QUOTE(muskan_kaun @ Sep 14 2006, 09:46 PM) [snapback]2179593[/snapback]
Inaam mai Ice cream, Tofi shofi hoti to hum zaroor bata dete par abb mood nahi hai

Agr aap ka Contact hota To zaroor milta kuch, aap kay Paani say bharay Khi main bhi do din guzaar kar aaya hoon

QUOTE(Shokh @ Sep 14 2006, 10:40 AM) [snapback]2179339[/snapback]
Khan sahib kay bachay, daal daal kachay

Oo din Dubba , Jad Khori chariya Kubba

QUOTE(bleeding tears @ Sep 14 2006, 08:17 AM) [snapback]2179319[/snapback]
qasam se main ne nahi toray iss k dant ussi abdullah ne toray hon gay

Koi Gold kay daant thay jo main torta phiroon

QUOTE(Shokh @ Sep 12 2006, 10:42 PM) [snapback]2178882[/snapback]
Itna serious reply tha ma nay samjha shaid Abdullah bhai ka naam sun kar rona ah raha hay

Kiya samjha hay aap nay mujhay to rotoon ko hunsaan hi aata hay bas

QUOTE(Shokh @ Sep 11 2006, 01:42 PM) [snapback]2178280[/snapback]
Ma to kahti ho 360 kay angle par latka kar remand lena chahiye inka

Aap fikar na karain aaj kal ma torture say mutalika info akhati kar rahi hoon


Yaa Allah Logon kay Dilon main Reham Daal, 360 say to shayed Ulta ho jata hay banda.
QUOTE(Shokh @ Sep 12 2006, 11:45 AM) [snapback]2178697[/snapback]
Aap to meray say baat na hi karain
Halal karnay ka asaan tarika to hay kay hath paon bandh kar, tha kar kay zamin par phainkain aur jesay hi aap gardan uthain wahin zaba kar dain. Lakin kion kay ye asaan tarikay hay lihaza hamain kuch wakt dain sochnay ka

Ham to dushman ko bhi pakeeza saza detay hain
Hath uthatay nahi, nazroon say gira detay hain

Bhui Shikayat baja hay, par mujhay khud aakhri waqt maloom hoa kay shaam ko mujhay jana hay, Ab aa gaya hoon aap sab kay samnay, Jo chahay saza day lain
Nazroon se na yu humko girana
Mar bhi gaye toh bhul na jaana
Kachi deewaar hoon thokar na lagana mujko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujko !
Nazron say Girana Asan Hay, Nazron Mayn Basana Mushkil Hay
Zaron Ko Zia-e-Dil Kay Leay, Akseer Banana Mushkil hay

QUOTE(Shokh @ Sep 11 2006, 01:13 PM) [snapback]2178264[/snapback]
Nahi unhain ma tarpa tarpa kay maroon gi

Ham bhi to baithay hain pardes may dil par pathar rakhay howay

Unki wajah say mera blood pressure shoot kar gia hay

sar sar kar mera khoon jal gia hay, daikhain ma kitni peeli par gai hoon

Agar is alam may meri maut wakia ho gai na to unhain ulta latka kar phansi dijie ga, ye meri antim icha hay
Aap ki aagiya ka Palan ho ga Maharani