QUOTE(tihami @ Sep 2 2006, 08:39 PM) [snapback]2175495[/snapback]
good post usuf bhai,, laikin practically daikha jaay tu hamaray yahan sab kuch dakha jata hay aur investigate kiya jata hay swaay larkaay k deen-daar hounay k , koi yah nahen poochta k larka namaz bhi parhta hay k nhaeen,, yah is tarah say islam k doosray arkaan bhi pooray karta hayk nahen,
baat to such hai .......... agar shadi k waqt ham say bhi laRki waly chay kalemay pooch baiTh.tay to hum abhi tak "azaad" hi rahtay....
aik hadees ka mafhoom hai... log husn aur daulat dekh kar shadi kartay haiN... tum TAQWA dekh kar shadi kia karo....