Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Aaj Kiya Pakaya?
HulChul.NET > Halla Gulla > Pakwan + Zaiqa = Best Cooking
Pages: 1, 2
F-A-L-A-K
Aaj main Pakoray bana raha hoon .............. Ah0o0
*Kainaat*
QUOTE(F-A-L-A-K @ Sep 15 2006, 12:07 PM) [snapback]2179809[/snapback]

Aaj main Pakoray bana raha hoon .............. Ah0o0

look.gif

0-22_yikes.gif 0-22_yikes.gif 0-22_yikes.gif

Naheeeeee-------

main nahi manti bored2.gif
sahera
aak waisay toh mera roza hay magar maine tinday pakaye hien aur palak ghost bhi hay..... 0-headbang.gif
*hayaa*

aaj hum nein banaya....chicken,mushroom n rice
Shokh
Aaj ham nay Sheikh Sahib aur Abdullah bhai kay liye cockroach ka soup aur makhi ka maghaz banaya hay, sath may thanda thar niolay ka khoon 1-jokes.gif
Abdullah
QUOTE(sahera @ Sep 16 2006, 11:32 AM) [snapback]2180058[/snapback]

aak waisay toh mera roza hay magar maine tinday pakaye hien aur palak ghost bhi hay..... 0-headbang.gif

Bhui Palak wali dish main mera Hissa Rakh lijiye ga aur Teenday Kahan ji ko Aalo keh kar khilanay hain Warna Un ki Teendoon say laraye hay (insani teendo say nahi) clapping3.gif

QUOTE(Shokh @ Sep 27 2006, 10:14 AM) [snapback]2183718[/snapback]

Aaj ham nay Sheikh Sahib aur Abdullah bhai kay liye cockroach ka soup aur makhi ka maghaz banaya hay, sath may thanda thar niolay ka khoon 1-jokes.gif

Bhui in ka kehna hay kay Sheikh Chilli keh liye karain, sirf Sheikh nahi 1-announce1.gif

WoW hamaray liye to Poora Dawat ka intzaam kiya hay,Aap hamari daawat par aayain gi to ham bhi aap ko Apni pasand ki cheezain khilayain pilayain gay, is baar aap host hain to aap ki pasand hi ko tarjea di jaye gi yes.gif

khan_amer

aur woh Chipkali key biryani kiya howi...

waisay app yeh sab bana ker in ka taste check karaiN aur phir hamay khanay ko offer karaiN..

aur aa'inda Sheikh kaha na tu khoon key nadiyaaN beh jayaiN gee..waisay Abdullah bhai ko khoon key kami key shikayat hay dry.gif dry.gif

QUOTE(Abdullah @ Sep 27 2006, 10:58 AM) [snapback]2183740[/snapback]

1) Bhui Palak wali dish main mera Hissa Rakh lijiye ga aur Teenday Kahan ji ko Aalo keh kar khilanay hain Warna Un ki Teendoon say laraye hay (insani teendo say nahi) clapping3.gif
2)Bhui in ka kehna hay kay Sheikh Chilli keh liye karain, sirf Sheikh nahi 1-announce1.gif

3) WoW hamaray liye to Poora Dawat ka intzaam kiya hay,Aap hamari daawat par aayain gi to ham bhi aap ko Apni pasand ki cheezain khilayain pilayain gay, is baar aap host hain to aap ki pasand hi ko tarjea di jaye gi yes.gif

1) Palak aur TeenDay tu Doctor nay mana kiya howay haiN.. so App mera hisa bhi kha lee jiye ga.. aur haaN jee sari raaz key bataiN yahaan per bata daiN.. maiN bhi bata'ooN kay Chini walay PakoRay kaisay bantay haiN 1-afsana.gif 1-afsana.gif

2) unsure.gif unsure.gif unsure.gif

3) HaaN jee ham inhay ajeeb ajeeb dishes khilayaiN gay.. jaisay achanak PakoRay, ChikaR-numa CHolay, Halwa Chawal ( jis maiN aalo ya maTar kay saath Haldi bhi Dali jatee hay) aur aisay hi zabardast kisam kay khanay... wub.gif tongue.gif
Shokh
QUOTE(Abdullah @ Sep 27 2006, 09:58 AM) [snapback]2183740[/snapback]

Bhui in ka kehna hay kay Sheikh Chilli keh liye karain, sirf Sheikh nahi 1-announce1.gif

WoW hamaray liye to Poora Dawat ka intzaam kiya hay,Aap hamari daawat par aayain gi to ham bhi aap ko Apni pasand ki cheezain khilayain pilayain gay, is baar aap host hain to aap ki pasand hi ko tarjea di jaye gi yes.gif

Inkay kahnay ma na aya karain aap wink.gif

a191.gif

QUOTE(khan_amer @ Sep 27 2006, 11:18 AM) [snapback]2183786[/snapback]

aur woh Chipkali key biryani kiya howi...

waisay app yeh sab bana ker in ka taste check karaiN aur phir hamay khanay ko offer karaiN..
aur aa'inda Sheikh kaha na tu khoon key nadiyaaN beh jayaiN gee..waisay Abdullah bhai ko khoon key kami key shikayat hay dry.gif dry.gif

HaaN jee ham inhay ajeeb ajeeb dishes khilayaiN gay.. jaisay achanak PakoRay, ChikaR-numa CHolay, Halwa Chawal ( jis maiN aalo ya maTar kay saath Haldi bhi Dali jatee hay) aur aisay hi zabardast kisam kay khanay... wub.gif tongue.gif

Aray befikar rahiye ham nay chipli ki chapalain chora kar chipkali kay chapal kabab bana diye hain a191.gif Aap ki khatir may koi kasar nahi choorain gay ye to abhi main dishes ka zikar tha 1-jokes.gif

Ji nahi is say mera rooza makroo ho jai ga 0-baby.gif

Nahi halwa chawal nahi aap hamaray liye doodh wali sawian pakaiye ga piaz ka tarka laga kar wub.gif
khan_amer
QUOTE(Shokh @ Sep 27 2006, 12:34 PM) [snapback]2183794[/snapback]

Inkay kahnay ma na aya karain aap wink.gif

a191.gif
Aray befikar rahiye ham nay chipli ki chapalain chora kar chipkali kay chapal kabab bana diye hain a191.gif Aap ki khatir may koi kasar nahi choorain gay ye to abhi main dishes ka zikar tha 1-jokes.gif

Ji nahi is say mera rooza makroo ho jai ga 0-baby.gif
Nahi halwa chawal nahi aap hamaray liye doodh wali sawian pakaiye ga piaz ka tarka laga kar wub.gif

mera bhi koy standard hay.. atleast chori key chaplaiN tu maiN nahi khata.. cool.gif
Abdullah
QUOTE(khan_amer @ Sep 27 2006, 12:18 PM) [snapback]2183786[/snapback]

1) Palak aur TeenDay tu Doctor nay mana kiya howay haiN.. so App mera hisa bhi kha lee jiye ga.. aur haaN jee sari raaz key bataiN yahaan per bata daiN.. maiN bhi bata'ooN kay Chini walay PakoRay kaisay bantay haiN 1-afsana.gif 1-afsana.gif

2) unsure.gif unsure.gif unsure.gif

3) HaaN jee ham inhay ajeeb ajeeb dishes khilayaiN gay.. jaisay achanak PakoRay, ChikaR-numa CHolay, Halwa Chawal ( jis maiN aalo ya maTar kay saath Haldi bhi Dali jatee hay) aur aisay hi zabardast kisam kay khanay... wub.gif tongue.gif

1- Doctor nay to Andoon say bhi mana kiya hay. Cheeni wallay pakoray 0-22_yikes.gif
0-moped.gif
2- Theek kaha na, Sirf Sheikh nahi Sheikh Chilli 1-kahani.gif
3- Bhui ham to neek niyati say banatay hain, ab wo Achanak kuch ka kuch ban jaye to ham kiya karain jump.gif

QUOTE(Shokh @ Sep 27 2006, 12:34 PM) [snapback]2183794[/snapback]

1-Inkay kahnay ma na aya karain aap wink.gif

2-Ji nahi is say mera rooza makroo ho jai ga 0-baby.gif
Nahi halwa chawal nahi aap hamaray liye doodh wali sawian pakaiye ga piaz ka tarka laga kar wub.gif

1- kiya Yea Masoom zehnon ko ghalat raah pay daal detay hain unsure.gif
2- Makroh kiya Toot hi jaye ga, Wah Hamaray liye Cockroach, Niyolay , apnay liye doodh wali sawian pakaiye - piaz ka tarka jump.gif Piaz na milay to Shalgham ka Tarka laga lain B laga kay tongue.gif

Yea kaisi Batain ho rahi hain look.gif
sahera
aaj aftari mein banongi.....barmi rolls , baisan walay aalo aur fruit chat. 1-kahani.gif

sahera
AAJ bananay hien DAHI phULKIYAN
keemay kay kabab
PAKORAY
Abdullah
QUOTE(sahera @ Sep 30 2006, 11:55 AM) [snapback]2184993[/snapback]

AAJ bananay hien DAHI phULKIYAN
keemay kay kabab
PAKORAY

1-afsana.gif Ham kiya banatay hain agr maloom ho jaye to aap heran pareshaan ho jayain cool.gif
sahera
QUOTE(Abdullah @ Sep 30 2006, 10:18 AM) [snapback]2185050[/snapback]

1-afsana.gif Ham kiya banatay hain agr maloom ho jaye to aap heran pareshaan ho jayain cool.gif

haan mein wakeye hairan pareshan hon .......yeh post opper se parhi hay thori se maine ...pata nahi aap masoom earthworms , leeches aur maindakON ko kio bhool jatay hien.......

BTW KYA BANATAY HIEN? smile.gif
sahera
aaj abhi tak toh maine ras malaye aur keema kabooli(biryani) banaye hay 1-kahani.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.