score kaya hai?
cricket k dino main kise ko salam karoo tu jawab dynay sy pehlay poochtay hain score kaya
hai?kise rahgeer sy rahsta poochain tu wo kehta hai score kaya hai?ek din hum nay hospital main
suna k nurse bachay ke paydaish k bad bachay ko nehlanay lagee tu wo nurse ka bazoo paker
ker kehnay laga score kaya hai?nurse ghush kaha ker gir pari aur 2 ghantay bad mer gaee.
shaam ko usay defna deea gaya, dosray din gorkan nay bataya k shaam ko edher udher k murday
pooch rahay thay tumharay mertay wakat score kaya tha?ab murday es baat ka intazar ker rahay
hain k koe aur maray aur taza score ka pata chal sakay.