QUOTE(Doshezah @ Aug 27 2006, 02:07 PM) [snapback]2173165[/snapback]
na sirf baray balkay qabil-e-aitraaz bhi hain
eak namoona mulahiza ho, yahaan kay eak mod member hain Khan_Amer, un kay signature main likha shair parhain pata nahi mosoof kya kehna chah rahay hain aur kisay kehna chah rahay hain...
bhai agr ishq main maar pari hi hay tu hamay tu na batao

QUOTE
Laikn yea to batayain yea ghalati hoye kis say hay, yani post yahan kis nay move ki hay. Jis nay bi ki hay kam az kam ussay apni ghalati admit to karni chahiye na bhui
do Gms aye yahaan per kisi eak nay tu key hay