salaam alaikum Khlaish bhai aur AbuAdnan bhai jis tarah efficiently aapne FALAK ke concerns ko samjhha aur deal kya uske liye mubarakbaad. hc ka ek bhi mas'ala ham sab members ko mutaa'ssir karta hai aur uska khushkun ikhtitaam ham sab ke liye sukoon ka baa'es hota hai.
A job well done.
khan_amer
Sep 9 2006, 12:43 AM
pehlay hi hamaray kanooN maiN ( khainchay janay kay wajaah say) kafi dard ho raha tha.. appp key post daikh ker haath dobara kanooN per chalay gay thay..per shuker hay iss bar hamaray khilaaf koy shikayat nahi ayee
Khalish
Sep 9 2006, 09:55 AM
QUOTE(shafaq @ Sep 8 2006, 10:34 PM)
salaam alaikum Khlaish bhai aur AbuAdnan bhai jis tarah efficiently aapne FALAK ke concerns ko samjhha aur deal kya uske liye mubarakbaad. hc ka ek bhi mas'ala ham sab members ko mutaa'ssir karta hai aur uska khushkun ikhtitaam ham sab ke liye sukoon ka baa'es hota hai.
A job well done.
DuaaouN meiN yaad rakhiye
*DhanaK*
Sep 9 2006, 10:36 AM
QUOTE(khan_amer @ Sep 8 2006, 07:43 PM)
pehlay hi hamaray kanooN maiN ( khainchay janay kay wajaah say) kafi dard ho raha tha.. appp key post daikh ker haath dobara kanooN per chalay gay thay..per shuker hay iss bar hamaray khilaaf koy shikayat nahi ayee
salaam alaikum hindi ki kahawat hai "ant bhala to sab bhala"
ant, cheenti wala naheen.
one more thing hc tareekh mein yeh aapka pehle reply hai mere liye jab aap shamsheer ba kaf naheen hain
khush rahiye
p.s. bas ab Abu Adnan bhai bhi yeh post dekh lein phir close kar dein beshak
khan_amer
Sep 9 2006, 12:16 PM
QUOTE(shafaq @ Sep 9 2006, 08:35 AM)
salaam alaikum hindi ki kahawat hai "ant bhala to sab bhala" ant, cheenti wala naheen. one more thing hc tareekh mein yeh aapka pehle reply hai mere liye jab aap shamsheer ba kaf naheen hain
khush rahiye
p.s. bas ab Abu Adnan bhai bhi yeh post dekh lein phir close kar dein beshak
Abu Adnan
Sep 9 2006, 12:17 PM
QUOTE(shafaq @ Sep 9 2006, 10:35 AM)
salaam alaikum hindi ki kahawat hai "ant bhala to sab bhala" ant, cheenti wala naheen. one more thing hc tareekh mein yeh aapka pehle reply hai mere liye jab aap shamsheer ba kaf naheen hain
khush rahiye
p.s. bas ab Abu Adnan bhai bhi yeh post dekh lein phir close kar dein beshak
g maiN hazir hogaya houN ... adaab baja laanay aur post ko hasbul hukm talaa laganay.
sada khush rahiyeh.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.