QUOTE(Abu Adnan @ Sep 6 2006, 12:29 PM) [snapback]2176538[/snapback]
Jo kaha sach kaha.. Abgeeno ko thees nahi pohanchana chaya kisi bhi haal mai chahai wo mehboba ki shakle mai ho ya biwi ki shakle mai...
laikin ajj kal to hi mora "aanso" bhao to kaha jata hai ya ansu waso kuch nahi.. buss thora sa Sodium Colidide se mila howa H2O hai..

jitnay baha lo dil nahi peghalnay wala.. kaun samjahay kah Yahi wo H2O hai jo samjho to Moti hai na samjho to khaak hai..
thanks for the sharing nice article..
QUOTE(kh@lifa @ Sep 8 2006, 09:38 AM) [snapback]2177279[/snapback]
size=5]hmmmmmmm
[b]
[font=Comic Sans Ms]Mohabbat mard k liye ek event hoti hai .. jab k aurat k liye pori zindagi ..
Bilkul.. Laikin daikha jaye to maard ke bhi Poori Zindagi hoti hai... ya aur baat hai kah Maard apni feelings ko chupanay ka Fun bakhobi jantay hain..