mainne yaha sabko ek buht imp baat batane ke leye bulaya hai
toh sab khamoshi se suno
or koi shor waghera nahe machana
desi rani ke sath jo bhi huwa
jaisa bhi bhi huwa
ab toh hogaya
osne jo keya hai woh
koi bhi karsakta hai
but osne toh keya nah
toh phir suno osne keya kia hai
batati hon nah sabr karein sab
thats the bit secret
par share karti hon
ab bata rahi hon suein ghor se
kher itna bara secret bhi nahe hai
toh jee meri pyari friend ne apna 18,000 post bana leya hein
Vaddi mubarko dear keep it up
chalo sab jaldi jaldi achi achi wishes do
and congrats her on her big big success