Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Khumas
HulChul.NET > Halla Gulla > Pakwan + Zaiqa = Best Cooking
sahera
yeh shayd safeed chanoo ka banta hay......plz koi iski receipe bata dey. middle east mein toh bahoot khaya jata hay yeh.....

khalish bahi aap ko toh pata hona hay?
Abdullah
0-bouncer.gif Ham nay aaj lunch isi ka kiya tha 1-afsana.gif
Humas kay ooper zaitoon ka oil aur saath sirkay wali salad , labnani roti

lakin is ko bananay ka tareeqa yahan kay puranay banday hi bata saktay hain
sahera
QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 10:28 AM) [snapback]2173591[/snapback]

0-bouncer.gif Ham nay aaj lunch isi ka kiya tha 1-afsana.gif
Humas kay ooper zaitoon ka oil aur saath sirkay wali salad , labnani roti

lakin is ko bananay ka tareeqa yahan kay puranay banday hi bata saktay hain


haanjee bilkul wohi hay.......jab kabhi mien khati thi yeh toh TikOn kay saath milta tha.....aur salad mein hari mirch zaroor hoti thi.....aik baar sallam kha lee hari mirch tab se ab tak adat paR gaye hoye hien hari mirchein khanay ki
Abdullah
QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 01:32 PM) [snapback]2173598[/snapback]

haanjee bilkul wohi hay.......jab kabhi mien khati thi yeh toh TikOn kay saath milta tha.....aur salad mein hari mirch zaroor hoti thi.....aik baar sallam kha lee hari mirch tab se ab tak adat paR gaye hoye hien hari mirchein khanay ki

Ji ji Hari mich bhi thi, par wo kisi aur nay kha li jo bohat boltay hain. aap ko maloom hay na hari mich khanay say zabaan teez hoti hay 1-jokes.gif

Ohh to aap ko bhi hari mich pasand hay unsure.gif
sahera
QUOTE(Abdullah @ Aug 28 2006, 10:45 AM) [snapback]2173624[/snapback]

Ji ji Hari mich bhi thi, par wo kisi aur nay kha li jo bohat boltay hain. aap ko maloom hay na hari mich khanay say zabaan teez hoti hay 1-jokes.gif

Ohh to aap ko bhi hari mich pasand hay unsure.gif



jee aur khanay mein namak tez nahi honi chahiye... 0-headbang.gif
hari mirch koi aur khata hay magar jab bhabhi wapis aaye gi toh aap ko bhi badala hoya paye gi....hairat raat kanO mein roye thons kar guzarti hogi?
*Kainaat*

Interesting...

agar receipe mill gaye tu main bi try karoon ge happy.gif
Abdullah
QUOTE(sahera @ Aug 28 2006, 02:04 PM) [snapback]2173648[/snapback]

jee aur khanay mein namak tez nahi honi chahiye... 0-headbang.gif

Namk teez nahi hamain to Mirchain teez pasand hain wo bhi Surkh yippie.gif
F-A-L-A-K
yeh Khumas main ne khaya tha 3/4 din pehlay lekin pata kiya muje itna maza nahi aya tha waise sab ne tareef tu bohut ki thi lekin Ah0o0

shayed mara TASTE Budds theek na hoon us waqt ;) ya pher wo kehte hain na ka Bander kiya janay Adrak ka sawad wala mamla ho maray saath
smile.gif 1-jokes.gif
sahera
QUOTE(F-A-L-A-K @ Aug 30 2006, 05:15 AM) [snapback]2174426[/snapback]

yeh Khumas main ne khaya tha 3/4 din pehlay lekin pata kiya muje itna maza nahi aya tha waise sab ne tareef tu bohut ki thi lekin Ah0o0

shayed mara TASTE Budds theek na hoon us waqt ;) ya pher wo kehte hain na ka Bander kiya janay Adrak ka sawad wala mamla ho maray saath
smile.gif 1-jokes.gif




yakeenan muhawaray wali baat hi honi hay biggrin.gif warna khumas bahoot mazeydaar hota hay.....
0-baby.gif
F-A-L-A-K
QUOTE(sahera @ Aug 31 2006, 09:47 AM) [snapback]2174930[/snapback]

yakeenan muhawaray wali baat hi honi hay biggrin.gif warna khumas bahoot mazeydaar hota hay.....
0-baby.gif


hmmmmmmmmmm haan jee aisa hi ho ga .......... Ah0o0

waise main ne aaj dopher main pher khaya hai lekin ab bhi maza nahi aya it means ke muje Khumas pasand nahi hai .................... nana.gif
sahera
QUOTE(F-A-L-A-K @ Aug 31 2006, 11:44 AM) [snapback]2174974[/snapback]


hmmmmmmmmmm haan jee aisa hi ho ga .......... Ah0o0

waise main ne aaj dopher main pher khaya hai lekin ab bhi maza nahi aya it means ke muje Khumas pasand nahi hai .................... nana.gif




is ka yeh matalab hurgiz nahi ho sakta kay aap ko khumas pasand na ho balkay yeh bhi hosakta hay kay khumas ko aap pasand na HOn.......kehta hoga adrak ka sawad toh jantay nahi yeh bander aur mujhe chaknay chala hay 0-baby.gif
*hayaa*

yeh yahan sab log dishes k naam insano waley kiun batatey hein

abb yeh khumas to aik uncle ka naam.... 1-movies.gif
DB_4ya
suna he shayed khaya bhi hoga per yaad nahin
sahera
its the proper word hummus

Ingredients

2 cups chick peas (garbonzo beans)
1/4 cup water
1/4 cup fresh lemon juice
4 cloves garlic, sliced
3 tablespoons tahini(2 tbsp sesame seed make to paste in 2 tbsp olive oil , season with vinegar , salt and garlic).
3 tablespoons olive oil
2 tablespoons chopped fresh parsley


parsley na bhi dalaay toh its fine..... smile.gif

QUOTE(hayaa_daood @ Sep 2 2006, 09:38 PM) [snapback]2175554[/snapback]


yeh yahan sab log dishes k naam insano waley kiun batatey hein

abb yeh khumas to aik uncle ka naam.... 1-movies.gif




acha aap kay uncle kay naam ka matalab kya hay phir? cool.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.