QUOTE(ilus83 @ Aug 27 2006, 05:24 AM) [snapback]2173266[/snapback]
aur ajj mujhe fakhar hai.....mera HC pay anay ka maksad pura ho gayaaa....
loog jan'nay lag gayee mujhee
aur PM se chipakna itna bhi asaan nahi...is kay liyee bhi baht anthak mehnat karni parti hai.......

kia kia nahi kiaaa mai ne hehehehe
waisay apas ke baat hai..... jab mai aya thaa us time PM pe pabandi hi nahi thi not even for new members.....hehehe
lekin mujhe afsoos kay sath kehna par raha hai u have to work hard for that

to aap ka HC par aanay ka maqsad sirf sohrat hasil kana hay,

kitna acha hota kay aap apnay Attitude say mutasir kartay logon ko.
board par online jo baat hoti hay wo record ho jati hay, mods usay watch kartay hain. PM par sirf wo baat ho sakti hay jo sab ko maloom na honi chahie. PM kay isi misuse say new user kay liye restriction lagi hogi. Is tarha kay user har board par hotay hain jo posts say ziada PM par access kartay hain
QUOTE(seemaf @ Aug 27 2006, 04:20 AM) [snapback]2173253[/snapback]
Good research work
Aap kay reply kay foran baad hi yea sahab bhi PM chor kar yahan aa gaye hain, kahenn aap nay mukhbari to nahi ki

QUOTE(ilus83 @ Aug 27 2006, 05:44 AM) [snapback]2173267[/snapback]
yaar itna hi asaan hota MOD ban'na to mai to kab ka MOD ban chuka hota from 2002 to 2005 tak sirf PMs hi kiyee mai nay.....aprrox koi more than 4000 kiyee hon gay...

lagta hay aap kay in hi PM ki waja say aap ko MOD banaya gaya hay, balkay bananay par socha ja raha hay
in 4000 PMs ki waja bhi aap kay
Most Active Status main nazar aa rahi hay

QUOTE(aaireyaaireykhushi @ Aug 27 2006, 12:05 PM) [snapback]2173374[/snapback]
janab Pm karne ke leye bhi confidence ki zarorat hoti hai
aap darpok hein toh keya karsakte hain
PM to chup kar kiya jata hay –
Confidence ki zarotat to baat ko sab kay samnay kehnay main parti hay
To batayain Chup kar kaam kanay walla Darpok hay ya samnay karnay walla
QUOTE(aaireyaaireykhushi @ Aug 27 2006, 12:32 PM) [snapback]2173380[/snapback]
toh tum enable karwa do nah osko buht shoq lagta hai Pm ka
Kabhi to in ko short cut kay baghair, proper channel koi kaam karnay dain