabandi ayid nahi glare.gif
Abdullah
QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 11:40 AM) [snapback]2173476[/snapback]

Apka sar 1-jokes.gif

2 din eik hi dish kha kar tang nahi aa jayain gi 1-jokes.gif

QUOTE(*Kainaat* @ Aug 27 2006, 06:06 PM) [snapback]2173276[/snapback]


Hum tu aaj kaheen invited thay... Khana banaya hi nahi blush.gif

kall bataaon gee wink.gif


Kal to kabhi nahi aati 0-headbang.gif

QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 11:42 AM) [snapback]2173479[/snapback]

aaj pakaye hay DUm biryani....

Aashianay ki baat kertay ho
Dil jalanay ki baat kertay ho
Mujh ko apni khabbar nahiN yahaN
Tum DUm biryani. ki baat kertay ho 0-sosad.gif


QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 11:53 AM) [snapback]2173490[/snapback]

Jaldi say apnay ghar ka pata batain 0-moped.gif
Suna tha motorcycle per tripling mana hay, ye bhi khoob rahi aab 4 par to kisi kisam ki pabandi ayid nahi glare.gif

1-jokes.gif 1-jokes.gif Lakin yea sab to apni apni bike par akelay hain
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 11:51 AM) [snapback]2173535[/snapback]

2 din eik hi dish kha kar tang nahi aa jayain gi 1-jokes.gif
1-jokes.gif 1-jokes.gif Lakin yea sab to apni apni bike par akelay hain


Ji taang to ma bohat ah jatin ho 1-afsana.gif

Laikn hain to saab khan Amer hi 1-jokes.gif
khan_amer
yahaN per kya bataiN ho raheeN haiN 1-afsana.gif
sahera
QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 08:23 AM) [snapback]2173459[/snapback]

Aaj ham nay pakaya hay sar khootay ka 1-jokes.gif



yeh kaam toh aap roozana hi hc par karti hien........ biggrin.gif majaal hien khotay apni adatON se baaz aaye wink.gif
Shokh
QUOTE(khan_amer @ Aug 28 2006, 12:03 PM) [snapback]2173556[/snapback]

yahaN per kya bataiN ho raheeN haiN 1-afsana.gif


Raaz ki batain hain aap apnay kaam baand kar lain 1-announce1.gif

QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 12:07 PM) [snapback]2173561[/snapback]

yeh kaam toh aap roozana hi hc par karti hien........ biggrin.gif majaal hien khotay apni adatON se baaz aaye wink.gif


Ma to ji bas ronak lagati hoon blush.gif

Abdullah
QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 01:01 PM) [snapback]2173549[/snapback]

Ji taang to ma bohat ah jatin ho 1-afsana.gif

1-jokes.gif Waisay Un ka to maloom nahi, Khan ji kay sar main kiya milla aap ko

QUOTE(khan_amer @ Aug 28 2006, 01:03 PM) [snapback]2173556[/snapback]

yahaN per kya bataiN ho raheeN haiN 1-afsana.gif

Aap aagay seer akr kay, Kuch nahi ham raat kay dinner ka sooch rahy thay IPB Image
sahera
QUOTE
Khan ji kay sar main kiya milla aap ko



MARA hoya einstein

QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 10:40 AM) [snapback]2173611[/snapback]

1-jokes.gif Waisay Un ka to maloom nahi, Khan ji kay sar main kiya milla aap ko
Aap aagay seer akr kay, Kuch nahi ham raat kay dinner ka sooch rahy thay IPB Image


raat ko daal chawal bana lein..... cool.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 09:51 AM) [snapback]2173535[/snapback]


Kal to kabhi nahi aati 0-headbang.gif



Lain jee.. aa gaye hai kall

Lekin abhi tak koi patta nahi kya pakkay ga blush.gif
Abdullah
QUOTE(Shokh @ Aug 28 2006, 01:35 PM) [snapback]2173599[/snapback]

Raaz ki batain hain aap apnay kaam baand kar lain 1-announce1.gif
Ma to ji bas ronak lagati hoon blush.gif

1-jokes.gif Khoob raunak lagati hain, ham nay Fjar ko KuT partay dekhi hai aap say.
Waisy yea batayain, kiya haqeqat main aap unhain out of HC jantay hain 1-think.gif

QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 01:55 PM) [snapback]2173634[/snapback]

MARA hoya einstein
raat ko daal chawal bana lein..... cool.gif

0-22_yikes.gif Tab hi yea ratoon ko uth uth kar khirki khool kar bahir nikl jatay hain

daal chawal Good Idea
Thanks for suggestion

IPB Image

QUOTE(*Kainaat* @ Aug 28 2006, 03:43 PM) [snapback]2173732[/snapback]


Lain jee.. aa gaye hai kall

Lekin abhi tak koi patta nahi kya pakkay ga blush.gif


Kal bhi to kal hay 1-jokes.gif
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 03:21 PM) [snapback]2173759[/snapback]

1. 1-jokes.gif Khoob raunak lagati hain, ham nay Fjar ko KuT partay dekhi hai aap say.

2. Waisy yea batayain, kiya haqeqat main aap unhain out of HC jantay hain 1-think.gif


Fajr ko to ma nay 1-history.gif

This is for me to know and for you all to find out clapping3.gif

QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 03:21 PM) [snapback]2173759[/snapback]


Kal bhi to kal hay 1-jokes.gif


Kal bhi to kal tha 1-announce1.gif
*Kainaat*

Hum ne aaj channay ke daal smile.gif.... aur Goobi gosht bannaya hai sleep.gif



QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 01:21 PM) [snapback]2173759[/snapback]


Kal bhi to kal hay 1-jokes.gif


woh bhi aa jaye gee smile.gif ALLAH ne chaha tu...
Abdullah
QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 01:55 PM) [snapback]2173634[/snapback]

MARA hoya einstein
raat ko daal chawal bana lein..... cool.gif

Ji Chawal hi thay raat, Lakin Mater Pulaoo
Do Einstines ki mehant ka nateja , Shaandar Khusbo daar MaTer Pulaoo clapping3.gif With Raita, and Chutini ( miss ho gayee)

QUOTE(*Kainaat* @ Aug 28 2006, 08:30 PM) [snapback]2173806[/snapback]


Hum ne aaj channay ke daal smile.gif.... aur Goobi gosht bannaya hai sleep.gif



0-sosad.gif 0-sosad.gif 0-sosad.gif
sahera
QUOTE(Abdullah @ Aug 29 2006, 06:42 AM) [snapback]2173936[/snapback]

Ji Chawal hi thay raat, Lakin Mater Pulaoo
Do Einstines ki mehant ka nateja , Shaandar Khusbo daar MaTer Pulaoo clapping3.gif With Raita, and Chutini ( miss ho gayee)



jee jee maine sorat e haal parH lee hay ...... huzam hogaye hien? blink.gif

aaj maine palak ghost banaya hay .......aur rootiON kay time laraye hogaye woh maine nhai banaye. blink.gif mad.gif
Shokh
Dukhaan da salaan solaan di roti 0-sosad.gif
sahera
QUOTE(Shokh @ Aug 29 2006, 08:43 AM) [snapback]2174000[/snapback]

Dukhaan da salaan solaan di roti 0-sosad.gif



ohhhhh aur aap kay mulazim nay khanay diya aap ko woh?
blink.gif
Abdullah
QUOTE(sahera @ Aug 29 2006, 11:37 AM) [snapback]2173992[/snapback]

jee jee maine sorat e haal parH lee hay ...... huzam hogaye hien? blink.gif

aaj maine palak ghost banaya hay .......aur rootiON kay time laraye hogaye woh maine nhai banaye. blink.gif mad.gif

Ji Hazam to raat ko hi ho gayee tha, Banay jo itnay mazedaar thay. 1-kahani.gif

Rotioon par laraye duas.gif Kahan rehti hain aap

QUOTE(Shokh @ Aug 29 2006, 11:43 AM) [snapback]2174000[/snapback]

Dukhaan da salaan solaan di roti 0-sosad.gif

aap is salan main piyaar ka Tarka laga kar Muhabbat ki dhemi aanch, Sabr o Shukar ki Doye say hilateen to bohat maza aana tha smile.gif

QUOTE(sahera @ Aug 29 2006, 11:48 AM) [snapback]2174005[/snapback]

ohhhhh aur aap kay mulazim nay khanay diya aap ko woh?
blink.gif

aap kay 76 say koi taaluq to nahi look.gif
sahera
QUOTE
Rotioon par laraye Kahan rehti hain aap


pata nahi aap baat ko kahaN lay gaye...maine kaha kay salan maine banaya ....rotiyan jab pakanay lagi toh bahi se laraye hogaye kisi baat par.....toh maine narazgi mein rootiyan nahi pakaye aur yaha matar palao AIK SHAHKAAR ko dekhnay aagaye..... banned.gif

QUOTE
aap kay 76 say koi taaluq to nahi


ab yeh kya hay?
*Kainaat*
QUOTE(Abdullah @ Aug 29 2006, 06:42 AM) [snapback]2173936[/snapback]


0-sosad.gif 0-sosad.gif 0-sosad.gif


hehehe..
kya ho gaya Bhai... ??
Daal chahyee... ya Gobi gosht ... waisay tu ye khatum ho gaya tha happy.gif

aaj hum ne mash ke daal banayee hai yes.gif
Shokh
QUOTE(sahera @ Aug 29 2006, 10:48 AM) [snapback]2174005[/snapback]

ohhhhh aur aap kay mulazim nay khanay diya aap ko woh?
blink.gif


Mulazim to mazloom aur bezuban hay ninja.gif

QUOTE(Abdullah @ Aug 29 2006, 12:17 PM) [snapback]2174049[/snapback]

aap is salan main piyaar ka Tarka laga kar Muhabbat ki dhemi aanch, Sabr o Shukar ki Doye say hilateen to bohat maza aana tha smile.gif


Sabar shukar ki doye kahan say lain, aik hi thi aur wo ham nay gussay may mulazim par tor di
glare.gif

QUOTE(Abdullah @ Aug 29 2006, 12:17 PM) [snapback]2174049[/snapback]

aap kay 76 say koi taaluq to nahi look.gif


Mujhay lagta hay aik doye aur kharidni paray gi 1-think.gif
sahera
aaj kuch nahi pakaya......mOOD off Hay dry.gif
Abdullah
QUOTE(sahera @ Aug 29 2006, 04:54 PM) [snapback]2174260[/snapback]

pata nahi aap baat ko kahaN lay gaye...maine kaha kay salan maine banaya ....rotiyan jab pakanay lagi toh bahi se laraye hogaye kisi baat par.....toh maine narazgi mein rootiyan nahi pakaye aur yaha matar palao AIK SHAHKAAR ko dekhnay aagaye..... banned.gif

Oooh to yea baat thi 1-jokes.gif

76 wallay bohat achay hotay hain na
1-afsana.gif

QUOTE(*Kainaat* @ Aug 29 2006, 05:23 PM) [snapback]2174286[/snapback]


hehehe..
kya ho gaya Bhai... ??
Daal chahyee... ya Gobi gosht ... waisay tu ye khatum ho gaya tha happy.gif

aaj hum ne mash ke daal banayee hai yes.gif


unsure.gif Bas Ghar ka khana yaad aa raha tha. Maah di Daal IPB Image

QUOTE(Shokh @ Aug 29 2006, 05:29 PM) [snapback]2174290[/snapback]

Mulazim to mazloom aur bezuban hay ninja.gif
Sabar shukar ki doye kahan say lain, aik hi thi aur wo ham nay gussay may mulazim par tor di
glare.gif
Mujhay lagta hay aik doye aur kharidni paray gi 1-think.gif

Mulazim to aisay hi hotay hain IPB Image

Dekha na is Doye ka Kamal, jis par toori, us main aa gaya Sabar shukar duas.gif

aik doye aur IPB Image

QUOTE(sahera @ Aug 30 2006, 12:00 PM) [snapback]2174526[/snapback]

aaj kuch nahi pakaya......mOOD off Hay dry.gif

Ham nay to Raat Chicken Burger banaye thay yippie.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abdullah @ Aug 30 2006, 10:44 AM) [snapback]2174565[/snapback]


unsure.gif Bas Ghar ka khana yaad aa raha tha. Maah di Daal IPB Image



ooHoooHo... Bohat afsoos hua rolleyes.gif
sabr karain..... !!!


aaj hum ne aalo qeema banaya hai happy.gif


khan_amer
QUOTE(Abdullah @ Aug 30 2006, 01:44 PM) [snapback]2174565[/snapback]



aik doye aur IPB Image
Ham nay to Raat Chicken Burger banaye thay yippie.gif


andaza karo .. maiN ussay beef burger samajh per kha gaya ninja.gif ninja.gif
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Aug 30 2006, 12:44 PM) [snapback]2174565[/snapback]


Ham nay to Raat Chicken Burger banaye thay yippie.gif


Had hoti hay Abdullah bhai breakface1.gif Chicken to chicken hota hay oska burger kesay ban sakta hay 1-announce1.gif Aab kaan yahan say pakrain ya wahan say, hay to kaan hi na unsure.gif Chalain foran murgha banain glare.gif

QUOTE(khan_amer @ Aug 30 2006, 02:10 PM) [snapback]2174625[/snapback]

andaza karo .. maiN ussay beef burger samajh per kha gaya ninja.gif ninja.gif


Koi haal nahi rolleyes.gif Chalain aap Abdullah bhai kay kaan pakar kar konay may kharay ho jain mad.gif
sahera
aaj banaya hay achari bhindi aur keema....mazeydaar biggrin.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Aug 30 2006, 03:10 PM) [snapback]2174625[/snapback]

andaza karo .. maiN ussay beef burger samajh per kha gaya ninja.gif ninja.gif

1-think.gif Muhay lagta hay Beef hi tha, par tha Chicken kay size ka yes.gif

QUOTE(*Kainaat* @ Aug 30 2006, 02:32 PM) [snapback]2174603[/snapback]


ooHoooHo... Bohat afsoos hua rolleyes.gif
sabr karain..... !!!
aaj hum ne aalo qeema banaya hai happy.gif


0-sosad.gif 0-sosad.gif duas.gif

Aalo Ki Maa (mother) 0-22_yikes.gif To Aalo Ka bab (father) kab banayain gay tongue.gif

QUOTE(Shokh @ Aug 30 2006, 04:42 PM) [snapback]2174653[/snapback]

Had hoti hay Abdullah bhai breakface1.gif Chicken to chicken hota hay oska burger kesay ban sakta hay 1-announce1.gif Aab kaan yahan say pakrain ya wahan say, hay to kaan hi na unsure.gif Chalain foran murgha banain glare.gif
Koi haal nahi rolleyes.gif Chalain aap Abdullah bhai kay kaan pakar kar konay may kharay ho jain mad.gif


OK phir Insaan to insaan hota hay Wo Murgha kaisay ban sakta hay, yippie.gif Bhui jab Corn Oil, Corn say nikalta hay, aur Baby Oil Baby say To Chicken Burger , Chiken say kiyon nahi yes.gif

QUOTE(sahera @ Aug 31 2006, 11:43 AM) [snapback]2174881[/snapback]

aaj banaya hay achari bhindi aur keema....mazeydaar biggrin.gif

Haye Phindiyaan IPB Image
sahera
baby oil baby se nikalta hay? 0-22_yikes.gif
aur yeh 76 kya hay?

baby oil baby se nikalta hay? 0-22_yikes.gif
aur yeh 76 kya hay?
sahera
aaj banaye hien daal ghost chawal....... clapping3.gif

aur aaj musam bhi ghazab ka hay.....isliye RAs malaye bhi saath banaye hay

tez barish ho rahi hay ..... 0-love.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abdullah @ Aug 31 2006, 09:33 AM) [snapback]2174917[/snapback]


0-sosad.gif 0-sosad.gif duas.gif

Aalo Ki Maa (mother) 0-22_yikes.gif To Aalo Ka bab (father) kab banayain gay tongue.gif




hehehe...
wo bhi bana lain gay... chalain kall hum wohi banain gay..

aap Hoosla karain bass banned.gif happy.gif

sahera
AAJ banay hien aaLOO walay PARATHAY 0-headbang.gif
Abdullah
QUOTE(sahera @ Aug 31 2006, 12:40 PM) [snapback]2174925[/snapback]

baby oil baby se nikalta hay? 0-22_yikes.gif
aur yeh 76 kya hay?


To aur kis say nikalta hay, Bhui usi tarha jaisay Corn Oil corn say, smile.gif
76 1-afsana.gif aap ko nahi maloom, kisi banday kay Email Account main agr 76 ka lafz ho to kiya matlab hota hay a191.gif

QUOTE(sahera @ Sep 1 2006, 11:31 AM) [snapback]2175136[/snapback]

aaj banaye hien daal ghost chawal....... clapping3.gif

aur aaj musam bhi ghazab ka hay.....isliye RAs malaye bhi saath banaye hay

tez barish ho rahi hay ..... 0-love.gif

IPB Image 0-bouncer.gif yippie.gif Ham bhi 4rt jo Ghar ka khana khayain gay 0-headbang.gif

QUOTE(*Kainaat* @ Sep 1 2006, 09:42 PM) [snapback]2175282[/snapback]



hehehe...
wo bhi bana lain gay... chalain kall hum wohi banain gay..

aap Hoosla karain bass banned.gif happy.gif


yippie.gif Ab to Hausla hi Hausla hay pkflg_pakistanidefence.gif 0-headbang.gif Main Pakistan ja raha hoon, Ab Ghar kay Khanay khayain gay smile.gif

*hayaa*

hum nein aaj banaya hai........mmmmmmm

dekhna parey ga......abb mein nahin jaa rahi... mellow.gif

DB_4ya
abhi tak to kuch pata nahin k kya bane ga gher pe rolleyes.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abdullah @ Sep 2 2006, 10:03 AM) [snapback]2175428[/snapback]


yippie.gif Ab to Hausla hi Hausla hay pkflg_pakistanidefence.gif 0-headbang.gif Main Pakistan ja raha hoon, Ab Ghar kay Khanay khayain gay smile.gif



Mubarak ho smile.gif

ab Khushi meen ziada hi na kha lena aap 1-jokes.gif
wapis anay ke liye kisi ke help na leni paR jayee......... happy.gif

khan_amer
Hamara tu eak Einstein hi kam ho gaya hay.. iss liya anDay kha rahay haiN ( sirf fry ker kay aur boil ker kay)
*hayaa*

aaj hum nein shab-barat k liye khatam banwaya tha duas.gif

toooooo meethey chawal banaey they smile.gif
*Kainaat*


hum ne aaj mattar pallao aur kabab banain hain smile.gif
sahera
AAJ maine dopher mein pakoray banaye hien aur raat kay liye sajji banaongi. 0-headbang.gif

wasiay mera is waqt ice cream khanay ko dil karraha hay..... cool.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.