QUOTE(khan_amer @ Aug 30 2006, 03:10 PM) [snapback]2174625[/snapback]
andaza karo .. maiN ussay beef burger samajh per kha gaya


Muhay lagta hay Beef hi tha, par tha Chicken kay size ka

QUOTE(*Kainaat* @ Aug 30 2006, 02:32 PM) [snapback]2174603[/snapback]
ooHoooHo... Bohat afsoos hua
sabr karain..... !!!
aaj hum ne aalo qeema banaya hai
Aalo Ki Maa (mother)

To Aalo Ka bab (father) kab banayain gay

QUOTE(Shokh @ Aug 30 2006, 04:42 PM) [snapback]2174653[/snapback]
Had hoti hay Abdullah bhai

Chicken to chicken hota hay oska burger kesay ban sakta hay

Aab kaan yahan say pakrain ya wahan say, hay to kaan hi na

Chalain foran murgha banain

Koi haal nahi

Chalain aap Abdullah bhai kay kaan pakar kar konay may kharay ho jain

OK phir Insaan to insaan hota hay Wo Murgha kaisay ban sakta hay,

Bhui jab Corn Oil, Corn say nikalta hay, aur Baby Oil Baby say To Chicken Burger , Chiken say kiyon nahi

QUOTE(sahera @ Aug 31 2006, 11:43 AM) [snapback]2174881[/snapback]
aaj banaya hay achari bhindi aur keema....mazeydaar

Haye Phindiyaan