QUOTE(Daylight @ Sep 7 2006, 12:55 PM) [snapback]2176969[/snapback]
Afsoas ke pakistan ka sub se zyada mashoor columnist bhi such likhtay huway daray to bakiyun ko kya kaha jaaye.
... onhaiN yaa to apni jaan ki amaan hasil karnay k liyeh nine-zero par haazri deni hogi yaa phir takbeer k salahuddin ki tarah shaheed hona parega.... aur baRay aur mash'hoor sahafi shaheed.ouN ki reporting kartay haiN. khud shaheed nahee hotay.....