QUOTE(Shokh @ Sep 15 2006, 01:03 PM) [snapback]2179748[/snapback]
1. Oh u mean, zaat di korh'kili tay japhay shateeran nu
2. Hai reech'aan day waar kalander hi janay
3. theek hay aglay aik haftay tak aap khan Amer ko apnay hath say khana bana kar khilain gay

1. Kiya Suthri Misaal di hay
2. Goongay di ramzaan Goonga janay ya Gongay di Maan
3. Meray haat say aur kuch to kha saktay hain Khana nahi, Meray paas bas eik Diary hay

jis ko parh kar main inhain chezain bana kar khilata hoon
QUOTE(muskan_kaun @ Sep 15 2006, 08:47 PM) [snapback]2179904[/snapback]

Kya waqaii Khi mai do din rah ke ayy aur Hum se milay bhi nahi...

Arai Contact Number ko kyun dosh dete hain Yoon kaihain na saaf saaf App Ice cream khilanay aur Tofi shofi denay ke dar se hi Hum se nahi mile

Bas EL say kafi baat rahi aur kisi ka No nahi tha meray paas,

Ice cream kiya khana bhi khilatay aap ko aap kay kharchay par

QUOTE(khan_amer @ Sep 18 2006, 12:34 PM) [snapback]2180577[/snapback]
tu app Abdullah bhai ko teer keh raheeN haiN

Nahi aap ko Jalebi keh ahi hain

QUOTE(khan_amer @ Sep 18 2006, 01:21 PM) [snapback]2180636[/snapback]
pata nahi kyoN mujhay lag raha hay app mujhay kuch kehnay key koshish ker raheeN haiN

Kehna nahi yea aap ko Bist karnay ki Kamiyaab koshish kar rahi hain

QUOTE(khan_amer @ Sep 18 2006, 02:52 PM) [snapback]2180692[/snapback]
App shayad bhool raheeN haiN kay woh 9 saal tak hazir Service Shohar reh chukay haiN... inhay tu kiRki key waisay hi khushbooo aa jatee hay...

Yea sazish ho rahi hay meray khilaaf ? 9 nahi sarhay 9

QUOTE(khan_amer @ Sep 18 2006, 01:57 PM) [snapback]2180665[/snapback]
yeh ToTka purana ho gaya hay.. woh roz hi pata nahi kaisay mujh say pehlay uTh jatay haiN... koy dosra ToTka batayaiN
Bhui meray Ghoray Jaldi bik jatay hain aur aap kay Khotay biktay hi nahi

Aur aap ko kia maloom kay aap kay KhuraaToon say main tamaam raat soya bhi kay nahi

QUOTE(Shokh @ Sep 18 2006, 02:44 PM) [snapback]2180690[/snapback]
Hmmm.... aap nay kabi kariki kay baray may suna hay? Ye choohay marnay wali aik chutki hoti hay... ye do adad dar'kar hain... jab aap daikhain kay Abdullah bhai mah've khawab hain to unkay bistar kay samnay lagi jootion may fit kar dain. Jesay hi wo suba uthain gay aur jooti may pair dalain gay to bas samjhain apka kaam ho gia... lakin ehtiyat ki sakht zaroorat hay lihaza aap apnay kanoo may yaad say roi thoos lijie ga


Main Kamray main jooti hi nahi lata, Aur kisi ko lanay bhi nahi deta

QUOTE(Shokh @ Sep 18 2006, 01:50 PM) [snapback]2180661[/snapback]
1. Daikhiye charity begins at home aab apdono kay illawa meray hay hi kon HC par
2. Daikhiye Abdullah bhai nay 9 saal qaid'e ba'mushakat kati hay. Abhi wo zamanat par reha howay hain
Aap yun kijie Abdullah bhai kay uthnay say pehlay aap rooz suba nihar munh uth kar unki do ungliaan kareebi electrical socket may laga kay 'on' ka switch duba kar lambi taan kar so jaya kijie

1. Ji nahi yea sara HC hi aap ka hay, jahan chahay dandnati phirain. koi pochnay walla nahi hay
2. Ji nahi sarhay 9 chotay chotay saal
Jab yea Switch ON karain gay to main in ka Haath Pakar loon ga