Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Abhi Tu Main Jawan Hoon !
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip
Pages: 1, 2
*Kainaat*

Lakh Keh Lain, Abi tu main Jawan hoon.... biggrin.gif
Lekin Umar tu khatta khatt BhaRti jatti hai......................

Aur Females hi iss mamlay meen ziada Conscious hoti hain..
Females ko Thora Bohat Gum Lag jatta hai yes.gif

No doubt,
Make up kerne se umar per kafi control kya ja sakta hai...!! biggrin.gif
iss ke ilawa aap koi aisay ideas ya TiPs batain jiss se khawateen hamesha jawan Rahain----
Umar BhaRnay se mentally koi assar na ho----

Kya "Factors" ho saktay hain 0-questionmark.gif

Kya "way of Life" adopt kya Jaye 0-questionmark.gif

"Thinking" ko kaisay positive kya jaye 0-questionmark.gif

Abu Adnan
1. jaisay aik beemar jism, zehan ko bhi beemaar kardeta hai... issi tarah aik 'beemaar zehan' bhi jism par manfi astaar choRta hai. lehaza zehan ko manfi khayaalaat o jazbaat say door rakhaiN. hamesha achchee achchee bataiN sochaiN.

2. Ghaza ka khaas khayaal rakhaiN, aik motawazan aur ghair moraghan ghaza with some physical exercise, insaani body ko arsay tak 'jawaab' rakhti hai.

3. regular body cleaning, proper neend, bhook lagnay par bhook say kuch kam khanaa jabkay zeyadah sadah paani peena insaan ko sehat mand rakhta hai.

4. apnay routine kaamouN, jaisay study, house hold works, daftari / karobari masroofiyaat maiN taghayyur o tabdeeli ki gharz say break zaroor laiN. jiss k dauraan routine say haTkar man pasand dilchaspi k kaam karaiN...... jaisay daftari kaam yaa gharelu kaam k beech news papers /magz /TV dekhna ... week ends par outing karna etc etc,

5. aap ka jiss mazhab o deen par bhi believe hai, oskay code of life / ebadaat ko follow karna.... jab hum apnay apnay believe /imaan k against koi kaam kartay haiN to yeh hamaray zehan ko ghair mahsoos tareeqay par ghair motmain karta hai. jiskay asraat body par bhi paRtay haiN.

6. tv k pur.tashaddud / sazishouN walay dramay / movies dekhnay ki bajaye light halkay phulkay mazahia dramay dekhaiN... hasnay bolnay ki adat DalaiN aur ronay dhonay ki adat say parhaiz karaiN. albatta ronay k mawaqay pay bila zaroorat zabt karkay khud ko ronay say nah rokaiN....... aansoo bahanay say bhi gham ghalt hota hai......... aur bila zaroorat ronay dhonay wali kafiyat maiN rahnay say zehan paragandah hota hai.

7. khawateen shokh colors/design k dresses use karaiN. aur light make up zaroor karaiN, khaah ghar say bahar nah bhi jana ho.... yeh concept ghalat hai k make up sirf bahar jatay waqt aur doosrouN k liyeh kia jaye... make up apnay liyeh bhi karna seekhaiN.

8. apnay darmayan ghair maujood logouN ko achchay hawaloun say yaad karaiN... gheebat nah sirf mazhabi etbaar say ghalat hai balkay insaani zehan o jism k liyeh hi nuqsaan dah hai.

9. apnay qad aur wazan ki regular monitoring karaiN aur apnay dr. k mashwaray say wazan ko within limit control karaiN.

10. din maiN aikmartabah ghusal aur 5 maratabah wadoo k baray fawaid haiN. agar aap kissi wajah say namaaz nah bhi paRhsaktay houN to phir bhi koshish karaiN k waqt par wadoo zaroor karaiN. yeh aap ko fresh rakhnay maiN madad dega.

11. doosrouN k kaam aanay ka jazbah paida karaiN. waqt farigh milta ho to net k elawah physical movement walay mashghalay jaisay gardening, swimming, indoor / out door sports etc ko apnayaiN. sports ko tv par dekhnay say behtar hai k khud koi sports khelaiN.

12. HC par sanjeedah topics maiN participate karaiN. achchee knowledge bhi aap ko sada jawaan rakhnay maiNmadad gaar sabit hoti hai. biggrin.gif
aaireykhushi
look.gif 0-22_yikes.gif 0-16_angry.gif 0-shhh.gif [/b]
*Kainaat*
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 31 2006, 12:42 PM) [snapback]2174989[/snapback]

Thankyou so much Bhai...
its too much rolleyes.gif - smile.gif

Lekin ye post abhi close nahi ho ge
females ke opinions bhi chahyee...!!

waisay shafaq jee smile.gif ke kami mehsoos ho rahi hai yahan blush.gif

[/color]

cute_kanwal
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 31 2006, 05:42 PM) [snapback]2174989[/snapback]

0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif

itney saarey mashwarey................. ohmy.gif
Abu Adnan
QUOTE(cute_kanwal @ Sep 1 2006, 02:09 PM) [snapback]2175153[/snapback]

0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif

itney saarey mashwarey................. ohmy.gif

ab sada jawaan rahna koi asaan kaam hai kiaaaaaaaaaaaaaaa biggrin.gif
cute_kanwal
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 1 2006, 02:12 PM) [snapback]2175154[/snapback]

ab sada jawaan rahna koi asaan kaam hai kiaaaaaaaaaaaaaaa biggrin.gif

realy bohat bohat mushkil kaam hai ye to......... laugh.gif

aap key paas itney mashwarey aaye kahan sey 1-think.gif 1-think.gif

kahan sey dhoondey hain........... nana.gif
*Kainaat*
QUOTE(cute_kanwal @ Sep 1 2006, 09:09 AM) [snapback]2175153[/snapback]

0-moped.gif 0-moped.gif 0-moped.gif

itney saarey mashwarey................. ohmy.gif

A A Bhai.. aap ko Ban ker dena chahyee biggrin.gif breakface1.gif females ko kuch kehnay ka mooqa nahi detay aur doosra itnay ziada mashwaray de detay hain .. humko darra detay hain mellow.gif
Abu Adnan
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 1 2006, 02:36 PM) [snapback]2175170[/snapback]

A A Bhai.. aap ko Ban ker dena chahyee biggrin.gif breakface1.gif females ko kuch kehnay ka mooqa nahi detay aur doosra itnay ziada mashwaray de detay hain .. humko darra detay hain mellow.gif

fikar not ... ramadan aarahaa hai ... shayad ban kar dia jayouN.... biggrin.gif
*Kainaat*
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 1 2006, 10:18 AM) [snapback]2175188[/snapback]

fikar not ... ramadan aarahaa hai ... shayad ban kar dia jayouN.... biggrin.gif

Hayee mera ye matlab nahi tha.. ALLAH NA KARAY bhai aap-- mellow.gif

bass ye hai ke aap thoRi deir se aya karain happy.gif
aaireykhushi
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 1 2006, 03:18 PM) [snapback]2175188[/snapback]

fikar not ... ramadan aarahaa hai ... shayad ban kar dia jayouN.... biggrin.gif

laugh.gif laugh.gif laugh.gif
seemaf
Assalam-o-Alaikum!!

wrong .... Mujhey to koi gham nahi is ka 0-baby.gif ..... Yeh to Qudrati amal hai jis ko koi rok nahi sakta smile.gif

QUOTE
Make up kerne se umar per kafi control kya ja sakta hai...!!

Make up se control nahi bas agar dhang se kiya jaye to ap ki personality ko achha look deta hai .. warna SAAF nazar ata hai ke KUCH chupana maqsood hai biggrin.gif

Sab se achhi TIP hai ke Khush rahian ... aur tension ko pass na aney dain ... Baqi Abu Adnan ke mashwaron ke agey kiya gunjaish rehti hai ab yes.gif
muskan_kaun
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 1 2006, 01:52 PM) [snapback]2175148[/snapback]

waisay shafaq jee smile.gif ke kami mehsoos ho rahi hai yahan blush.gif

akhir Shafaq jee ko hi yaad kyun kya jaraha hai? blink.gif app kahna kya chah rahi hoo.. 0-baby.gif
*Kainaat*
QUOTE(muskan_kaun @ Sep 4 2006, 06:05 PM) [snapback]2176081[/snapback]

akhir Shafaq jee ko hi yaad kyun kya jaraha hai? blink.gif app kahna kya chah rahi hoo.. 0-baby.gif

aap hamari Larayee kerwane ke koshish na karain happy.gif

QUOTE(aaireyaaireykhushi @ Sep 1 2006, 02:09 PM) [snapback]2175240[/snapback]

laugh.gif laugh.gif laugh.gif

Kuch bolo bhaeeeeeeee
hamzaad
Namaz padhein, Yoga karein, Zehan ko har haal miein pursukoon rakhnay ki koshish karein , kum khaein , kum soyein, aur kum bolien ....Inshallah budhapa nzadeek nahi aa.a ga

or iskay ilawa doosra solution yeh hay k ....

khoob cigrette peeein....kabhi budhapa nahi aa.a ga.....jawani mien hi mulk-e-adam sudhar jaiengay 1-think.gif
*DhanaK*
salaams kainat smile.gif

sab ke acche points hain
fik rto main bahot karti hoon har chhoti choti baat par

budhapa ko door rakhne ke liye,i guess dress up nicely,do a little makeup.use moisturising cream, drink a lot of water,smile a lot,laugh a lot,be in contact with people whom you like,talk to them,aur hc par jo section mujhhe instant boorha kar hi deta hai woh Islam section aur "you are still young" ka muzdah sunata hai ftm aakhri sec hai jisko parhke hc close karti hoon.
tenha_saima
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 31 2006, 10:34 AM) [snapback]2174957[/snapback]

Lakh Keh Lain, Abi tu main Jawan hoon.... biggrin.gif
Lekin Umar tu khatta khatt BhaRti jatti hai......................

Aur Females hi iss mamlay meen ziada Conscious hoti hain..
Females ko Thora Bohat Gum Lag jatta hai yes.gif

No doubt,
Make up kerne se umar per kafi control kya ja sakta hai...!! biggrin.gif
iss ke ilawa aap koi aisay ideas ya TiPs batain jiss se khawateen hamesha jawan Rahain----
Umar BhaRnay se mentally koi assar na ho----

Kya "Factors" ho saktay hain 0-questionmark.gif

Kya "way of Life" adopt kya Jaye 0-questionmark.gif

"Thinking" ko kaisay positive kya jaye 0-questionmark.gif

young rehne k liye birthday 5 saal mein aik baar celebrate karein.......!!!!
*Kainaat*
QUOTE(seemaf @ Sep 2 2006, 01:44 PM) [snapback]2175476[/snapback]

Assalam-o-Alaikum!!

wrong .... Mujhey to koi gham nahi is ka 0-baby.gif ..... Yeh to Qudrati amal hai jis ko koi rok nahi sakta smile.gif
Make up se control nahi bas agar dhang se kiya jaye to ap ki personality ko achha look deta hai .. warna SAAF nazar ata hai ke KUCH chupana maqsood hai biggrin.gif

Sab se achhi TIP hai ke Khush rahian ... aur tension ko pass na aney dain ... Baqi Abu Adnan ke mashwaron ke agey kiya gunjaish rehti hai ab yes.gif

Shukar hai aapko koi Gum nahi... happy.gif biggrin.gif

Sab se achhi TIP hai ke Khush rahian ... aur tension ko pass na aney dain
sehi baat hai jee smile.gif
*Kainaat*
QUOTE(hamzaad @ Sep 4 2006, 06:31 PM) [snapback]2176097[/snapback]

Namaz padhein, Yoga karein, Zehan ko har haal miein pursukoon rakhnay ki koshish karein , kum khaein , kum soyein, aur kum bolien ....Inshallah budhapa nzadeek nahi aa.a ga
or iskay ilawa doosra solution yeh hay k ....

khoob cigrette peeein....kabhi budhapa nahi aa.a ga.....jawani mien hi mulk-e-adam sudhar jaiengay 1-think.gif

pehla walay solutions tu theek hain smile.gif

doosra solution 0-22_yikes.gif 0-16_angry.gif ... ghalat baat hai !!
*Kainaat*
QUOTE(shafaq @ Sep 4 2006, 09:03 PM) [snapback]2176119[/snapback]

salaams kainat smile.gif

sab ke acche points hain
fik rto main bahot karti hoon har chhoti choti baat par

budhapa ko door rakhne ke liye,i guess dress up nicely,do a little makeup.use moisturising cream, drink a lot of water,smile a lot,laugh a lot,be in contact with people whom you like,talk to them,aur hc par jo section mujhhe instant boorha kar hi deta hai woh Islam section aur "you are still young" ka muzdah sunata hai ftm aakhri sec hai jisko parhke hc close karti hoon.

Wa Leikum salam jee

tashreef Lanay ka shukriya smile.gif

Achay mashwaray hain----
aur dua hai May u always stay Young rose.gif

QUOTE(tenha_saima @ Sep 5 2006, 01:41 AM) [snapback]2176142[/snapback]

young rehne k liye birthday 5 saal mein aik baar celebrate karein.......!!!!

hehehe...

ye bhi sehi hai rose.gif

maanay hi nah ke aap ke age ziada ho rahi hai..!!
*DhanaK*
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 5 2006, 04:56 PM) [snapback]2176356[/snapback]

Wa Leikum salam jee

tashreef Lanay ka shukriya smile.gif

Achay mashwaray hain----
aur dua hai May u always stay Young rose.gif

hehehe...

ye bhi sehi hai rose.gif

maanay hi nah ke aap ke age ziada ho rahi hai..!!

aana to the hi na,aap ka bulana aisa hai jaise FBI biggrin.gif
mir sumbul mir
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 31 2006, 05:42 PM) [snapback]2174989[/snapback]

1. jaisay aik beemar jism, zehan ko bhi beemaar kardeta hai... issi tarah aik 'beemaar zehan' bhi jism par manfi astaar choRta hai. lehaza zehan ko manfi khayaalaat o jazbaat say door rakhaiN. hamesha achchee achchee bataiN sochaiN.

2. Ghaza ka khaas khayaal rakhaiN, aik motawazan aur ghair moraghan ghaza with some physical exercise, insaani body ko arsay tak 'jawaab' rakhti hai.

3. regular body cleaning, proper neend, bhook lagnay par bhook say kuch kam khanaa jabkay zeyadah sadah paani peena insaan ko sehat mand rakhta hai.

4. apnay routine kaamouN, jaisay study, house hold works, daftari / karobari masroofiyaat maiN taghayyur o tabdeeli ki gharz say break zaroor laiN. jiss k dauraan routine say haTkar man pasand dilchaspi k kaam karaiN...... jaisay daftari kaam yaa gharelu kaam k beech news papers /magz /TV dekhna ... week ends par outing karna etc etc,

5. aap ka jiss mazhab o deen par bhi believe hai, oskay code of life / ebadaat ko follow karna.... jab hum apnay apnay believe /imaan k against koi kaam kartay haiN to yeh hamaray zehan ko ghair mahsoos tareeqay par ghair motmain karta hai. jiskay asraat body par bhi paRtay haiN.

6. tv k pur.tashaddud / sazishouN walay dramay / movies dekhnay ki bajaye light halkay phulkay mazahia dramay dekhaiN... hasnay bolnay ki adat DalaiN aur ronay dhonay ki adat say parhaiz karaiN. albatta ronay k mawaqay pay bila zaroorat zabt karkay khud ko ronay say nah rokaiN....... aansoo bahanay say bhi gham ghalt hota hai......... aur bila zaroorat ronay dhonay wali kafiyat maiN rahnay say zehan paragandah hota hai.

7. khawateen shokh colors/design k dresses use karaiN. aur light make up zaroor karaiN, khaah ghar say bahar nah bhi jana ho.... yeh concept ghalat hai k make up sirf bahar jatay waqt aur doosrouN k liyeh kia jaye... make up apnay liyeh bhi karna seekhaiN.

8. apnay darmayan ghair maujood logouN ko achchay hawaloun say yaad karaiN... gheebat nah sirf mazhabi etbaar say ghalat hai balkay insaani zehan o jism k liyeh hi nuqsaan dah hai.

9. apnay qad aur wazan ki regular monitoring karaiN aur apnay dr. k mashwaray say wazan ko within limit control karaiN.

10. din maiN aikmartabah ghusal aur 5 maratabah wadoo k baray fawaid haiN. agar aap kissi wajah say namaaz nah bhi paRhsaktay houN to phir bhi koshish karaiN k waqt par wadoo zaroor karaiN. yeh aap ko fresh rakhnay maiN madad dega.

11. doosrouN k kaam aanay ka jazbah paida karaiN. waqt farigh milta ho to net k elawah physical movement walay mashghalay jaisay gardening, swimming, indoor / out door sports etc ko apnayaiN. sports ko tv par dekhnay say behtar hai k khud koi sports khelaiN.

12. HC par sanjeedah topics maiN participate karaiN. achchee knowledge bhi aap ko sada jawaan rakhnay maiNmadad gaar sabit hoti hai. biggrin.gif

ya allah
main sadqe jaun.. biggrin.gif
*Kainaat*
QUOTE(shafaq @ Sep 5 2006, 07:38 PM) [snapback]2176398[/snapback]

aana to the hi na,aap ka bulana aisa hai jaise FBI biggrin.gif

shafaq jee happy.gif ... ab aisi bi koi baat nahe hehe..

QUOTE(mir sumbul mir @ Sep 6 2006, 02:00 AM) [snapback]2176421[/snapback]

ya allah
main sadqe jaun.. biggrin.gif

unsure.gif ... iss ke ilawa bhi kuch kahain gee aap ?
*hayaa*
QUOTE(hamzaad @ Sep 4 2006, 11:31 PM) [snapback]2176097[/snapback]

Namaz padhein, Yoga karein, Zehan ko har haal miein pursukoon rakhnay ki koshish karein , kum khaein , kum soyein, aur kum bolien ....Inshallah budhapa nzadeek nahi aa.a ga
or iskay ilawa doosra solution yeh hay k ....

khoob cigrette peeein....kabhi budhapa nahi aa.a ga.....jawani mien hi mulk-e-adam sudhar jaiengay 1-think.gif

yeh aap nein boorhey honey ki tp dee hai.......ya na honey ki dry.gif
*Kainaat*
QUOTE(hayaa_daood @ Sep 6 2006, 06:53 PM) [snapback]2176854[/snapback]

yeh aap nein boorhey honey ki tp dee hai.......ya na honey ki dry.gif

well said rose.gif wink.gif
tenha_saima
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 5 2006, 04:56 PM) [snapback]2176356[/snapback]

Wa Leikum salam jee

tashreef Lanay ka shukriya smile.gif

Achay mashwaray hain----
aur dua hai May u always stay Young rose.gif

hehehe...

ye bhi sehi hai rose.gif

maanay hi nah ke aap ke age ziada ho rahi hai..!!

arey kainaat , meri age ziada kaise ho sakti hei... abhi too mein nani munni rahi hoon , desh ki sipahii hoon.... 0-baby.gif

tongue.gif
VICKY DAR
QUOTE(tenha_saima @ Sep 16 2006, 11:56 PM) [snapback]2180225[/snapback]

arey kainaat , meri age ziada kaise ho sakti hei... abhi too mein nani munni rahi hoon , desh ki sipahii hoon.... 0-baby.gif

tongue.gif

YAH JHOOT BOLNA KAB SE SEKHA HY.. happy.gif
bela
abhi to main bachi houn mujay kai pata yaaaaaaar
*hayaa*

waisey jahan takk muhey lagtta hai....

achi diet bohat matter karti hai..aur achi neend bhi
*DhanaK*
QUOTE(hayaa_daood @ Sep 20 2006, 05:00 PM) [snapback]2181642[/snapback]

true
rose.gif rose.gif
*hayaa*
QUOTE(shafaq @ Sep 21 2006, 03:44 AM) [snapback]2181721[/snapback]

true
rose.gif rose.gif

1-kahani.gif
*Kainaat*
QUOTE(tenha_saima @ Sep 16 2006, 06:56 PM) [snapback]2180225[/snapback]

arey kainaat , meri age ziada kaise ho sakti hei... abhi too mein nani munni rahi hoon , desh ki sipahii hoon.... 0-baby.gif

tongue.gif

ok jee.. aisay hi ho ga
hum aap se disagree nahi kertay happy.gif
*Kainaat*
QUOTE(bela @ Sep 20 2006, 01:09 PM) [snapback]2181567[/snapback]

abhi to main bachi houn mujay kai pata yaaaaaaar

MASHALLAH jee happy.gif

QUOTE(hayaa_daood @ Sep 20 2006, 05:00 PM) [snapback]2181642[/snapback]

waisey jahan takk muhey lagtta hai....

achi diet bohat matter karti hai..aur achi neend bhi

hmmmm.. good smile.gif
bela
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 21 2006, 09:09 PM) [snapback]2182036[/snapback]

MASHALLAH jee happy.gif

thankuuuuuuuu blush.gif
hamzaad
QUOTE(*Kainaat* @ Sep 5 2006, 06:14 PM) [snapback]2176303[/snapback]

pehla walay solutions tu theek hain smile.gif

doosra solution 0-22_yikes.gif 0-16_angry.gif ... ghalat baat hai !!

bhai ye tou shortcut hay naa......warna tou pahla wala hi option best hay......... bel.gif
hamzaad
QUOTE(hayaa_daood @ Sep 6 2006, 11:53 PM) [snapback]2176854[/snapback]

yeh aap nein boorhey honey ki tp dee hai.......ya na honey ki :dry:

jo aap samjhien .......lekin .....aazmaish shart hay............amal kar k dekhlien pata chal ja.a ga k kia hota hay dn1.gif
Silent-Viewer
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 31 2006, 02:35 PM) [snapback]2174957[/snapback]

Lakh Keh Lain, Abi tu main Jawan hoon.... :biggrin:
Lekin Umar tu khatta khatt BhaRti jatti hai......................

Aur Females hi iss mamlay meen ziada Conscious hoti hain..
Females ko Thora Bohat Gum Lag jatta hai yes.gif

No doubt,
Make up kerne se umar per kafi control kya ja sakta hai...!! :biggrin:
iss ke ilawa aap koi aisay ideas ya TiPs batain jiss se khawateen hamesha jawan Rahain----
Umar BhaRnay se mentally koi assar na ho----

Kya "Factors" ho saktay hain :question:

Kya "way of Life" adopt kya Jaye :question:

"Thinking" ko kaisay positive kya jaye :question:

bored2.gif
KnOwN_StRaNgEr
topic posted :Aug 31 2006, 03:35 PM

Last Active: Yesterday, 11:07 PM
dunno.gif n e wayz sanuurdu.gif
Masoom_Pari
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 31 2006, 03:35 PM) [snapback]2174957[/snapback]

Lakh Keh Lain, Abi tu main Jawan hoon.... :biggrin:
Lekin Umar tu khatta khatt BhaRti jatti hai......................

Aur Females hi iss mamlay meen ziada Conscious hoti hain..
Females ko Thora Bohat Gum Lag jatta hai yes.gif

No doubt,
Make up kerne se umar per kafi control kya ja sakta hai...!! :biggrin:
iss ke ilawa aap koi aisay ideas ya TiPs batain jiss se khawateen hamesha jawan Rahain----
Umar BhaRnay se mentally koi assar na ho----

Kya "Factors" ho saktay hain :question:

Kya "way of Life" adopt kya Jaye :question:

"Thinking" ko kaisay positive kya jaye :question:

0-22_yikes.gif Kainat ........ aap ko tips ki zaroorat paish aa gaye
*Kainaat*
QUOTE(hamzaad @ May 9 2007, 06:07 PM) [snapback]2312234[/snapback]
bhai ye tou shortcut hay naa......warna tou pahla wala hi option best hay......... bel.gif

Oh my God !!!... ye you ko aik saal baad yaad aya ??????????? 0-17_wink.gif
*Kainaat*
QUOTE(Silent-Viewer @ May 10 2007, 05:36 AM) [snapback]2312663[/snapback]
bored2.gif

ziada soone se bhi banda boorha ho jata hai 0-17_wink.gif
*Kainaat*
QUOTE(Masoom_Pari @ May 10 2007, 11:00 AM) [snapback]2313195[/snapback]
0-22_yikes.gif Kainat ........ aap ko tips ki zaroorat paish aa gaye

Haan na 1-embaressed_smile.gif
hamzaad
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ May 10 2007, 03:01 PM) [snapback]2313074[/snapback]
topic posted :Aug 31 2006, 03:35 PM

Last Active: Yesterday, 11:07 PM
dunno.gif n e wayz sanuurdu.gif

hota hay dear..........u ko tention nahi lenay ka eusa_naughty.gif
hamzaad
QUOTE(*Kainaat* @ May 10 2007, 05:23 PM) [snapback]2313283[/snapback]

Oh my God !!!... ye you ko aik saal baad yaad aya ??????????? 0-17_wink.gif

kia karein janab..........aur bhi gham hien zamanay mien iska siva 0-25_coolguy.gif
Abu_Hadi
CHAND KE SAATH MERI BAAT NA THI PEHLI SE

RAAT AANTI THI MAGAR RAAT NA THI PEHLI SE
0-heartbeat.gif
hamzaad
QUOTE(Abu_Hadi @ May 11 2007, 11:35 PM) [snapback]2314755[/snapback]
CHAND KE SAATH MERI BAAT NA THI PEHLI SE

RAAT AANTI THI MAGAR RAAT NA THI PEHLI SE
0-heartbeat.gif

Jee mien aata hay tujhay toot kar chahun jana......Chordun phir mein tujhay pyar mien pagal kar k
SIR Jee
QUOTE(*Kainaat* @ May 10 2007, 05:25 PM) [snapback]2313284[/snapback]
ziada soone se bhi banda boorha ho jata hai 0-17_wink.gif

tou app ki umer ka andaza lagaya ja sakta hai lol3.gif
tenha_saima
QUOTE(*Kainaat* @ Aug 31 2006, 10:35 AM) [snapback]2174957[/snapback]

Lakh Keh Lain, Abi tu main Jawan hoon.... :biggrin:
Lekin Umar tu khatta khatt BhaRti jatti hai......................

Aur Females hi iss mamlay meen ziada Conscious hoti hain..
Females ko Thora Bohat Gum Lag jatta hai yes.gif

No doubt,
Make up kerne se umar per kafi control kya ja sakta hai...!! :biggrin:
iss ke ilawa aap koi aisay ideas ya TiPs batain jiss se khawateen hamesha jawan Rahain----
Umar BhaRnay se mentally koi assar na ho----

Kya "Factors" ho saktay hain :question:

Kya "way of Life" adopt kya Jaye :question:

"Thinking" ko kaisay positive kya jaye :question:

aik simple si baat : EAT HEALTHY n XERCISE

make-up bhi wo khubsurati nahine la sakta jo acha aur healthy food la sakta hai ...

God has made the body so beautiful that if u work on it ... it glows at shines ... xercise se Deemagh bhi khulta hai cuz the muscles stretch and relax ..
*Kainaat*
QUOTE(hamzaad @ May 11 2007, 05:40 PM) [snapback]2314700[/snapback]
kia karein janab..........aur bhi gham hien zamanay mien iska siva 0-25_coolguy.gif

acha ye baat hai 0-17_wink.gif
*Kainaat*
QUOTE(SIR Jee @ May 11 2007, 08:02 PM) [snapback]2314850[/snapback]
tou app ki umer ka andaza lagaya ja sakta hai lol3.gif

hewhehe...
agar main kahoon ke main soti hi nahee tu.... 0-17_wink.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.