QUOTE(bela @ Sep 17 2006, 08:30 PM) [snapback]2180385[/snapback]
haan tu goliyoun kay ssaaath hi aayi houn na.........tumhari tran bagair dhimagh kay tu nahi aayi na.....
chal oyy dushman...............free nahi honay ka kia,,,,,
apun say tameez say haan...tumhain tu sab say pehlay jaana chaiyeah..fikar not tumhain baijh klay hi joun gi....................
chal shabsah apun ka naam nikalo yahan say..........warna...............
astagfirulllah.......
chal oyyy
yeh mera naam kis khusi main lay rahay ho paindo...ab dobara lay tu dekhao tumhiain daffa 4 soo 15 kay teht sazaay mout b ho sakthi hai tu agar apni jaana bachana chatay ho tu ainda mera naam nahi laina kiaaaaaaaaaaaaaaa............
haan mera flat hai na vicky say hi kareeda tha.....duffer kay wahan 2 aur flats hain tum wahan chali jaana...................main tu ajkal zameeen pay shift ho gayi houn pakki pakii
yeh albattta wahan hi rehta hai
chalo shabash vicky paaaaaaaaaaaaaaaa...wpis apnay ghur jao aur ainda zammen pay aanay ki zazroorat nahi
OHHHH CHAL HATA SAWAN KI GHATA ... SHAKAL DEKH APNI OR SOO JA...
ja nahi hatatey naam tera tu tu in sab ki sardar baney gi nazzzzzziiiiim wahhh ry taraqi or kaya chahiye tujey ......
wesey tera kaya jata hy kuch dinoo ki tu baat hy terey flat mai yah rahain gi teri dost hain akhir tu itna bhi nahi ker sakti kaya in k liye ...
phir khana pakana wahain pakana kaya hy khud tum sab ny puk jana hy...hahaha
or jin gher ki baat tum ker rahi hu woo tu mera bussines hy mai wahan flat leta hun tum jesoon ko wahan de deta hun .,.. chaloo ab nakharey na keroo awain or bongiyan na maroo is bechari ko rasta nahi pata masoom ko tu lee jana ok...chooti hy tum se khayal kiya keroo is ka ,,.,.
special taza aag k goley khilana isey or khud bhi khana ...ok
QUOTE(Masoom_Pari @ Sep 17 2006, 09:10 PM) [snapback]2180397[/snapback]
Main Chain Chain nahi ker rahi hoon ... Pariyon ki zaban to bohat meethi hoti hai ... bilkul KOYAL ki terah
Masla wahan rehnay ka nahi hai ... Masla to sirf itna hai k aap aur Qamar nahi jao gay to Meeting kesay manage hogi ... akhir ko aap hi dono to BOSS ho 50 50 Partnership k
kehtay hain k her Kamyab Merd k peechay aurat ka haath hota hai
to isi terah aap baray baray Male shetano k peechay hamara hath to ho sakta hai magerrrr hum shaitano ki BOSS nahi ho saktin
ab SUCH ko maan lo Vicky ... No Doubt k bohat kerwa hai yeh such per kiya karein yeh kerwa ghoont aap ko aur Qamar ko peena hi paray ga 
ohhhh pari tum waqai mai kitni masoooom hu mai aj jana... ohooooo dekha phir bhool gai na ./..pariyun ki zuban
koyal nahi koyala hoti hy.... last mai A lagana bhool gai thi na...chaloo koi baat nahi mai ny laga diya ... wesey zuban koyala tu hu hi jaye gi jab meeting attend keroo gi...
g app ny un mardoon ki baat ki hy jo urtoon k paloo tham ker chaltey hain hum woo nahi hain,.... na koi urat zaat se lena hy na dena ... apni masti mai khush hain... or app k barey mai tu hy mostly urtain wahain pai jain gi jahan app ki meeting hy...
bas farq yah hy k app sab kuch pahley ja rahi hain... yah aik kism ki app sab ko sohalat hy k wahan ja ker apni apni jaga pasand ker lain pahley se ta k baad mai koi prob na aye ...
chaloo g lets c k app kis qism ki qadar kerti hain hamaree...intazaar rahey ga...

QUOTE(rubbia @ Sep 18 2006, 03:17 PM) [snapback]2180632[/snapback]

QUOTE(Thirsty Sea @ Sep 18 2006, 10:03 PM) [snapback]2180828[/snapback]
Mein moderator hoti, to female gossip kay saray larko ko yahan say kick karti

hoti tu phir na abhi nahi hu tu aram se dekhoo ...