Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Ghalat Alfaz
HulChul.NET > UrduPoint / HulChul > Mashwaray, Tajaweez, Shikayat
Haq-Ali
aoa all..mujhy Hc waloon say kluch pochna hai..wo ye kha hc kay islam section main Khan amer nay Imam Mehdi(as)kay baray main ghatiya alfaz istamal kiya hain kya hc wwaloon ko ye nazar nahi ata??jab koi shia memeber such kahta hai or wo bhi books say tu uss ko block kar diya jata hai but jab koi kham amer jasay insan shia kay imamoon kay baray main ghatiya alfaz istamal karta hai tu uss ko kuch nahi kaha jata kya ye na insafi nahi hai?ya phir ye HC ki policy hai kha shia kay imamoon kay barya main jo kuch bhi kaha jayee wo sahee hai????????agar asa nahi hai tu phir Khan Amer ko foran block kiya jayee warna..phir kamaz kam main kuch assi post kar doon ga ..oki thank oe isss per foran reply kareen plzzz....
sahera
I think board par Opper se lay kar neechay junior member ko bhi ijzat nahi kay woh "ghatiya" ilfaaz kahi bhi use karay aur kisi kay aqaid kay huwlaay se toh bilkul nahi....

maine woh post paRhi hay i tHInK apnay wahaN khalish bahi ka replY bhi dekha hoga uskay baad khan amer ka reply bhi aaya HAY.

RAhi kay aap ab avanege mein kuch bhi post karey gay toh JANAB is baat ki kisi ko iJZAT nahi hay.... Jo jiTna karay ga UTna hi bhuGHtay GA rose.gif

Khan amer khuda nahi hien... BAAT wohi humesha acceptable hoti HAY JO sahi HOTi hay... smile.gif
MJB
QUOTE(Haq-Ali @ Sep 1 2006, 10:48 AM) *

aoa all..mujhy Hc waloon say kluch pochna hai..wo ye kha hc kay islam section main Khan amer nay Imam Mehdi(as)kay baray main ghatiya alfaz istamal kiya hain kya hc wwaloon ko ye nazar nahi ata??jab koi shia memeber such kahta hai or wo bhi books say tu uss ko block kar diya jata hai but jab koi kham amer jasay insan shia kay imamoon kay baray main ghatiya alfaz istamal karta hai tu uss ko kuch nahi kaha jata kya ye na insafi nahi hai?ya phir ye HC ki policy hai kha shia kay imamoon kay barya main jo kuch bhi kaha jayee wo sahee hai????????agar asa nahi hai tu phir Khan Amer ko foran block kiya jayee warna..phir kamaz kam main kuch assi post kar doon ga ..oki thank oe isss per foran reply kareen plzzz....


uss post main khan amer ne general baat ki, shia hazraat ko target nahin kya, agar aap ko ikhtalaf tha tu aap apney dalail daitey na ke bad-tameezi kertey. aap se 1 sawal poocha tha,,, Holy Prohet is Noor wali post main,,, aap ne wahan bhi kawab nahin diya

agar aap ke pass apney aqaid ke Quran-e-Pak ke hawaley se koi jawab nahin hota tha,,, tu aap beshak jawab na diya karain,,, lakin mis behave bhi na kya karain
sahera
maine yahaN reply karnay kay baad inka reply us post mein dekha hay....aur unka reply parhnay ka baad kisi ko yeh faisala karnay mein deeR nahi lagay gi kay "GHATIYA" ilfaaz istemaal karnay wala kon hay...

humesha aisi posts aisay ilfazat se bhari hoti hien aur pehaal bhi khud shiaism kay haami kartay hien ...i wonder why...?
Haq-Ali
sahera & MJB...harngee ki baa ye hai kha jitna abhi app ko gusa aa raha hai kahbi shia kay imam ya mohtaram hastiyon kay baray main yahan ghalat alfaz istamal hotay hain tu tab kyoon nahi ata???????????????iss liya kah app ya un per believe nahi hai?????????ye hi such hai..rahee baat kha main nay jo alfaz istamal kiya tu wo bilkul 100% sahee kiya hain or main un per qayem hoon..becoz jab hamaray pyaroon kay barya main koi asa kahay ga tu lazmi baat hai ham bhi kaheen gay....phelay wo ruk jayeeen tu ham bhi inshallah kuch asa wasa nahi kareen gay...Sahera app islam section main bara kuch booli hain i know..but sab ghalt booli hain...oki...ja kar phelay Khan amer ko ye bateen kaheennnnn okiiiiiiii..or hnn dosari baat ye kah ..main jo post karoon ga uss kay kya fayeda?becoz Rangeela Rasool book app ki harkatoon ki wajha say likhee gayee..wo tamam mawad app ki books main say hai agar yakeen nahi hai tu apnay kissi alim say poch lain ya kudh book dhekh lain okiiii ..kamaz kam hamaray books Rasool(saww)kay barya main koi assi wassi baat nahi karteee..oki...
or hnn MJB tum nay jo baat ki hai na Noor topic wali uss ko main nay kudh chora..oki ab kyoon ..tu tum jo smajh lo..cheya kha mujhy kuch nahi ata ya etc..oki kush...tum rasool ki toheen karoo.....oki
so alll listen kah ajj kay baad agar kissi nay shia kay imamoon kay barya main kuch asa wasa kaha tu..phir kamaz kam main zaroori uss ka jawab unhi alfaz main doon ga..oki bye...
MJB
QUOTE(Haq-Ali @ Sep 1 2006, 02:02 PM) *

Rangeela Rasool book app ki harkatoon ki wajha say likhee gayee..wo tamam mawad app ki books main say hai agar yakeen nahi hai tu apnay kissi alim say poch lain ya kudh book dhekh lain okiiii ..kamaz kam hamaray books Rasool(saww)kay barya main koi assi wassi baat nahi karteee..oki...


apki aur hamari books ka shosha aap ne hi chora hey,,, main tu sirif 1 kitab pe yaqeen rakhta hoon,,, aur agar wo apki nahin hey tu aaap waqai musalmaan nahin hain
QUOTE
or hnn MJB tum nay jo baat ki hai na Noor topic wali uss ko main nay kudh chora..oki ab kyoon ..tu tum jo smajh lo..cheya kha mujhy kuch nahi ata ya etc..oki kush...tum rasool ki toheen karoo.....oki


main kya,,, sarey samajh chukey hain ke koi jawab nahin rah gya tha
QUOTE
so alll listen kah ajj kay baad agar kissi nay shia kay imamoon kay barya main kuch asa wasa kaha tu..phir kamaz kam main zaroori uss ka jawab unhi alfaz main doon ga..oki bye...


agar koi daleel na de sakain tu bad-tameezi kerney ki bhi zaroorat nahin hey,, agar poster ne ghalat post ki hey,,, tu uski ghalti ki nishan dahi karain (saboot aur daleel ke sath) na ke bad-tameezi

ooncha woh hi boltey hain,,,, jo khokhley hotey hain
Abu Adnan
QUOTE(Haq-Ali @ Sep 1 2006, 05:02 PM) *

sahera & MJB...harngee ki baa ye hai kha jitna abhi app ko gusa aa raha hai kahbi shia kay imam ya mohtaram hastiyon kay baray main yahan ghalat alfaz istamal hotay hain tu tab kyoon nahi ata???????????????iss liya kah app ya un per believe nahi hai?????????ye hi such hai..rahee baat kha main nay jo alfaz istamal kiya tu wo bilkul 100% sahee kiya hain or main un per qayem hoon..becoz jab hamaray pyaroon kay barya main koi asa kahay ga tu lazmi baat hai ham bhi kaheen gay....phelay wo ruk jayeeen tu ham bhi inshallah kuch asa wasa nahi kareen gay...Sahera app islam section main bara kuch booli hain i know..but sab ghalt booli hain...oki...ja kar phelay Khan amer ko ye bateen kaheennnnn okiiiiiiii..or hnn dosari baat ye kah ..main jo post karoon ga uss kay kya fayeda?becoz Rangeela Rasool book app ki harkatoon ki wajha say likhee gayee..wo tamam mawad app ki books main say hai agar yakeen nahi hai tu apnay kissi alim say poch lain ya kudh book dhekh lain okiiii ..kamaz kam hamaray books Rasool(saww)kay barya main koi assi wassi baat nahi karteee..oki...
or hnn MJB tum nay jo baat ki hai na Noor topic wali uss ko main nay kudh chora..oki ab kyoon ..tu tum jo smajh lo..cheya kha mujhy kuch nahi ata ya etc..oki kush...tum rasool ki toheen karoo.....oki
so alll listen kah ajj kay baad agar kissi nay shia kay imamoon kay barya main kuch asa wasa kaha tu..phir kamaz kam main zaroori uss ka jawab unhi alfaz main doon ga..oki bye...


bhai meray aap samait har shia members n others ko yeh haq hasil hai k agar onkay mazhabi aqaid k khelaaf koi baat ki gayee hai to woh oska jawab dalail aur mohazzab ilfaaz maiN day...... agar aap, khan amer ya kissi aur member, modz, GM etc nay bhi ghaTya zobaan ka istemal kia to reply edt / del kar di jayegi, aur WARNING k baad ossay BAN bhi kia jasakta hai.......... alhamdolillah administartion maiN aisay log maujood haiN jo apnay hi team members ki ghalat baat par bhi action lay saktay haiN aur qabl azeeN letay rahay haiN.... ab aap mohtaat rahiyega elfaz k istemaal maiN.

post is now being closed.

wassalam


QUOTE(MJB @ Sep 1 2006, 05:11 PM) *

apki aur hamari books ka shosha aap ne hi chora hey,,, main tu sirif 1 kitab pe yaqeen rakhta hoon,,, aur agar wo apki nahin hey tu aaap waqai musalmaan nahin hain
main kya,,, sarey samajh chukey hain ke koi jawab nahin rah gya tha
agar koi daleel na de sakain tu bad-tameezi kerney ki bhi zaroorat nahin hey,, agar poster ne ghalat post ki hey,,, tu uski ghalti ki nishan dahi karain (saboot aur daleel ke sath) na ke bad-tameezi

ooncha woh hi boltey hain,,,, jo khokhley hotey hain


no more discussion plzzzzzzzzz.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.