dua kuray idhur ko owner na ho kisi parlour ki.. naih to ap lug patta jann ha
wasy baat ap hi ha to theek... ptta naih kidr janna tha aur kidr koja rehay ha sab loog..
~Saraj~
Aug 30 2006, 07:12 PM
Kiss ko kidher jana hey pls mughey koi na batey
*Kainaat*
Aug 30 2006, 08:45 PM
QUOTE(~Saraj~ @ Aug 30 2006, 02:11 PM) [snapback]2174665[/snapback]
Kiss ko kidher jana hey pls mughey koi na batey
Theek hai.. aap ko nahi batain gay.. Lekin jo Loog ja rahay hain.. unko phiir kon rookay ga
Abu Adnan
Aug 31 2006, 08:24 AM
QUOTE(sahera @ Aug 30 2006, 02:03 PM) [snapback]2174529[/snapback]
Tooba kARey bahi
maiN kiyouN taubah karouN ... nah yeh mera business hai nah maiN wahaaN jataa houNaur nah kissi ko jaanay deta houN.
QUOTE(NaJ @ Aug 30 2006, 02:12 PM) [snapback]2174535[/snapback]
dua kuray idhur ko owner na ho kisi parlour ki.. naih to ap lug patta jann ha
wasy baat ap hi ha to theek... ptta naih kidr janna tha aur kidr koja rehay ha sab loog..
Allah karay idhar koi parlour owner ho aur woh saamnay bhi aajaye BB per discuss karnay ko ... lag pata jana hai, ossay bhi aur sab ko bhi....
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 30 2006, 08:44 PM) [snapback]2174677[/snapback]
Theek hai.. aap ko nahi batain gay.. Lekin jo Loog ja rahay hain.. unko phiir kon rookay ga
jaanay walouN ko kaun rok sakta hai .... albatta naik o budd batlana hum sab ka farz hai....
QUOTE(~Saraj~ @ Aug 30 2006, 07:11 PM) [snapback]2174665[/snapback]
Kiss ko kidher jana hey pls mughey koi na batey
apnay iss bayaan par qaaim rahiyyega ... baad az shadi bhi
*DhanaK*
Aug 31 2006, 11:00 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 31 2006, 03:23 AM) [snapback]2174740[/snapback]
maiN kiyouN taubah karouN ... nah yeh mera business hai nah maiN wahaaN jataa houNaur nah kissi ko jaanay deta houN.
Allah karay idhar koi parlour owner ho aur woh saamnay bhi aajaye BB per discuss karnay ko ... lag pata jana hai, ossay bhi aur sab ko bhi.... jaanay walouN ko kaun rok sakta hai .... albatta naik o budd batlana hum sab ka farz hai.... apnay iss bayaan par qaaim rahiyyega ... baad az shadi bhi
AbuAdnan bhai yeh "lag pata jana hai" to hc par hi suna,outside hc to umuman "pata lag jata hai"
yeh updise down ka case lagta hai plz clarify
Abu Adnan
Sep 1 2006, 11:20 AM
QUOTE(shafaq @ Aug 31 2006, 11:00 PM) [snapback]2175079[/snapback]
AbuAdnan bhai yeh "lag pata jana hai" to hc par hi suna,outside hc to umuman "pata lag jata hai"
yeh updise down ka case lagta hai plz clarify
ghaleban yeh punjabi version hai iss urdu fiqray ka... woh kahtay haiN naa k 'lag pata vaisee'
NaJ
Sep 1 2006, 01:19 PM
QUOTE(~Saraj~ @ Aug 30 2006, 07:11 PM) [snapback]2174665[/snapback]
Kiss ko kidher jana hey pls mughey koi na batey
kisi kiay pass itna time naih kiay wo phaly ap ko batiye ga phr jaiye ga
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 31 2006, 08:23 AM) [snapback]2174740[/snapback]
[color=#3333FF]Allah karay idhar koi parlour owner ho aur woh saamnay bhi aajaye BB per discuss karnay ko ... lag pata jana hai, ossay bhi aur sab ko bhi....
yani full attackng position mein hai app
*Kainaat*
Sep 1 2006, 01:47 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 31 2006, 03:23 AM) [snapback]2174740[/snapback]
jaanay walouN ko kaun rok sakta hai .... albatta naik o budd batlana hum sab ka farz hai....
aap apnay Farz ko pehchantay hain
DB_4ya
Sep 3 2006, 11:24 AM
very correct
kya tanziyaah post ki he aapne Adnan Bhai
Bohut khoob..
aur 1 aur baat to aapne batai nahin k jo seekhne aatin he inko yeh kehker k"tumhari bhi practice hojaye gee"kaam per lagadetin hein or pese to kher apne pas hi rakheingee
kya tanziyaah post ki he aapne Adnan Bhai Bohut khoob..
aur 1 aur baat to aapne batai nahin k jo seekhne aatin he inko yeh kehker k"tumhari bhi practice hojaye gee"kaam per lagadetin hein or pese to kher apne pas hi rakheingee
Waise...Parlour ka naam "PARISTAN" kyun rakha
kiyouN kay yahaaN say tayyar hokar nikalnay wali har khatoon mislay PAREE nazar aati hai, taawaqtekay k mouNh nah dholay.....