QUOTE(sahera @ Aug 29 2006, 04:41 PM) [snapback]2174302[/snapback]
aap ko kaisay pata?

Mujhay nahi pata hoga to kia apko pata hoga
QUOTE(Fajr @ Aug 30 2006, 07:28 AM) [snapback]2174429[/snapback]
1. Fajr kio subah sawairay jhoot bol rahay ho, tum say aik machar to mara nahi jata virus ka naam tumhain kis nay sikha dia
2. Hamain etiraaz inkay munh par nahi inki amad par hay, bewakoof
3. Kahti hoon sach, kay jhoot ki adat nahi mujhay

QUOTE(Abdullah @ Aug 30 2006, 08:01 AM) [snapback]2174439[/snapback]

Yea Bacha hain.

In ko chup karwanay kay liye majboran mujhay Eik Neend ka injection laga para in ko.
yea dekhain is Bachay ki harkatain. Kamla Jatt ko kaisay tang kar raha hay

Ab bohat behtar hay, yea dekhain HC ki janib chala aa raha hay

Mujhay images nazar nahi ah rahay

QUOTE(Fajr @ Aug 30 2006, 08:03 AM) [snapback]2174441[/snapback]
nahi nahi meray sir per baal hein aur buhat zyada hein

To kia utaroon sandel

QUOTE(khan_amer @ Aug 30 2006, 09:03 AM) [snapback]2174467[/snapback]
kya yeh sahib bhi mochi kay pass say ho ker ayaiN haiN

Aap mochi ka peecha choor kio nahi detay
Hamari zindagi may nit nai dramay hotay rehtay hain, kist kahan ki kahan pohanch gai magar apki casette moochi par hi atkhi hoi hay