QUOTE(Abu Adnan @ Sep 8 2006, 05:11 AM) [snapback]2177269[/snapback]
i know that ... to bhai onhaiN legalize kardo .... sab ko licence day do jo yeh kaam karnay ki ahliat rakhtay haiN.... hakoomat ko revinue bhi milega .... hakoomat aik system bana day... asleha ki farokht ko monitor karay.... farokht konandah aur khareedar ka reccord rakhany k liye apnay nomainday wahaaN moqarrar kar day.......
assleha ki market /khapat dunya maiN bahoot zeyadah hai... hum iss market say peechay kiyouN rahaiN..... khud hakoomat bhi inn say saaraa asleha bulk maiN purchase kar sakti hai .... mera khayaal hai k jetna saata yeh log asleha tayyar kartay haiN, koi factory etna ceap pakistan maiN to tayyar nahee karsakti.......... aik fast bowler say aap kahtay haiN k cricket choR do aur foot ball khelo.... k hamaray AAQAA nahee chaahtay k tum onki cricket team k moqaablay par jam jawo... wot is this???
i know k app ka iss maiN koi amal dakhal naheeN...
lekin aap aik illogic policy ki hamayat to nah karaiN....

AA jaisey jahan deedah se aisi baat ki tawaq na thi AA bhai,,, kya iss waqt market main legal aslaha mojood nahin hey,,, iss liye log illegal aslaha khareedtey hain
agar aap unko paband ker dain ke iss ko legalise ker ke baicho,,, tu kon kharedey ga,,, jinhoon ne legal arms lainey hain,,, tu wo tu abb bhi market main available hain
haan phir illelgal arms ki 1 bari black market ka wajood aa jaye ga,,, rishwaat ka bazar garam ho jaye ga,,,, lakin jo illegal arms use kertey hain,,, unhoon ne illegal arms hi use kerney hain
QUOTE
i know k app ka iss maiN koi amal dakhal naheeN...
lekin aap aik illogic policy ki hamayat to nah karaiN baat wohi hey,,, ke aap mush mukhalifaat main itna agay chaley gye hain,,, ke koi acha kaam bhi aap ko acha nahin lagta